Aisa Husn Dhoond Laaye Koi,..

by Jaanasheen on May 04, 2006, 04:09:08 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 9789 times)
mrkotians
Guest
«Reply #75 on: June 19, 2006, 02:29:44 PM »
Reply with quote
good one lill... welcome to yoindia...

Quote from: "lilluver"
AJJ KAL KI LARKIYAN ...

SUBHA HOTI  HA TO AINEY  MEIN KHARI HO JATI HEIN
DHAROO MAKE UP KER K JANEY KYA CHUPATI HEIN
 JAB BAHIR NIKALTI HEIN TO NAKHREY IN K DEED K LAIQ
GHER MEIN SUBHA DUPEHAR JHAROO PONJI
KERTI HEIN
AGER KOI LARKA CHAIR DAY TO TOBA  IN KA GHUSA TO
LAKIN DIL MEIN JANEY KYA  SOOCH K YEH TO HASTI HEIN
KAHNEY KO BORQA PAHNEY HEIN YEH LAKIN KOI KYA JANEY
ANKHOO  ANKHOO MEIN NA JANEY KYA KYA BATEIN KERTI HEIN  
MOJH PAY YEH AHSAN KEROO EK BAT  KOI MOJHEY BATAOO
YEH JAB IKATHI HOTI HEIN TO KIN BATOON PER HASTI HEIN
MEIN AYSI NAHI MEIN WASI NAHI  MOJHEY AYSA MUT SAMJHOO
YEH TO HER KOI JANTA HA YEH BATEIN SAB FARZI HEIN
DOSTI KERNEY WALA JANEY US K SATH KYA BITI  HA
APNEY DOSTON KI YEH DINO MEIN JABEIN KHALI KERTI HEIN

:p:p

 SALAM EVERY ONE ITS MA FIRST POST  HERE RECENTLY I JOIN THIS FORM  AND WHEN I SEE AMBER'S COMENTS THEN I THINK  I SHOULD  WRITE SOME REPLY  SO I WRITE IT   I HOPE  AMBER   I HOPE you DONT MIND  ..... OR  IS SAY AGEY BHI MEIN ZOROR  WRITE KER K SEND KAROON GA   ........
  PLZ   MIND MUT KAREY KOI YEH  SAMAJH LEIN MERI ENTRY HA   ..........
 PAHLI GHALATI SAMAJH KER MOAF KER DENA AGER  KOI GHALAT BAT HOI IS MEIN TO   ....
  SEE YA  SOON
 TAKE CARES ALL
KEEP SMILING
ALLAH HAFFIZ
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh raate kahan se laaye !!!! by ranjana in Shayri-E-Dard
Aisa Bhi Husn Hota Hai,. by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2 3  All »
Nayaa warshh laaye harshh! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry
Ae waqt dhoond la--- 2linea--- Kumaar by kumaar in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #76 on: June 29, 2006, 08:21:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
dhanyawaad janasheen ji....God bless you always...

Shukriya Bhai,...

Dua Jo Hai Sar Par Mere App Jaise Doston Ki,..
Toofaano Mein Bhi Kahin Mujhe Sahara Mil Jayegaa,..
Har Pal Rahe Haath Tumahara Mere Sar Par "Harash"
Saath Ho Jo Tumhara To Kanton Par Bhi Guzara Ho Jayegaa,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #77 on: June 29, 2006, 08:23:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Quote from: "Jaanasheen"
Jo Dekhe Chehra Unka Jo Mere Aankhon Mein Hai
Wo Sab Haseen Chehron Ko Bhoola De,..

Agar Wo Thoonk Dein Samader Mein,..
Namkeen Paani Ko Bhi Meetha Banaa De,..

Aisa Hai Unka Husn Main Kya Bataaon Tumhe,..
Unki Awaaz Se Kabar Pe Sone Walon Ko Bhi Jagaa De,..

Taareefein To Bahoot Niklengi Unki Shaan Mein,..
Unka Geet Sunakar Kisi Rote Ko Bhi Hasaa De,..

Aisi Hai Meri Mehbooba Jise Sab Hoor Kehte Hain,..
Jab Hum Katal Honge Unke Haathon Se,..
Duniya Kahegi Ke Uske Saath Hume Bhi Mitaa De,..

Aisi Hai Meri Mehbooba Jiski Tareef Farishte Bhi Karte Hain,..
Jiska Chehra Dekhte Hi sab Apne Gham Bhoola De,..

_________________-Azeem-________________

wah kaya baat hai Jsheen, bahoot hi acha likha hai apne........

Shukriya Didi Gar App Kuch Likh Dete To Seekhne Ka Aur Maukha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #78 on: June 29, 2006, 08:25:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "lilluver"
AJJ KAL KI LARKIYAN ...

SUBHA HOTI  HA TO AINEY  MEIN KHARI HO JATI HEIN
DHAROO MAKE UP KER K JANEY KYA CHUPATI HEIN
 JAB BAHIR NIKALTI HEIN TO NAKHREY IN K DEED K LAIQ
GHER MEIN SUBHA DUPEHAR JHAROO PONJI
KERTI HEIN
AGER KOI LARKA CHAIR DAY TO TOBA  IN KA GHUSA TO
LAKIN DIL MEIN JANEY KYA  SOOCH K YEH TO HASTI HEIN
KAHNEY KO BORQA PAHNEY HEIN YEH LAKIN KOI KYA JANEY
ANKHOO  ANKHOO MEIN NA JANEY KYA KYA BATEIN KERTI HEIN  
MOJH PAY YEH AHSAN KEROO EK BAT  KOI MOJHEY BATAOO
YEH JAB IKATHI HOTI HEIN TO KIN BATOON PER HASTI HEIN
MEIN AYSI NAHI MEIN WASI NAHI  MOJHEY AYSA MUT SAMJHOO
YEH TO HER KOI JANTA HA YEH BATEIN SAB FARZI HEIN
DOSTI KERNEY WALA JANEY US K SATH KYA BITI  HA
APNEY DOSTON KI YEH DINO MEIN JABEIN KHALI KERTI HEIN

:p:p

 SALAM EVERY ONE ITS MA FIRST POST  HERE RECENTLY I JOIN THIS FORM  AND WHEN I SEE AMBER'S COMENTS THEN I THINK  I SHOULD  WRITE SOME REPLY  SO I WRITE IT   I HOPE  AMBER   I HOPE you DONT MIND  ..... OR  IS SAY AGEY BHI MEIN ZOROR  WRITE KER K SEND KAROON GA   ........
  PLZ   MIND MUT KAREY KOI YEH  SAMAJH LEIN MERI ENTRY HA   ..........
 PAHLI GHALATI SAMAJH KER MOAF KER DENA AGER  KOI GHALAT BAT HOI IS MEIN TO   ....
  SEE YA  SOON
 TAKE CARES ALL
KEEP SMILING
ALLAH HAFFIZ

Bhai Likhte Rehne,..
Aur Is Baat Ka Gaur Karna ke Koi Baat Kisi Ke Dil Ko Chot Na Pahoonchaaye,..

And Welcome To YOINDIA
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #79 on: June 29, 2006, 01:05:03 PM »
Reply with quote
waah janasheen ji waah....kya keh dala aapne...aap toh janaab sahaare ki avashyakta hi nahi mere dost....aapki kalam toh khud-b-khud sitam dhaati hai...khuda kare aapko our aapki kalam ko woh dhaar naseeb ho ki khuda bhi ik baar soche ki kalam ko kab usne anjaam diya.....

Hawa shohrat ki  chal rahi hai janasheen
our aandhi bhi ghar ke ander hi chal rahi hai.

ude jaate hain sab kapde badan ke mere dost
hawa faishan ki khul ker chal rahi hai.

raha sawaal duaon ka hamaari aapke liye
mohabbat ki tarah her saans main chal rahi hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "harashmahajan"
dhanyawaad janasheen ji....God bless you always...

Shukriya Bhai,...

Dua Jo Hai Sar Par Mere App Jaise Doston Ki,..
Toofaano Mein Bhi Kahin Mujhe Sahara Mil Jayegaa,..
Har Pal Rahe Haath Tumahara Mere Sar Par "Harash"
Saath Ho Jo Tumhara To Kanton Par Bhi Guzara Ho Jayegaa,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #80 on: June 30, 2006, 05:51:02 AM »

Shukriya Bhai,..
Jawab Bahoot Badiya Dete Hain App,..
Apka Likha Hua to Baar Baar Pardhne Ko Dil Karta Hai,..
Khuda Appki Har Khwahish Ko Poori Kare,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #81 on: June 30, 2006, 05:53:54 AM »
Reply with quote
Bahoot Badiya Likha Hai Harash Bhai,..

Shohrat Aur Daulat To Chaar Din Ki Hai,..
Dua To Marne Ke Baad Bhi Rang Laati Hai..
Tu Har Pal Khush Rehne Mere Dost,..
Ke Teri Khushi Ko Dekh Meri Zindagi Muskuraati Hai,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
ashribad4bam
Guest
«Reply #82 on: June 30, 2006, 08:07:20 AM »
Reply with quote
hashino ka kafila masjid ke taraf jaa raha tha,
hum ne apne taraf bula diya.
hum to barbad ho chuke the,
khuda ko barbad hone se bacha diya.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #83 on: July 01, 2006, 05:46:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "ashribad4bam"
hashino ka kafila masjid ke taraf jaa raha tha,
hum ne apne taraf bula diya.
hum to barbad ho chuke the,
khuda ko barbad hone se bacha diya.

Great Ashribad,..
Nice One,..

Haseeno Ki Yahi Adat Buri Hoti Hai,..
Labon Pe Haseen Aur Bagal Mein Churi Hoti Hai,..
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #84 on: July 01, 2006, 01:09:08 PM »
Reply with quote
waah kya baat hai janasheen....

Zindagi ko dua na de mere hum-nashien
ye toh her simt dard-e-gum se karahti hai.

Khushi ka alam jaanasheen main kya sunaoon
tumhaari sohbat se khud-b-khud behel jaati hai.

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Badiya Likha Hai Harash Bhai,..

Shohrat Aur Daulat To Chaar Din Ki Hai,..
Dua To Marne Ke Baad Bhi Rang Laati Hai..
Tu Har Pal Khush Rehne Mere Dost,..
Ke Teri Khushi Ko Dekh Meri Zindagi Muskuraati Hai,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #85 on: July 02, 2006, 06:03:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Harash Bhai,..

Mila Jo Saath Tera Zindagi Jeene Ke Bahaane Mile,..
Adheron Mein Mashroof Tha Main Ab Mujhe Ujaale Mile,..

Saath Na Chordna Tu Kabhi Mera "Harash"
Ke Tere Saath Paakar Hi Mujhe Yahan Chahne Waale Mile,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #86 on: July 03, 2006, 10:40:31 AM »
Reply with quote
Husn Waalon Ne Dekho Yaaron Mujhe Abaad Kardiya,..
Ek Pal Ki Di Khushi Unhone Aur Mera GHar Hi Barbaad Kar Diya,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #87 on: July 03, 2006, 02:14:09 PM »
Reply with quote
jaanasheen ji..itna toh main apne baare main nahi keh sakta ki is kaabil hoon ki ujaalon ki baat ker sakoon....per itna jaroor hai ki ye shaks andheron main bhi saath nibhayega......

Ashq na aane doonga kabhi
Ik baar mujhe yaad ker lena.

misalein bahoot be-wafayi ki yahan
ik baar aitbaar tum ker lena.

yaad aye jo meri musalsal kabhi
meri nishani se baat tum ker lena

wada kiya hai nibhauoon ga bhi
bas ik baar intzaar tum ker lena.

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Harash Bhai,..

Mila Jo Saath Tera Zindagi Jeene Ke Bahaane Mile,..
Adheron Mein Mashroof Tha Main Ab Mujhe Ujaale Mile,..

Saath Na Chordna Tu Kabhi Mera "Harash"
Ke Tere Saath Paakar Hi Mujhe Yahan Chahne Waale Mile,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #88 on: July 04, 2006, 06:27:34 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Harash Bhai,..

Ujaale To Pal Do Pal ke Hain,..
Hume To Andheron Mein Saath Dene Wala Chahiye,..
Waise To Ujaale Ho Raahon Mein To Har Koi Manzil Paa Leta Hai.,..
Hame To Andheron Mein Koi Raah Bataane Wala Chahiye,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #89 on: July 04, 2006, 06:32:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
jaanasheen ji..itna toh main apne baare main nahi keh sakta ki is kaabil hoon ki ujaalon ki baat ker sakoon....per itna jaroor hai ki ye shaks andheron main bhi saath nibhayega......

Ashq na aane doonga kabhi
Ik baar mujhe yaad ker lena.

misalein bahoot be-wafayi ki yahan
ik baar aitbaar tum ker lena.

yaad aye jo meri musalsal kabhi
meri nishani se baat tum ker lena

wada kiya hai nibhauoon ga bhi
bas ik baar intzaar tum ker lena.

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Harash Bhai,..

Mila Jo Saath Tera Zindagi Jeene Ke Bahaane Mile,..
Adheron Mein Mashroof Tha Main Ab Mujhe Ujaale Mile,..

Saath Na Chordna Tu Kabhi Mera "Harash"
Ke Tere Saath Paakar Hi Mujhe Yahan Chahne Waale Mile,..

_________________________________________-Jaanasheen-

Ek Pal Bhi Nahi Hai Apna Jo Tujhe Yaad Na Kare,..
Ek Bhi Dua Aisi Nahi Jisme Tere Liye Koi Fariyaad Na Kare,..

Khush Hoon Dost Tera Saath paakar Har Mord Par,..
Khuda Har Pal Hume Abaad Rakhe Kabhi Barbaad Na Kare,..

_____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:13:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer