Aisa Bhi Husn Hota Hai,.

by Jaanasheen on June 16, 2008, 12:22:58 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3500 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: June 29, 2008, 09:24:45 AM »
Reply with quote
U Are Welcome Ji,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Agar Aisa Hota To kia Hota by Delicate_Doll in The forum only for "Forum Gaming" « 1 2 ... 58 59 »
Aisa bhi hota hai!!! by thycreator in Chit - Chat & General Discussion
Aisa Husn Dhoond Laaye Koi,.. by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2 ... 7 8 »
aisa na hota. by husna parveen in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Aisa bhi hota hai by MR*Ferrari*F50 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 29, 2008, 10:03:51 AM »
Reply with quote
Ya Rab Mere Mehboob Ko Aisa Husn Ataa Kar,.
Ke Titliyaan Bhi Uski Nazaakati Ko Ikhtiyaar Kare,.

Insaan To Insaan hai Phir Bhi Ya Rab,.
Saari Kaynaath Us Se Pyaar Kare,.

_________________________-Azeem=

Logged
syednaami
Guest
«Reply #17 on: July 03, 2008, 03:15:28 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bhaya... Buhat khoob shayr paish kia aapne...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: July 03, 2008, 03:04:39 PM »
Reply with quote
wah Lil bro kaya baat hai!! Good work
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 04, 2008, 10:15:06 AM »
Reply with quote
Shukriya Naami Bhai,./
and Pooja Sis,.
aap Bhi Kuch Likhte To Achcha lagta,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #20 on: July 04, 2008, 11:42:39 AM »
Reply with quote
Ya Rab Mere Mehboob Ko Aisa Husn Ataa Kar,.
Ke Titliyaan Bhi Uski Nazaakati Ko Ikhtiyaar Kare,.

Insaan To Insaan hai Phir Bhi Ya Rab,.
Saari Kaynaath Us Se Pyaar Kare,.

_________________________-Azeem=


Allah apke Mehboob Ko Husn ataa Kare..aamin
Bhai Azeem..Bahot Hi Mitha Kalam Pesh Kiya Hai..


Husn Ki Baat Chalee To Ek Wali-Allah Ke Malfoozaat Se Chand Asha'ar Rakhta Hun
shyaad Bhai Azeem Aapko Pasand aaye..
Aur Sub Dost Ko Bhi Sayad pasand aaye..

Ye Husn Ka Topic aisa Hai Ki kalam Thak jaye.,
Shahi Aur Kagaz Khatam Ho Jaaye.,
Taarif To Koi Kya Kare..??
Main To Kehta Hun Sirf Ishaare Kafi Hai..

Jitna Likho Utna Kum Hai.,
Sab se Aasaan Yehi Easy muje Topic lagata Hain..

 

Wo Husn-e-Mahaatab Ka Kya aalam Kahun
Aaeena Bhi Use dekh K Hayraa'n Hoga..!!

Ek Ashik se Maine Puchha..??
Tum Raat aur Din Kaise samaj Te Ho..??
Wo Aashiq Bola..
Jub Rukh-e-Yaar Pe Zulfe Aa jaati Hai.,To Main Raat Kehta Hun.
Rukh-e-Zebaa se wo Zulfe Hata de., To Main Sawera Kehta Hun.

Wo Husn Jo Nahi Hai Jannat Me.,
Wo Husn Jo Nahi Hai Hoor-o-Gilma Me.,
Wo Husn Jo Nahi Hai Gulaab Me.,
Wo Husn Hai Mere Jamal-e-Yaar Me..!!!

Kayenaat Ka Saara Husn Ek Taraf.,
Aur Mere Mehboob Ka Jalwaa Ek Taraf.,

Agar A'aalam Me Be-Pardaa Jamaal-e-Yaar Ho Jaaye.,
To Saari Duniyaa Jaan Dene Ko Tayyar Ho Jaaye......!!

Wo Kamaal-e-Husn-e-Mehaboob hai.,
Ki gumaan-e-Naqsh Jahaan Nahi.,
Yehi Phool Khaar Se Door Hai.,
Yehi Shama Hai Ki Dhooa'n Nahi..!!!
                                Aa'la Hazarat Bareilvi ( Radiallahu Anhu)
   
   



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 04, 2008, 02:01:47 PM »
Reply with quote
Wah Bhaijaan Aapne To Chaar Chaand Lagaa Diye,.
Is Ko Post Karke,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #22 on: July 05, 2008, 04:57:31 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai azeem

Aa'ala Hazrat Bareilvi ( Radiallahu Anhu ) Kehte Hai.,

Khuda Ka Noor Simata To Mehaboob Ka Husn Ban Gaya.,
Mehboob Ka Husn Bikhraa To Saara Jahan Roshan Hua...!!!
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 14, 2008, 12:30:34 PM »
Reply with quote
Subhan Allah,.
Kya Sher Aapne Yahaan Pesh Kiya Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 14, 2008, 12:34:20 PM »
Reply with quote
Hai Noor Duniya Pe Khuda Ke Mehboob Ka,.
Jis Ke Labon Ki Laali Churaai Hai Aftaab Ne,.

Khushboo Paayi Jiski Kaliyon Ne,.
Aankh Ka Noor Paaya Falak Ke Mehtaab Ne,.

_________________________-Azeem-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #25 on: July 16, 2008, 04:11:02 AM »
Reply with quote
Waah..Waah..Subhan Allaah..
Bhai Azeem,
Mehboob K Husn Ki Kya Baat Kahe Azeem,
Zabaan-o-kalam Kaasir Hai Wajaahat Se.

Aur Aashiq Aa'la Hazrat Bareilvi Radiallahu Anhu Halat-e-wajad Me Kehte Hai..


Jab Husn Tha Unka Jalwaa Numa.,
Anwaar Ka Aalam Kyaa Hogaa.,
Har Koi Fidaa Hai Bin Dekhe.,
Didaar Ka Aalam Kyaa Hogaa........!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 17, 2008, 02:11:33 PM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhallah,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: July 17, 2008, 02:17:17 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Azeem......Nice lines S. Naami and Honey !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: July 17, 2008, 02:21:05 PM »
Reply with quote
Kaun Dekhe Khuli Aankhon Se Noor Mere Mehboob Ka,.
Dekha Jinhone Band Aankhon Se, Aaj Bhi Wo Nazara Bhulaa Na Paaye,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: July 17, 2008, 02:22:16 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Azeem......Nice lines S. Naami and Honey !

Shukriya Celmira Ji,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 10:18:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer