husn waalon ne badnaam kar diya

by samnoj on November 09, 2004, 12:14:36 PM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 12383 times)
tabassum shakeel
Guest
«Reply #120 on: June 15, 2006, 01:21:11 PM »
Reply with quote
bahut khon  jaanasheen

husn par  ilzamon ki ye  barishen hain kis liye
husn ne bhi ki hai mohbbat lekin vo khamosh hai
sahna isko aata hai ilzam bhi hans kar yunhi
dil lagana seekho isase tum agar chaho yunhi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sohni nu raanjhe waalon by kiran4u in Shayari -e- Husn
Duniyaa waale dil waalon ko.....! by sharmaarunkumar in Ghazals
DO PYAR KARNE WAALON SE LOG JALTE HAI by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
Jaago sone waalon...!! by Talat in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
DIL WAALON SE BASTIAN BASTI HAIN by surindarn in Shairi - E - Zindagi
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #121 on: June 15, 2006, 02:15:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khon  jaanasheen

husn par  ilzamon ki ye  barishen hain kis liye
husn ne bhi ki hai mohbbat lekin vo khamosh hai
sahna isko aata hai ilzam bhi hans kar yunhi
dil lagana seekho isase tum agar chaho yunhi


Shukriya Didi,..

Husn Waalon Ko Kadar Nahi Mohabbat Ki,..
Wo To Parwaa Karte Hain Apni Zaroorat Ki,..
Wo Kya Kisi Se Mohabbat Kare "Jaanasheen"
Jo Anjaan Hain Mehfil Se Chahat Ki...

____________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #122 on: June 16, 2006, 03:41:06 AM »
Reply with quote
ishq ne jabjab bhi thokar khai hai
sara ilzam husn par sarka diya
niyaten bhi thik to inki nahi
chahten kya inse ab ki jaaengi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #123 on: June 17, 2006, 07:10:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "tabassum shakeel"
ishq ne jabjab bhi thokar khai hai
sara ilzam husn par sarka diya
niyaten bhi thik to inki nahi
chahten kya inse ab ki jaaengi

Nice One,..

Ishq Ne Thokar Husn Ke Wajaah Se Khaai Hai,..
Ye Baat Husn Waalon Ko Kahan Samajh Mein Aai Hai,..
Hume Bhi Mile Hain Kuch Zakham Husn Waalon Se,..
Isliye Zindagi Apni Humne Tanhaai Mein Bitaai Hai,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #124 on: June 18, 2006, 09:56:34 AM »
Reply with quote
bahoot khoob Jsheen abd Tabu!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #125 on: June 18, 2006, 11:07:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob Jsheen abd Tabu!!!!


Shukriya Pankhuri Ji,.

Dete Hain Zakham Husn Waale,..
Lagti Hai Tohamat Mohabbat Par,,..
Wo Kya Kadard Jaane Waafaon Ki,..
Humse Poocho Jo Marte Hain Kisi ki Chahat Par,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
lilluver
Guest
«Reply #126 on: June 19, 2006, 01:07:45 AM »
Reply with quote
kya mein app dono k  conversation mein enter ho sacta hoon   ...... ager ho sacta hoon to ghazal mein send kerney laga hoon perh lijiye ga werna ignore ker dijiye ga   ........................
 
          asal mein yeh husn k topic per bohat khosorat  ghazal ha  .......... to pesh kerta hoon
Logged
lilluver
Guest
«Reply #127 on: June 19, 2006, 01:19:09 AM »
Reply with quote
ghazal to nahi lakin k shair arz ker deta hoon  .....

    husn waloo k liye ..........
 

     wo ker rahey they apni wafaoo'n ka tazkara
     dekha hamein to bat ka pahloo badal gaye

yeh meri pahli post ha is site per recently join ki ha
dar lag raha ha  send kertey hoey kuch bhi ...
 baherhal    mein chalta hoon kal inshalla doubara aoon ga   tab tuk k liye  
                                   khush rahiye
                                   muskuratey rahiye
                                   ALLAH HAFFIZ
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #128 on: June 20, 2006, 07:21:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "lilluver"
ghazal to nahi lakin k shair arz ker deta hoon  .....

    husn waloo k liye ..........
 

     wo ker rahey they apni wafaoo'n ka tazkara
     dekha hamein to bat ka pahloo badal gaye

yeh meri pahli post ha is site per recently join ki ha
dar lag raha ha  send kertey hoey kuch bhi ...
 baherhal    mein chalta hoon kal inshalla doubara aoon ga   tab tuk k liye  
                                   khush rahiye
                                   muskuratey rahiye
                                   ALLAH HAFFIZ


Nice One Luver,..
And Welcome To Yoindia,...
Yaar Ye Tumhare Liye Hi To Banaayi Gayi Hai Tum Is Mein Jab Chahe Kisi Bhi Topic Par Post Kar Sakte Ho,.
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #129 on: July 03, 2006, 08:03:16 AM »
Reply with quote
thanx  pankhuri dear and thanx bro. and welcome to yoindia lilluver


pahlu badlne walon ne pahlu badal liya
nazaren badalne walon ne nazaren badal bhi lin
unse to poochhne ki kise himmaten yahan
sara qusoor husn pe rakhna hi hai aasan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #130 on: July 03, 2006, 10:38:23 AM »
Reply with quote
Ek Khushi Ke Badle Humne Dekho Ye Sazaa Paayi Hai,..
Mohabbat Mein Chotein Yaaron Humne Husn Waalon Se Khaayi Hai,..

_____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #131 on: July 03, 2006, 12:23:42 PM »
Reply with quote
nice  bro.

arz kiya hai.........
chot jo aapko lagi jaldi bata bhi di hai
husn wale to na choton ka zikr kar pae
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #132 on: July 04, 2006, 06:19:28 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,..

Lagti Chot Husn Walon Ko Tab Hi To Wo Zikar Karte,..
Wo Jab Muskuraakar Bhi Baat Kare To Ghayal Kar Jaate Hain,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #133 on: July 04, 2006, 08:17:12 AM »
Reply with quote
ye muskurane ki baaten na tum karo aise
ki muskurana bana hai bada mushkil aise
dilon ke zakhm siyo aankh ke aansu bhi piyo
aur isake baad gar ho sake to muskaao
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #134 on: July 04, 2006, 08:20:43 AM »
Reply with quote
Nice One Didi.

Ab Naseehat Dete Hain Wo Muskuraane Ki,..
Jinhone Hume Muskurakar Gham Diye,...
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 10:44:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer