AANKHON KI KAHAANI USKI APNI ZUBAANI

by surindarn on December 20, 2013, 01:17:29 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1899 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
Kyaa Kyaa Dekhtaa Hoon Main, Inh Aankhon Ke Rangeen Nazaare...
Kaali, Slaitee, Bhoori, Neeli, Hari, Laal, Gulaabi, Peeli Si Aankhen!

Kaali Aankhen, Khaabon Bhari Shraarat Bhari Aankhen...
Andheri Raat Mein Tamtmaate Sitaaron Bhari Aankhen!

Slaitee Aankhen, Dekhaati Hain Sawan Ke Nazaare...
Nimantran Detee Hain Apne Piyaa Ko Yeh Aankhen!

Bhoori Aankhen, Muskraati Si Sataati Si Aankhen...
Khushion Ki Barsaat Laane Waali Hoti Hain Yeh Aankhen!

Neeli Aankhen, Inh Ki To Hai Bas Ajab Kahaani...
Kitne Bhi Aasmaan Aur Taare Dikhaa Sakti Hain Yeh Aankhen,

Kehte Hain Inhein, Gehri Jheel Si Aankhen...
Inh Mein Doobne Ko Lagi Rehti Hain Kitaaren, Aisee Hain Yeh Aankhen!

Hari Hari Aankhen, Khushaali Bhari Haryaali Aankhen...
Kheton Hi Kheton Ke Nazaaron Waali Yeh Aankhen,

Mushakat Mein Bhi Yeh Muskraati Si Aankhen...
An.ginat Bhole Bhaale Kisanon Ki Yaad Delaati Hain Yeh Aankhen!

Gulabi, Aankhon Ki To Daastaan Hi Kuchh Aur Hai...
Neend Bhari , Khumaar Bhari Dikhti Hain Yeh Aankhen,

Jawaani Ki Ravaani Bhi Dikhti Hai Inh Aankhon Mein...
Payaar Hi Payaar Se Ladhi Rehtee Hain Yeh Aankhen!

Peeli Aankhen, Inh Ka Kuchh Na Kahun To Theek Lagtaa Hai...
Phir Sochtaa Hoon, Hain To Yeh Bhi Bechaari Aankhen,

Rehti Hain Gamgeen Dekhne Mein,Bimaar Si Lagti Hain...
Par Yeh To Theen Kabhi Kanwal Si Khoobsurat Aankhen,

Jaandis, Jiggar Khraab Hone Kaa Paigaam Detee Hain...
Kisi Tabeeb Ke Paas Bulaati Hain Yeh Aanken,

Yaa Phir Mohabbat Mein, Dil Tootne Kaa Ilaan Sa Karti Hain...
Yeh Us.Ke Khaabon Ko Puraa Karne Ko, Kehti Hain Yeh Aankhen!!
-----------------------------------------------------------------------

Khatam Kartaa Hoon Ab Mein  Aankhon Ki Kahaani...
Yeh Na Samajhnaa Ke Main.ne Kahee Hai Yeh Kahaani...
Yeh Jaanieye, Yeh Bayan Huwie Hai Bas Aakhon Hi Ki Zubaani!!

SurindaN.                                               "MohanN'





 
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #1 on: December 20, 2013, 01:34:47 AM »
Reply with quote

Bhoori Aankhen, Muskraati Si Sataati Si Aankhen...
Khushion Ki Barsaat Laane Waali Hoti Hain Yeh Aankhen!

Neeli Aankhen, Inh Ki To Hai Bas Ajab Kahaani...
Kitne Bhi Aasmaan Aur Taare Dikhaa Sakti Hain Yeh Aankhen,

Kehte Hain Inhein, Gehri Jheel Si Aankhen...
Inh Mein Doobne Ko Lag Jaati Hai Kataaren, Aisee Hain Yeh Aankhen!

Hari Hari Aankhen, Khushaali Bhari Haryaali Aankhen...
Kheton Hi Kheton Ke Nazaaron Waali Yeh Aankhen,

Mushakat Mein Bhi Yeh Muskraati Si Aankhen...
An.ginat Bhole Bhaale Kisanon Ki Yaad Delaati Hain Yeh Aankhen!

Gulabi, Aankhon Ki To Daastaan Hi Kuchh Aur Hai...
Neend Bhari , Khumaar Bhari Dikhti Hain Yeh Aankhen,

Jawaani Ki Ravaani Bhi Dikhti Hai Inh Aankhon Mein...
Payaar Hi Payaar Se Ladhi Rehtee Hain Yeh Aankhen!

Peeli Aankhen, Inh Ka Kuchh Na Kahun To Theek Lagtaa Hai...
Phir Sochtaa Hoon, Hain To Yeh Bhi Bechaari Aankhen,

Rehti Hain Gamgeen Dekhne Mein,Bimaar Si Lagti Hain...
Par Yeh To Theen Kabhi Kanwal Si Khoobsurat Aankhen,

Jaadis, Jiggar Khraab Hone Kaa Paigaam Detee Hain...
Kisi Tabeeb Ke Paas Bulaati Hain Yeh Aanken,

Yaa Phir Mohabbat Mein, Dil Tootne Kaa Ilaan Sa Karti Hain...
Yeh Us.Ke Khaabon Ko Puraa Karne Ko, Kehti Hain Yeh Aankhen!!
-----------------------------------------------------------------------


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


wah wah wah wah dil baag baag ho gaya sir ji
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: December 20, 2013, 01:58:13 AM »
Reply with quote
wha wha bhut khub
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: December 20, 2013, 08:35:28 AM »
Reply with quote
wonderful
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: December 20, 2013, 09:16:27 AM »
Reply with quote
wah
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #5 on: December 20, 2013, 01:33:28 PM »
Reply with quote
ha ha ha.. mai hasa isiliye ke aapne har rang ki aankhon ka jikra kiya hai jo asal me hota nahi hai...

lekin surindam ji daad isiliye de raha hu ke ek shayar apne khayaalo se hi lafzo ko churakar pirota hai..

bahut bahut aur bahut khoob Usual Smile


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 34 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013


View Profile
«Reply #6 on: December 20, 2013, 02:40:00 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:14:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer