Jhilmilati jheel me damakta mehtaab hai khwaab

by @Kaash on June 28, 2013, 03:11:51 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1145 times)
@Kaash
Guest
Reply with quote


Jhilmilati jheel me damakta mehtaab hai khwaab
utar padi jannat zami par aisa nayaab hai khwaab


zehen ki har soch unki mohabbat ko naye mukaam deti
zehen ki har soch se jaise paata sawaab hai khwaab


adaaygi unki ada unki sab ki sab hain kaatilaana
mil gaye khwaab me gar,haseen adaab hai khwaab


aakhon me chhupe hain unke mohabbat ke naye mausam
narmiyat honthon ki ye kahe,khilta gulaab hai khwaab


raah ho ya mehfil,poochhne lagte hain wo wohi sawaal
den bhi den to den bhi kaise,kyunki jawaab hai khwaab

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jheel si Aankhein by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
kabhi mehtaab by Neel1525 in Shayri for Khumar -e- Ishq
KYAA MEHTAAB KYA AAFTAAB BANE!!!!!!!!!! by qalb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
AAJ MEHTAAB HAI by surindarn in Miscellaneous Shayri
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: June 28, 2013, 03:32:51 AM »
Reply with quote


Jhilmilati jheel me damakta mehtaab hai khwaab
utar padi jannat zami par aisa nayaab hai khwaab


zehen ki har soch unki mohabbat ko naye mukaam deti
zehen ki har soch se jaise paata sawaab hai khwaab


adaaygi unki ada unki sab ki sab hain kaatilaana
mil gaye khwaab me gar,haseen adaab hai khwaab


aakhon me chhupe hain unke mohabbat ke naye mausam
narmiyat honthon ki ye kahe,khilta gulaab hai khwaab


raah ho ya mehfil,poochhne lagte hain wo wohi sawaal
den bhi den to den bhi kaise,kyunki jawaab hai khwaab

So Nice,I Like Ur Style.
Logged
sbechain
Guest
«Reply #2 on: June 28, 2013, 03:34:22 AM »
Reply with quote


Jhilmilati jheel me damakta mehtaab hai khwaab
utar padi jannat zami par aisa nayaab hai khwaab
lo ji janaab ne khawaab ko ek naya falsafe ka jamaa pahna diya hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
zehen ki har soch unki mohabbat ko naye mukaam deti
zehen ki har soch se jaise paata sawaab hai khwaab
ye kya baat hui - harkato.n se hi sawaab milta hai .per pahli baar pata chala khawaab bhi sawaab ka baais ban sakta hai . big news icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower

adaaygi unki ada unki sab ki sab hain kaatilaana
mil gaye khwaab me gar,haseen adaab hai khwaab
bachke raho kahin khawaab mein hi qatl na ho jaaye
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
aakhon me chhupe hain unke mohabbat ke naye mausam
narmiyat honthon ki ye kahe,khilta gulaab hai khwaab
chaman nahin dikhaai deta kya khawaab mein. bahut limited view dikhaata hai ji tumhara khawaab zara ise wasi karo Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

raah ho ya mehfil,poochhne lagte hain wo wohi sawaal
den bhi den to den bhi kaise,kyunki jawaab hai khwaab
kya sawaal jawaab laga rakha hai. neend se jaago aur ye jawaab do mujhe ki aaj daftar nahin janaa hai kya . BangHead BangHead BangHead


wah wah wah kaash.......!
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: June 28, 2013, 09:27:18 AM »
Reply with quote
bahut hee naayaab presentation dheron daad
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #4 on: June 28, 2013, 09:29:03 AM »
Reply with quote
WAAH WAAH BAHUT KHOOB......... Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ambalika sharma
Guest
«Reply #5 on: June 28, 2013, 11:57:10 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley u hv written amazing lines...the pic u added is really very beautiful
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: June 28, 2013, 01:45:32 PM »
Reply with quote
EXCELLANT , KASH JI.CONGRATS.
Logged
nashwani
Guest
«Reply #7 on: June 28, 2013, 01:54:04 PM »
Reply with quote
very beautiful composition Kaash jee..happy9
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #8 on: June 28, 2013, 02:17:18 PM »
Reply with quote
wha wha bhut khub kassh ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:55:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer