Aisa Husn Dhoond Laaye Koi,..

by Jaanasheen on May 04, 2006, 04:09:08 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 9612 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: May 20, 2006, 02:22:27 PM »
Reply with quote
Shukriya Dard-e-Dil bhai and Nice One,..

Samander Mein Doob Jaayeinge Hum Khushi Se,.
Ke Kehde Koi Hume Aankhon mein Doobne Ke Liye,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh raate kahan se laaye !!!! by ranjana in Shayri-E-Dard
Aisa Bhi Husn Hota Hai,. by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2 3  All »
Nayaa warshh laaye harshh! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry
Ae waqt dhoond la--- 2linea--- Kumaar by kumaar in Miscellaneous Shayri
ambar
Guest
«Reply #31 on: May 20, 2006, 05:49:04 PM »
Reply with quote
darde_dil uncle...
bohat khoob likha aapne
kinare per kharre ho ker kehte hein hum ke mohabbat ka samunder ghehra hai...
husn mohabbat ka aik chehra hi to hai...lakin koi bhi iske under doobne ke liye tyaar hota nahi...

janasheen uncle...
itna hi shauk hai aapko samunder mein koodne ka to phir to hum aapse zaroor kahien ge...plzzz doob jaye...
humare liye nahi to mohabbat ki khatir hi yeh qurbani de di jiye....ita acha moka phir nahi mile ga...kyunki kya pata {kal ho na ho}


sMiLe If YoU lIkE iT
bLuSh If YoU wAnT mOrE

GuYs ArE lIkE rOsEs
WaTcH oUt FoR tHe PrIcKs

you never know what you have until you lose it you can never set it back

dont call me a goddess
dont call me a queen
just call me the cutest
princess you've ever seen

if you love someone put thier name in a circle not in a heart
a heart can be broken but a circle goes on forever

you know you're in love when the hardest thing to say is goodbye

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 21, 2006, 06:33:20 AM »
Reply with quote
Yahi Adaa Husn Ki To Gazab Dhaati Hai,..
Ke Wo Kisi Ko Bachaate Nahi Ambar Aunty,..
Aur Phir Apne Jalwon Se Ghayal Kar Jaate Hain,..
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #33 on: May 21, 2006, 11:11:32 AM »
Reply with quote
Bohot Khhob Likha J'sheen Bhai !!!!
Logged
darde_dil
Guest
«Reply #34 on: May 21, 2006, 11:14:37 AM »
Reply with quote
Yakeen Nahi Hota Ambar Aunty Aapne Humari Tarif Ki !!! Mere Naseeb Khul Gaye !!!! HAHA

Na Tarif Karna Is Husn Ki Kabhi Saamne Mere,
Tum Ne Jitne Tare Dekhe Utne Humne Dekhe Hai Chehre !!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: May 21, 2006, 01:45:03 PM »
Reply with quote
Nice One Dard-e-Dil Bhai,..

Husn Walon Ke Chehre To Qayamat Ki Nishaani Hai,..
Jinhe Dekhne ke Liye Har Pal Tardpi sab Ki Jawaani Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
ambar
Guest
«Reply #36 on: May 22, 2006, 07:29:41 AM »
Reply with quote
WaH! dard-e-dil uncle and janasheen uncle...
...kya likha hai..WaH! WaH!
jo log humare husn ko mazaak banate hein hum unhe devdas kehte hein..jo kisi paro ke peeche dum hilate huey ghayal ho gaya
...qayamat kya cheez hoti hai..koi bataye ga humien...hum to khud aik qayamat ban ker aapki zindagi mein aate hein..aur sooki aandhi ki tarah phir chale jaate hein...jaate jaate aik note chor jaate hein..'KABHI INN LARKON PER YAKEEN NA KARNA...JHOOTE HEIN YEH SAB'

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: May 22, 2006, 09:14:09 AM »
Reply with quote
Waah Bhai Bahoot Khoob Jawab Diya,,...

Husn Walon Ke Rang Hazaar Hote Hain,.
Din Mein Lagti Hain Wo Pariaan Jaisi,.
Raaton Ko Jab Wo Make Up Utaarti Hain,...
To Kisi Chudaail Ki Leader Dikhti Hai...
Khudaa Ne Jab Husn Ko Rang Diya Khudrati,..
To Use Ye Kyun Bigaadte Hain Make Up Se,..
Aur Aadi Jawaani Mein Hi Wo Budhe Lagte Hain...


{Sorry Doston Sach Jo Hai Maine Wohi Kaha Hai,..
Logged
ambar
Guest
«Reply #38 on: May 22, 2006, 07:18:06 PM »
Reply with quote
husn make-up ka naam nahi..
agar aapko humare husn se ikhtalaaf hai
to plzzz apni sifarish aur kahin darj ki jiye
kyunki yahan per sirf husn ki tareef ki jaati hai...

Logged
ambar
Guest
«Reply #39 on: May 23, 2006, 07:31:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
AREY AUNTY AAP TO GUSS HO GAYE

HUMTO YAHAN HUSN KI TARIF HI KAR RAHE TE
PAR AAPNEAAEK YE HUSN WALI BAAT SURU KI
KHER CHALO AB HUSN KI TARIF KARTE HAI OK
majid uncle...apse nahi poocha tha maine aur haan ab aap aik doosre ko defend karna band karo bohat ho chuka
aap ayien to sahi in funny phir dekhein..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: May 23, 2006, 08:49:07 AM »
Reply with quote
Sorry Ambar Ji Gar Apka Dil Dukha Ho To,..

Logged
ambar
Guest
«Reply #41 on: May 23, 2006, 04:26:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Sorry Ambar Ji Gar Apka Dil Dukha Ho To,..

janasheen uncle...
aap kyun peeche hatt rahe hein?? :rolleyes:
majid bhai ne saath chorr dia to aapne bhi haar maan li??? [-(
himmat hai to carry on..mein 1 ho ke 4 people ko reply ker rahi thi aur ab aap 1 hein to reply nahi ker sakte!!!??? :-s
cOmOn Be A mAn!! Puzzled !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: May 24, 2006, 10:36:04 AM »
Reply with quote
Hum Kahan Hatt Rahein Hain Ambar Aunty,.

Husn Ke Bazaar Mein Mohabbat Ki Kya Keemat Hai,..
Husn Waale To Mohabbat Ko Khel Samajh Ke Khelte Hain,..

Humne Bhi Kasam Khaai Hai Ke Jagaayeinge Pyaar Husn Walon Ke Dil Mein,..
Jab Dekha Humne Phoolon Ko Ke Kaanton Mein Hi Wo Khilte Hain..

Haar Kyun Maan Jaayein Hum Ambar Ji Husn Ke Ye Bazaar Mein,..
Ke Hume Bhi Pata Hai Ke Husn Walon Mein Bhi Kahin Dil Milte Hain,..

_______________________-Azeem-_______________________
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #43 on: May 24, 2006, 10:40:22 AM »
Reply with quote
wah kya reply diya.... janasheen janab... really nice...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: May 24, 2006, 11:16:22 AM »
Reply with quote
Shukriya Manjoo Bhai,..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:53:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer