Aisa Husn Dhoond Laaye Koi,..

by Jaanasheen on May 04, 2006, 04:09:08 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Author  (Read 9706 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #90 on: July 08, 2006, 09:17:55 AM »
Reply with quote
Husn Walon Se Karte Hain Ab Nafrat Hum...
Jab Dekha Unhe Bhi Mehfil Mein Waah Waah Kehte Hue Mere Ghamon Par,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
woh raate kahan se laaye !!!! by ranjana in Shayri-E-Dard
Aisa Bhi Husn Hota Hai,. by Azeem Azaad in Shayari -e- Husn « 1 2 3  All »
Nayaa warshh laaye harshh! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry
Ae waqt dhoond la--- 2linea--- Kumaar by kumaar in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #91 on: July 11, 2006, 10:51:14 AM »
Reply with quote
Tere Husn Ki Jageer Mein Main Panaah Chahta Hoon,..
Dekh Jaanasheen Main Tujhse Kya Chahta Hoon,..

Dekh Kar Mujhe Muskuraaye Tu Itna Hi Kaafi Hai Mujhe,..
Main Tere Baalon Ki Chanv Mein Raat Beetaana Chahta Hoon,..

Dekh Kar Tujhe Har Koi Kahe Ke Ye "Azeem" Ki Mehbooba Hai,..
Tujhse Main Bas Ye Rutbaa Chahta Hoon,..

Badle Mein Iske Tu Jaan Bhi Lele Meri Mujhe Gham Nahi,..
Magar Laash Par Meri Tere Do Ashq Chahta Hoon,..

_____________________-Azeem-_________________
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #92 on: July 15, 2006, 01:48:23 PM »
Reply with quote
chup chaap dil ke paar wo hota gaya
raahi apni raah main khota gaya.

apne sanam ki reshami zulfon tale
neend use aati gayi main sota gaya

doond te hue ai 'harash' dard-e-yaar ko
be-panaah yuin aanhe bhar rota gaya.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: July 18, 2006, 12:30:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
chup chaap dil ke paar wo hota gaya
raahi apni raah main khota gaya.

apne sanam ki reshami zulfon tale
neend use aati gayi main sota gaya

doond te hue ai 'harash' dard-e-yaar ko
be-panaah yuin aanhe bhar rota gaya.


Bahoot Khoob Harash Bhai,..
Kahan The Itne Din...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: July 18, 2006, 12:33:22 PM »
Reply with quote
Husn Waalon Ko Ye Adat Hai Dil Lagaane Ki,..
Dekar Gham Ashiqon Ko, Muskuraane Ki,..

Hum Bhi Hogaye Shikaar Unki Nazar Ke Waar Se,..
Ab Paayi Hai Sazaa Umar Tanhaa Bitaane Ki,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #95 on: July 18, 2006, 12:36:50 PM »
Reply with quote
Husn Waalon Ki Ye Adat Hai Dil Lagaane Ki,..
Dekar Zakham Aashikon Ko Muskuraane Ki,..

Hum Bhi Ho Gaye Shikaar Unke Nazron ke Waar se,..
Paayi Dekjho Sazaa Ab Umar Tanhaa Bitaane Ki,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: July 20, 2006, 02:14:04 PM »
Reply with quote
Husn Waalon Se Bach Na Saka Koi,..
Jab Wo Karne Lage Qatal Apni Nazron Se,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: August 03, 2006, 03:17:48 AM »
Reply with quote
Husn Ke Tera Main Kya Zikar Karoon,.
Ke Tere Chahne Waalon Mein Se Ek Mera Bhi Naam Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #98 on: August 10, 2006, 12:48:23 PM »
Reply with quote
Charche Ho Rahe Hain Husn Ke Tere Mehfil Mein Meri,..
Ke Jamaa Hai Carwaan Yahan Tere Deedar Ki Khateer,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #99 on: August 10, 2006, 01:06:27 PM »
Reply with quote
nice janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: August 10, 2006, 01:09:15 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai Kahan The Itne Dino Se,..
Sab Khairiyat To Hai Naa,..
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #101 on: August 10, 2006, 01:13:37 PM »
Reply with quote
janaab bas sab theek hai....apni site per thoda busy tha
Logged
superman
Guest
«Reply #102 on: August 13, 2006, 08:52:14 AM »
Reply with quote
husno walo ki kya baat karu ye to
kambhaket hote hi hai duniya ujadne ko...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #103 on: August 20, 2006, 07:18:51 AM »
Reply with quote
superman ji apka yoindia mai sawagat hai

Shayri-e-husan mai
husan ko kaya naam de dala
jiske dum per hai kaynaat
ussi ko ilzaam de dala
Logged
aziz hijazi
Guest
«Reply #104 on: September 16, 2006, 09:11:45 PM »
Reply with quote
na tha kuch to khuda tha
kuch hota to khuda hota
duboya mujh ko hono ne ....
na hota main to kiya hota ....
howa jaab gham se youn be his ....
to kiya gham sar katne ka ..
hoi muddat ke ghalib mar gaya .... par yaad aati hai
yo har ek baat pe kehna ke youn hota to kiya hota .....

aadab
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:17:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer