Chand nikal aaye.....

by SURESH SANGWAN on March 10, 2010, 09:19:55 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2788 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote
ZULFON KE BEECH SE JHANKTI TERI ANKHIYAN.
JAISE BAADALON MEIN  KADAKTI BIJLIYAN.

ZULF HATEE SANAM KE CHEHRE SE AISE.
CHAND NIKAL AAYE HATAA KE BADLIYAN.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
nikal kar by soniya shetti in Shayri-E-Dard
Dur nikal sakte the by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Chand paagal hai andherey mein nikal padta hai by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
***~tasweer se nikal k~*** by anjaan dharkan in Shayri for Dard -e- Judai
MAAZI. KE . TARAANE.JO. SUNAANE .NIKAL. AAYE.......... HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: March 10, 2010, 09:33:31 AM »
Reply with quote
Wah bahut khoobsurat kavita likha aapne Suresh ji.bahut achi lagi.keep it up. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #2 on: March 10, 2010, 09:58:29 AM »
Reply with quote
shukriya madhuwesh ji.
Wah bahut khoobsurat kavita likha aapne Suresh ji.bahut achi lagi.keep it up. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: March 10, 2010, 10:38:33 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI     SURESH SANGWAN JI......

CHUPATI HO APNE CHEHRE KO ZULFON KE BEECH AISE
JAISE BADLON KA PEHERA HAI LAGAYA

HATA TEE HO ZULFON KO APNE CHEHERE SE AISE
JAISE HATAA KE BADALIYAN "CHAND NIKAL AAYA"
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: March 10, 2010, 10:48:51 AM »
Reply with quote
AAPKI TEHREER KA KHAS INTEZAR THA. BAHUT ACHI HAI CARA JI.
WAAH BAHUT KHOOB. Applause Applause Applause Applause

BAHUT MAZA AAYA JAB TERA PAIGAM AAYA.
AUR BHI MAZA AAYA PAIGAM KE SAATH SALAAM AAYA.

WAH KYA BAAT HAI     SURESH SANGWAN JI......

CHUPATI HO APNE CHEHRE KO ZULFON KE BEECH AISE
JAISE BADLON KA PEHERA HAI LAGAYA

HATA TEE HO ZULFON KO APNE CHEHERE SE AISE
JAISE HATAA KE BADALIYAN "CHAND NIKAL AAYA"

Applause
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: March 10, 2010, 10:54:28 AM »
Reply with quote
BAHUT MAZA AAYA JAB LAGA AAP KO MAZA AAYA
AUR BHI MAZA AAYA JAB MUJHE BHI MAZA AAYA....
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: March 10, 2010, 11:10:39 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA CARA JI.
AAPKO MAZAA AAYA.
DOOSRE PAIGAM MEIN AUR MAZAA AAYAA.
AISE MANN MOR HUA KI JHOOM KE SAAWAN AAYAA.

BAHUT MAZA AAYA JAB LAGA AAP KO MAZA AAYA
AUR BHI MAZA AAYA JAB MUJHE BHI MAZA AAYA....
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #7 on: March 10, 2010, 12:36:05 PM »
Reply with quote
Wah wah kya hi khoob likha hai Suresh ji. Very nice creation.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: March 10, 2010, 12:37:40 PM »
Reply with quote
SHUKRIYA RIYAZ JI,
Wah wah kya hi khoob likha hai Suresh ji. Very nice creation.
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #9 on: May 24, 2010, 04:50:29 PM »
Reply with quote
bahut accha hai
didaar chand ka jara hame bhi karo do
julf chehre se thodi se jara hata do
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: May 29, 2010, 12:55:59 PM »
Reply with quote
THANKS MANOJ JI.

ZULF KO CHEHRE SE TO KYA KAHO TO SIR SE HATA DEIN.
CHAAND KA DEEDAR HO JAYE BIN GHATAA KE.

bahut accha hai
didaar chand ka jara hame bhi karo do
julf chehre se thodi se jara hata do
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: May 29, 2010, 04:22:32 PM »
Reply with quote
ZULFON KE BEECH SE JHANKTI TERI ANKHIYAN.
JAISE BAADALON MEIN  KADAKTI BIJLIYAN.

ZULF HATEE SANAM KE CHEHRE SE AISE.
CHAND NIKAL AAYE HATAA KE BADLIYAN.

Bahut khoob Suresh Ji
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #12 on: May 29, 2010, 06:19:34 PM »
Reply with quote
b
THANKS MANOJ JI.

ZULF KO CHEHRE SE TO KYA KAHO TO SIR SE HATA DEIN.
CHAAND KA DEEDAR HO JAYE BIN GHATAA KE.


bahut khub suresh g

bazaar se kharidkar aam khane mei wo luft kaha
jo mali ki nazer bachakar, chori karke khane mei hai

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #13 on: May 30, 2010, 11:19:24 AM »
Reply with quote
thanks manoj ji.
baat nahin churaane ki ya khareedkar khaane ki.
ye mazaa sirf aur sirf mehanat karke khaane ka hai.


bbahut khub suresh g

bazaar se kharidkar aam khane mei wo luft kaha
jo mali ki nazer bachakar, chori karke khane mei hai


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #14 on: May 30, 2010, 11:20:51 AM »
Reply with quote
shukriya rajeshji. icon_flower icon_flower
Bahut khoob Suresh Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:32:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer