Challo Aou Aj Hum Kuch Naiee Baat Karte Hai,
Tum Mat Soucho Hum Kuch Kahane Ki Koshesh Karte Hai,
Kaha Sy Shuro Karre Ye Lafz Humme Tumhare Mohtaj Sy Lagte Hai,
Manno Ky Jase En Lafzo May Tum Kab Jaan Dallo Es Ka Intazaar Karte Hai,
Ungaliou Ko Bebass Dakhe Kar Hum Khud Heraan Par Jaya Karte Hai,
Likhne Ky Shokeen Tu Hum Bahut Hai Par Lafz Tum Sy Milne Ki Chah Rakhte Hai,
Waqt Guzerne Ky Saath Saath Guzra Waqt Teri Raah Ko Takte Hai,
Kuch Tu Shumaar Hai Tujhe May Jo Angent Tujhe Dhodte Rehte Hai,
Khahne Ko Bahut Kuch Bate Bhalle Hi Hum Rakhte Hai,
En Sab May Hum Teri Khushie Ka Khass Khayal Rakhte Hai,
Na Jane Kon Si Kashesh Humme Teri Orr Khichi Rakhte Hai,
Awaaz Utha Do Jo Es Par Tu Mujhe Si Ma Rohtne Lagte Hai,
Hum Shikayaat Itni Bhi Nahi Tum Sy Rakhte Hai,
Kabhi Sikhe Hi Nahi Paye Hum Mehboob Sy Bhi Rothte Hai,
Kabhi Souch Hi Nahi Paye Wo Shaks Pass Hummare Bhi Rehte Hai,
Mill Jaye Tu Har Lafz Mukamal Paye Khud Ko Ye Kahate Hai,
Hummare Dil May Chupe Hai Kahi JhalaK Tumharie Rehte Hai,
Dakhe Ly Jis Din Hum Tu Badhosh Din Guzarte Rehte Hai,
Ankhe Num Sy Bhar Jati Hai Ye Alaam Itna Katilana Hote Hai,
Sameet Lete Hum Us Lamhe Ko Jo Jore Tum Sy Hote Hai,
Man Ky Kahane Par Sarhado Ki Haad Ko Toor Kar Hum Rakhte Hai,
Faqat Dunniya Ky Tanne Humme Majboor Kiye Rakhte Hai,
Gunnah Koie Kiya Nahi Fir Bhi Ahsaas Dilte Rahte Hai,
Roo Kar Khuda Ky Age Fir Sajda Hum Karte Hai,
Rasta Koie Tu Dikhaye Khuda Hume Kahate Hai,
Ansu Sy Mahobaat Apni Milla Kar Faryaad Karte Hai,
Naam Likha Tumhara Hi Meri Lakero May Ho Kahati Rehte Hai,
Ye Zulm Na Ho Bicharna Tum Sy Mout Sy Milna Hummare Liye Hai,
Man Ko Halka Kab Talaak Hum Tum Sy Karte Rehte Hai,
Jab Jab Chah Tumhari Huie A Jate Tumhare Pass Rehte Hai,
Sahara Mill Kar Bhi Tumhara Hum Besahara Reha Jate Hai,
Kabhi Tu U Ho Jaye Khuda Humme Ly Kar Tum May Humme Dy Jaye ......
Na Raho Gy Tanha Hum
Faqat Rooh May Band Jaye Gy Hum....
FARE
MARYAM