Aisa Husn Dhoond Laaye Koi,..

by Jaanasheen on May 04, 2006, 04:09:08 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 9655 times)
ambar
Guest
«Reply #45 on: May 25, 2006, 09:19:58 PM »
Reply with quote
jaanasheen uncle...
thnx ke aapne yeh to believe kia ke humare ander dil hota hai...
warna kuch log to humien pather samaj bethte hein..
...anywayz...thnx for ur shayari..it's very neutral

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh raate kahan se laaye !!!! by ranjana in Shayri-E-Dard
Aisa Bhi Husn Hota Hai,. by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2 3  All »
Nayaa warshh laaye harshh! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry
Ae waqt dhoond la--- 2linea--- Kumaar by kumaar in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #46 on: May 26, 2006, 08:00:54 AM »
Reply with quote
Shukriya Ambar Aunty,..
Magar App Kyun Nahi Likhti Husn Ke Bare Mein Shayarana Andaaz Mein...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #47 on: May 26, 2006, 08:03:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "ambar"
jaanasheen uncle...
thnx ke aapne yeh to believe kia ke humare ander dil hota hai...
warna kuch log to humien pather samaj bethte hein..
...anywayz...thnx for ur shayari..it's very neutral

Kaun Kehta Hai Ke Husn Walon Ko Dil Nahi Hote,..
Dil To Hote Hain Magar Wo Pyaar Ke Layak Nahi Hote,..
Husn Walon Ko Humne Dilon Se Khelte Dekha Hai Ambar,..
Wo Kabhi Pyaar Bhaare Nayak Nahi Hote,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ambar
Guest
«Reply #48 on: May 26, 2006, 08:56:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"

dil to hamare torre jaate hein jaanasheen uncle…
..husn ki kadar kisi ko hoti to aaj yeh husn badnaam na hota..
Har koi iska dushman hai yahan..

Chalo maan lete hein hum pyar karne ke lyke nahi
Phir bhi kyun karte hein pyar humse aur torr dete hein dil humara ho koi kaanch ka tukre jaise…

Kyun karte ho humse itna pyar..jab torrna hi hota hai humara dil harr morr per…??
Hum kisi ko guneh-gaar keh bhi nahi sakte kyunki issi husn ne jhuka dia hai aaj humara sarr

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #49 on: May 26, 2006, 09:08:27 AM »
Reply with quote
Ab Aayega Mazaa Ambar Ji,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Husn Wale Dil Hamara Tordke Ilzaam Humpe Hi Rakhte Hain,,
Ye Bhi To Unki Adaa Hai Jo Har Koi Dil Lagaana Chahta Hai,..

Mitaa Dete Hain Wo Hastiaan Ashiqon Ki Husn Ke Jalwon Se,..
Husn Ke Liye Khud Dil Hi Sab Kuch Apna Mitaana Chahta Hai,..

Phir Bhi Husn Wale Baaz Nahi Aate Apni In Adaton Se Jaanasheen,..
Jinki Zindagi Mein Roshni Dene Ki Khateer Har koi Apna Ghar Jalaana Chahta Hai,..

Husn Walon Ne Badnaam Kar Diya Mohabbat Ka Naam Doston,..
Phir Bhi Inke Liye Dil Apna Mohabbat Lotaana Chahta Hai,..

______________________-Azeem-_____________________
Logged
ambar
Guest
«Reply #50 on: May 26, 2006, 01:31:29 PM »

Azeem bhai...
bohat acha likh lete hein aap

har jhalak mein dekha humne tera chehra
lag raha tha tu kuch thehra thehra

aik baar peeche murr ker dekha to hota
bhool gaya jab humare saath tha tu sota

humien tarapta huey dekh ker mazza aata ho ga
tabhi to tune kaha tha 'tu meri zindagi se nikal ja'

torr diye tune wo saare sapne
jo the humare apne

kaise bhula doon unn palon ko
jo bitaye the humne aik saath

lamha lamha yaad kia humne tumhe
tumne kitna dukh dia hoga unhe..
...jo pachta rahi hein aaj pyar kar ke....

likh likh ker kitaabein bhar di humne teri yaad mein
aur likhne ke liye ideas na jaane hum kis-se lien

Logged
mrkotians
Guest
«Reply #51 on: May 26, 2006, 03:43:02 PM »
Reply with quote
bahut bahut khoob jugalbandi hain janab aur ambar... carry on'
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #52 on: May 27, 2006, 09:31:59 AM »

Nice One Ambar,..

Bhoola Nahi Main Un Lamhon Ko Jise Tumhare Saath Maine Bitaaya,..
Aur Ye Bhi Nahi Bhoola Kis Bedardi Se Tumne Mera Ghar Jalaya,..

Aaj Kehte Ho Tum Hume ke Humne Tumhare Dil Ko Torda,..
Tumhe Zindagi Ke Andheri Raah Mein Akela Chorda,..

Tumne Janaa Nahi Hamari Wafao ko Ambar Shayad Yahi Meri Badnaseebi Hai,..
Aaj Laga Rahe Ho tum Humpe Ilzaam Chahaton Ke Kyun Ki Humare Paas Aaj Gareebi Hai,..

Kaise Bhool Jaaon Main Un Tanha Raaton Ko Jise Bitaane Ke Liye Tum Taradpti Thi,..
Tumhara Sitam Aaj Bhi Hume Yaad Hai Ke Tumhe Dekhne Ko Ye Aankhein Tarasti Thi,..

Hume Na Samajh Na Tum Ke Hum Bhool Gaye Un Saari Baaton Ko,..
Tarapte Hain Yaad Karke Ab Hum Wo Tanha Raaton Ko..

Husn Ne Tumhe Bewafaai Karne Par Majboor Kiya,..
Zamaane Di Hume Ruswaai Aur Tumhe Mashoor Kiya,..

Jinhe Yaad Karte Hain Unhe Kitaabon Mein Utaara Nahi Karte..
Bhool Kar Kisi Ko is Tarah Ambar Ji Zindagi Guzara Nahi Karte.,..

_______________________-Azeem-_______________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #53 on: May 27, 2006, 09:34:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
bahut bahut khoob jugalbandi hain janab aur ambar... carry on'

Shukriya Manjoo Bhai,..

Husn Ke Charche Jahan Bhi Hue,..
Lakhon Gayal Wahan Bhi Hue,..

_____________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #54 on: May 28, 2006, 09:51:22 AM »
Reply with quote
Husn Ke Haathon Katal Kone Ko Dil Chahta Hai,..
Ke Main Qatal Bhi Ho Jaaon To Unpar Ilzaam Na Lage,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: May 30, 2006, 02:25:20 AM »
Reply with quote
hamesha ki tarah bahoot hi khoobsurat likha hai Jsheen, nice reply amber.

husan ko hi hamesha Ashiq ka qatalgaar banaya hai
de lo jitani bhi duhai, yah ilzaam to husan per hi ayya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #56 on: May 30, 2006, 12:08:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
hamesha ki tarah bahoot hi khoobsurat likha hai Jsheen, nice reply amber.

husan ko hi hamesha Ashiq ka qatalgaar banaya hai
de lo jitani bhi duhai, yah ilzaam to husan per hi ayya hai

Shukriya Pooja Sis,..

Husn Par To Ilzaam Lagna Asaan Hai,..
Ke Dekhte Hi Husn Walon Log Khud Qatal Hojaane Ki Baatein Karte Hain...

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #57 on: June 07, 2006, 07:54:11 AM »
Reply with quote
Na Banaa Hai Husn Kahin Mere Yaar Jaise,..
Ke Use Dekhkar To Phool Bhi Murjhaa Jaate Hain,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #58 on: June 11, 2006, 04:59:28 PM »
Reply with quote
bahoot sunder janasheen ji......

paanv hamaare apne hain
per safer anjana lagta hai,
Varshon se rehte jis ghar main,
ab woh begana lagta hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #59 on: June 12, 2006, 07:41:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
bahoot sunder janasheen ji......

paanv hamaare apne hain
per safer anjana lagta hai,
Varshon se rehte jis ghar main,
ab woh begana lagta hai.

Shukriya Bhai,..
Bahoot Khoob Likha Hai Apne,...

Jis Ghar Mein Basera Tha Apna,..
Wo Ghar Ab Begaana Lagta Hai,..
Manzilein To Lagti Hain Apni,..
Par Safar Anjaana Lagta Hain,..

Basaya Jahan Gulistaan Humne,..
Ab Gulshan Bhi Veeraana Lagta Hai,..
Jaane Kya Sazaa Mil Rahi Hai Mujhe,..
Ke Ab Dard Bhi Pooraana Lagta Hai,..

________________________-Jaanasheen-

Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:32:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer