Chah ko chahiye aik hi asar hone tak.....Abulasad

by Abul Asad on January 11, 2013, 12:06:40 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1641 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Ye Mirza Ghalib ka mashoor kalaam "aah ko chahiye aik umr asr hone tak"
se inspire hokar likhi gayi hai, mera koi muqhabla nahin Ustad Ghalib se
magar musalsal koshish hai ke kuch unjaise purasrar ashar likhon...
ye meri koshish ahle-bazm ki zer-e nazr.


 Chah ko chahiye aik hi nazr asr hone tak

Chah ko chahiye aik hi nazar asar hone tak
Kaun jeeta hai teri palkhen uthne tak

Meri aahen aatish aur sanse bekhaboo
Dil ko kaise behlaon tera jalwa hone tak
 

Josh jaatae hain mere tere aane tak
Phir hosh nahin aata tere jaane tak
 

Teghen tez hoti hain zamane ki ‘Abul’
Kaat-ti hain sa’anse teri  nazar milne tak
Abul Asad

 


Meanings of difficult words
 
Chah : like, liking
Chahiye: wanting, needed
Palken: eyelids
Aahen: Sighs, deep sighs
Jalwa: sight of a face
Josh: passions, zeal, lust, enthusiasm
Hosh: life, breath
Tegh: sword, dagger, knife
Tez: sharp, sharpen
Logged
CIC
Guest
«Reply #1 on: January 11, 2013, 04:01:54 PM »
Reply with quote
Very nice and kaabeile taareef..
Akhir ashaar thora kamzor nazar aaya, baaki sabhi la-jaawaab hain.

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 11, 2013, 07:18:32 PM »
Reply with quote
Very nice and kaabeile taareef..
Akhir ashaar thora kamzor nazar aaya, baaki sabhi la-jaawaab hain.



Shukriya sir,

Aapki baat bilkul durust hai,
aakhri ashar waqaye thoda sa beemar hai
aajkal sardi ka mausam hai, thand si lag gayi hai ussey.
Magar baat aapki wazey hai.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: January 12, 2013, 02:00:00 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
prashad
Guest
«Reply #4 on: January 12, 2013, 02:28:13 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
prashad
Guest
«Reply #5 on: January 12, 2013, 02:28:46 AM »
Reply with quote
nice
Logged
Aarish
Guest
«Reply #6 on: January 12, 2013, 02:49:24 AM »
Reply with quote
Ye Mirza Ghalib ka mashoor kalaam "aah ko chahiye aik umr asr hone tak"
se inspire hokar likhi gayi hai, mera koi muqhabla nahin Ustad Ghalib se
magar musalsal koshish hai ke kuch unjaise purasrar ashar likhon...
ye meri koshish ahle-bazm ki zer-e nazr.


 Chah ko chahiye aik hi nazr asr hone tak

Chah ko chahiye aik hi nazar asar hone tak
Kaun jeeta hai teri palkhen uthne tak

Meri aahen aatish aur sanse bekhaboo
Dil ko kaise behlaon tera jalwa hone tak
 

Josh jaatae hain mere tere aane tak
Phir hosh nahin aata tere jaane tak
 

Teghen tez hoti hain zamane ki ‘Abul’
Kaat-ti hain sa’anse teri  nazar milne tak
Abul Asad

 


Meanings of difficult words
 
Chah : like, liking
Chahiye: wanting, needed
Palken: eyelids
Aahen: Sighs, deep sighs
Jalwa: sight of a face
Josh: passions, zeal, lust, enthusiasm
Hosh: life, breath
Tegh: sword, dagger, knife
Tez: sharp, sharpen

abulasad sb aapki koshish ke liye mubarakbaad,

lekin aapne to poora misra hi badal kar rakh diya wo misra hai.

aah ko chahiye ek umr asar hone tak.



aur qafia hai asar nazar,sar, khabar.


jo shayad aapne dhayan hi nahi diya. ghazal men teen chizoN ka dhiyan rakhe behr rawani aur radeef , qafia ..



Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: January 12, 2013, 03:54:55 AM »
Reply with quote
very nice
Shukriya Sahab
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: January 12, 2013, 03:55:20 AM »
Reply with quote
very nice
Prashad ji shukriya
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: January 12, 2013, 03:59:31 AM »
Reply with quote
abulasad sb aapki koshish ke liye mubarakbaad,

lekin aapne to poora misra hi badal kar rakh diya wo misra hai.

aah ko chahiye ek umr asar hone tak.



aur qafia hai asar nazar,sar, khabar.


jo shayad aapne dhayan hi nahi diya. ghazal men teen chizoN ka dhiyan rakhe behr rawani aur radeef , qafia ..





Aarish ji,

Sabse pehle aapka shukriya ke itna waqt nikal kar
aapne ye adna kalam par zer e nazr ki.
Ji mujhe Ghalib sahab ka original misra bakhoobi yaad hai
gar aap dekhenge mere kalaam ki ibtedai write-up men to yeh
maujood hai. Main ne ussi se inspire hokar isse likha hai.

Gar aap isse apne aapme aik nai kalaam ki raushini men dekhenge
to aapko shayed thoda farq mehsoos hoga.Ghalib sahab ke misron ke Kaafiya aur they, mere kaafiye aur hain.
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: January 12, 2013, 06:37:24 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #11 on: January 12, 2013, 08:27:25 AM »
Reply with quote
bahut bahut khoob

Aqsh saheb
Shukriya bahut aapka
Logged
aqsh
Guest
«Reply #12 on: January 12, 2013, 10:22:15 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:53:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer