Dhal ke teri aankhon se.....!

by sharmaarunkumar on October 19, 2004, 07:35:49 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3812 times)
sharmaarunkumar
Guest
Reply with quote
Husn se baraste hain Rang Mai faroshi ke,
Zulfon se chhalakti hai Sawanon ki angdai!
Jaam raks Karte hain har taraf fizaaon mein,
Dhal ke teri Aankhon se jab sharaab aati hai!

(NM)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ashq hun teri aankhon ka by NABROY in Shayari -e- Husn
teri aankhon se hi jaage soyein ham by Sonu in Songs & Lyrics
Teri aankhon se... by SURESH SANGWAN in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
** Teri Aankhon Ka Nashaa** RH by Rajesh Harish in Share:Miscellaneous Shayari
teri aankhon me teri baton me by deepjoshi007 in Share:Love Poetry
nishita
Guest
«Reply #1 on: October 20, 2004, 07:05:56 AM »
Reply with quote
nice one
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2004, 09:20:35 AM »
Reply with quote
Thanx! Nishita ji!
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2004, 01:46:25 PM »
Reply with quote
Nice Arunji..
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #4 on: October 20, 2004, 03:19:16 PM »
Reply with quote
shukriya! Talat ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: October 22, 2004, 10:31:36 PM »
Reply with quote
Zindagi main app aaya to, Dhoop Main mila saaya to
Anhonee ko tha hona, Dhool ban gayi hai sona
Pyaar se mujhko tune chhua hai
Roop sunahara tab se hua hai
Kahoon aur kya tujhe mai .......
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #6 on: October 23, 2004, 10:06:22 AM »
Reply with quote
Superb!!! Pooja ji!

Har Mulaqat pe Mahsoos yeh hi hota hai,
Mujhse kuchh teri nazar poochh rahi ho jaise!

Ek Lamhe mei simat aayaa hai sadiyon ka safar,
Zindagi tez bahut tez chali ho jaise!

Is tarah pahron tujhe sochta rahata hoon main,
Meri har saans tere naam likee ho jaise!

Koi Fariyaad tere dil mein dabi ho jaise!
Tune aankhon se koi baat kahi ho jaise!

Jaagte Jagte ek umr kati ho jaise!
Jaan baaki hai magar Saans ruki ho jaise!

(NM)
Logged
syed_khurshid4
Guest
«Reply #7 on: October 23, 2004, 04:23:36 PM »
Reply with quote
husn bekar hai aam ka achar hai
ladkiyo tou majboor aur lachar hai
aur bewqoff ladko ko ladkiyo ke husn se pyar hai
mujhe husn ka nahi ek dil wali ka intezar hai[/quote][/code]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: October 25, 2004, 09:11:22 PM »
Reply with quote
WAH!!! BAHOOT KHOOB AKS JI!!!

@syed_khurshid4

Sahi farmaya apne, husan bekar hai, amm ka achar hai!!!!
Ladkiyan bhi hai bafkoof aor bari lachar hai
bafkoof ladko ko ladkiyon ke husan se sirf payar hai
muje jara yah baat bataye ki app agar larke nahi,
to kon se jahan ka saman hai
jiska hai apko intzaar, wo agar larki nahi aor hai bin husan ki,
 to wo kon se planet ka hai bazar!!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: May 22, 2005, 07:07:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Superb!!! Pooja ji!

Har Mulaqat pe Mahsoos yeh hi hota hai,
Mujhse kuchh teri nazar poochh rahi ho jaise!

Ek Lamhe mei simat aayaa hai sadiyon ka safar,
Zindagi tez bahut tez chali ho jaise!

Is tarah pahron tujhe sochta rahata hoon main,
Meri har saans tere naam likee ho jaise!

Koi Fariyaad tere dil mein dabi ho jaise!
Tune aankhon se koi baat kahi ho jaise!

Jaagte Jagte ek umr kati ho jaise!
Jaan baaki hai magar Saans ruki ho jaise!

(NM)

teri yeh baat dil ko chu gai ho jaise
raz mere tune sun liye yeh kaise

dekh ke tujhe chata hai nasha kaise
pe ho sari raat jaam humne jaise

lab tere tareste hai aise
janmo se pyasa ho tu jaise

madhosh mujhe karta hai tu aise
khuda ho koi mantr parta hai kaise

deevane the bahut aage peche
tune mujhe deevana kiya kaise
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #10 on: May 23, 2005, 03:15:05 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
WAH!!! BAHOOT KHOOB AKS JI!!!

@syed_khurshid4

Sahi farmaya apne, husan bekar hai, amm ka achar hai!!!!
Ladkiyan bhi hai bafkoof aor bari lachar hai
bafkoof ladko ko ladkiyon ke husan se sirf payar hai
muje jara yah baat bataye ki app agar larke nahi,
to kon se jahan ka saman hai
jiska hai apko intzaar, wo agar larki nahi aor hai bin husan ki,
 to wo kon se planet ka hai bazar!!!!

Thanks Pooja ji!!! and Very nice reply!!! lolzzzz :D
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #11 on: May 23, 2005, 03:17:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Superb!!! Pooja ji!

Har Mulaqat pe Mahsoos yeh hi hota hai,
Mujhse kuchh teri nazar poochh rahi ho jaise!

Ek Lamhe mei simat aayaa hai sadiyon ka safar,
Zindagi tez bahut tez chali ho jaise!

Is tarah pahron tujhe sochta rahata hoon main,
Meri har saans tere naam likee ho jaise!

Koi Fariyaad tere dil mein dabi ho jaise!
Tune aankhon se koi baat kahi ho jaise!

Jaagte Jagte ek umr kati ho jaise!
Jaan baaki hai magar Saans ruki ho jaise!

(NM)

teri yeh baat dil ko chu gai ho jaise
raz mere tune sun liye yeh kaise

dekh ke tujhe chata hai nasha kaise
pe ho sari raat jaam humne jaise

lab tere tareste hai aise
janmo se pyasa ho tu jaise

madhosh mujhe karta hai tu aise
khuda ho koi mantr parta hai kaise

deevane the bahut aage peche
tune mujhe deevana kiya kaise

waaah Tosha ji!! Very Nice!!! :D

Nazar mein Dhal ke Ubharte hain, Is Dil ke Afsaane!
Ye aur Baat hai, Dunita Nazar Hi na Pehchaane!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: May 23, 2005, 03:29:03 AM »
Reply with quote
Unko paya hai to itna he kafi hai,
Kya lena mujhey khwahishon se.
Agar mein bhi sochu kya paya hai,
To umar guzar jaye tamanaon mein.
Dilbar mil gaya to zindagi mil gayi,
Aur kya mangu mai apney khuda se.
Taqder par koi Iktiyar to nahi hai,
Par dua hai kabhi juda na ho tumsey.
Mujhey ya tamanaon mein kisi ek ko rakho...
To shayad fir juda na ho humsafar merey.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #13 on: May 23, 2005, 05:46:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "Tosha"
Quote from: "sharmaarunkumar"
Superb!!! Pooja ji!

Har Mulaqat pe Mahsoos yeh hi hota hai,
Mujhse kuchh teri nazar poochh rahi ho jaise!

Ek Lamhe mei simat aayaa hai sadiyon ka safar,
Zindagi tez bahut tez chali ho jaise!

Is tarah pahron tujhe sochta rahata hoon main,
Meri har saans tere naam likee ho jaise!

Koi Fariyaad tere dil mein dabi ho jaise!
Tune aankhon se koi baat kahi ho jaise!

Jaagte Jagte ek umr kati ho jaise!
Jaan baaki hai magar Saans ruki ho jaise!

(NM)

teri yeh baat dil ko chu gai ho jaise
raz mere tune sun liye yeh kaise

dekh ke tujhe chata hai nasha kaise
pe ho sari raat jaam humne jaise

lab tere tareste hai aise
janmo se pyasa ho tu jaise

madhosh mujhe karta hai tu aise
khuda ho koi mantr parta hai kaise

deevane the bahut aage peche
tune mujhe deevana kiya kaise

waaah Tosha ji!! Very Nice!!! :D

Nazar mein Dhal ke Ubharte hain, Is Dil ke Afsaane!
Ye aur Baat hai, Duniya Nazar Hi na Pehchaane!

kya khoob kahi Sharma ji!! Puzzled !

nazro ka hi to yeh khel hai
yeh to do dilo ka mel hai
vo jo maante hai aap ko
vo jab pahchante hai aap ko
Logged
Tosha
Guest
«Reply #14 on: May 23, 2005, 05:52:09 AM »

is dyniya ke kya tamasah hai yeh
is duniya ke kya ek saja hai yeh

aakho se pilaye  unne aapko
deevana aapna banaya aapko

deevana pan aap ka
jo unhe bhagaya
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:47:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer