Kabhi Haqiqat To Kabhi Khwab Lagta Hai...(Shihab)

by HUM_DUM on April 03, 2013, 03:41:23 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3352 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
Reply with quote
Ek Purani Kalaam Naye Rang Roop Ke Saath






Kabhi Haqiqat , To Kabhi, Khwaab Lagta Hai
Jitna Sochun Ussey , Bas Be-hisaab Lagat Hai.

Jab Bikharti Hain Zulfein, Uskey Chehre Pe To
Baadlon Men Chhupa Woh , Mahtab Lagta Hai.

Kahiye Hi Kya , Uskey Mushkuraane Ka Aalam
Hasta Hai To Khilta Hua , Gulaab Lagta Hai.

Parte Parte Nahi Thakti Hain , Aankhen Jissey
Ek Aisi Dilkash , Dil Nshee , Kitaab Lagta Hai.

Is Qadar Ban Gaya Hai Zindagi Ki Zarurat Ke
Ussey Doori Ka Ek Pal Bhi Ab, Azaab Lagta Hai.


                             Shihab
Logged
sbechain
Guest
«Reply #1 on: April 03, 2013, 03:47:20 AM »
Reply with quote
Ek Purani Kalaam Naye Rang Roop Ke Saath




muaaf karna shihab likha hua mujhe bilkul bhi clear nahin hai .....!
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 03, 2013, 03:52:26 AM »
Reply with quote
Kiya Ji  Muaaf Ab Kya Kar Sakte Hain Ban Gaya So Ban Gaya.Jaisa Hai Bhugto
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: April 03, 2013, 03:54:41 AM »
Reply with quote
Ek Purani Kalaam Naye Rang Roop Ke Saath





Kabhi Haqiqat , To Kabhi, Khwaab Lagta Hai
Jitna Sochun Ussey , Bas Be-hisaab Lagat Hai.

Jab Bikharti Hain Zulfein, Uskey Chehre Pe To
Baadlon Men Chhupa Woh , Mahtab Lagta Hai.

Kahiye Hi Kya , Uskey Mushkuraane Ka Aalam
Hasta Hai To Khilta Hua , Gulaab Lagta Hai.

Parte Parte Nahi Thakti Hain , Aankhen Jissey
Ek Aisi Dilkash , Dil Nshee , Kitaab Lagta Hai.

Is Qadar Ban Gaya Hai Zindagi Ki Zarurat Ke
Ussey Doori Ka Ek Pal Bhi Ab, Azaab Lagta Hai.


                             Shihab



bahut khoob..........! kaun hai wo nayaab lagta hai icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 03, 2013, 03:58:06 AM »
Reply with quote
Hai Ab Koi Ji.


Saare Jazbaat Lafzon Mein Tole Nahi Jaate
Ab Har Raz To Mehfil Mein Khole Nahi Jaate


Shukariya

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: April 03, 2013, 03:59:50 AM »
Reply with quote
Hai Ab Koi Ji.


Saare Jazbaat Lafzon Mein Tole Nahi Jaate
Ab Har Raz To Mehfilon Mein Khole Nahi Jaate


Shukariya

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab


mujhe chupke se bataa do....na just whisper it icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #6 on: April 03, 2013, 04:04:42 AM »
Reply with quote
Hahahahahah Ji Ye To Aurton Ka Kaam Hai Mardon Ka Nahi
Logged
sbechain
Guest
«Reply #7 on: April 03, 2013, 04:07:16 AM »
Reply with quote
Hahahahahah Ji Ye To Aurton Ka Kaam Hai Mardon Ka Nahi


kyon mard nahin karte aisa ....kisne kah diya hai....maine mehfil mein aise mardon ko khoob dekha hai ...ab rahne bhi do ....bataa bhi do ...na mujhe icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 03, 2013, 04:10:57 AM »
Reply with quote
Maine To Aisa Karte Kabhi Kisi Mard Ko Nahi Dekha Ji.

Ji Mujhey Batane Mein Proud Feel Hoga Ki Woh Kaun Hai.Par Kya Karun Iski Izzat Karna Bhi To Mere Jimey Hai.Main Nahi Chahta Wo Badnam Ho
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: April 03, 2013, 04:12:36 AM »
Reply with quote
Shihab Sahaab Aadaab!


Bahut khoob janaab bahut khoob... badikash aur dilnasheeN kalaam kahi hai aapne.. Usual Smile
Sabhi ashaar qabil e daad hai janaab.. Usual Smile


Is khoobsurat aur umdaa kalaam par humari hazaaroN dili daad O mubbarakbad qabul kijiye...


Likhate rahiye bazm meiN aate rahiye..
Shaad O aabaad rahiye...


Khuda Hafez... Usual Smile



Logged
sbechain
Guest
«Reply #10 on: April 03, 2013, 04:14:27 AM »
Reply with quote
Maine To Aisa Karte Kabhi Kisi Mard Ko Nahi Dekha Ji.

Ji Mujhey Batane Mein Proud Feel Hoga Ki Woh Kaun Hai.Par Kya Karun Iski Izzat Karna Bhi To Mere Jimey Hai.Main Nahi Chahta Wo Badnam Ho


janaab main yoidia ke mardo.n ki baat nahin kar rahi.....main kisi jagah apne family ke saath invited thi wahaan aisa dekha hai aur kai mauqe aaye hain.

 waise gulaab, shabaab ye sab kyon likhte ho....jawaani to chaar din ki hai aur isi chaar din ko lekar aap jaise shayer laakhon croron ghazal likh daali hai ji
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 03, 2013, 04:15:01 AM »
Reply with quote
Bahut Shukariya Parwaaz Ji Waqt Dene K Liye


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 3 hours and 46 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 03, 2013, 04:19:31 AM »
Reply with quote

janaab main yoidia ke mardo.n ki baat nahin kar rahi.....main kisi jagah apne family ke saath invited thi wahaan aisa dekha hai aur kai mauqe aaye hain.

 waise gulaab, shabaab ye sab kyon likhte ho....jawaani to chaar din ki hai aur isi chaar din ko lekar aap jaise shayer laakhon croron ghazal likh daali hai ji
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

To Main Bhi Kahan Ji Yo Ki Baat Kar Raha Hun
Dekha Hoga Aapne.Par Maine Abhi Tak Nahi Dekha.Khair.Aur Ji Khuda Ne Husn Ko Banaya Hi
Kabil e Tareef Hai...Bhale Hi Iski Chamak Char Din Ki Hai Par Iske Saath Bitayi Char Ghadiyan
Sadiyon Se Kam Nahi hmhmh
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #13 on: April 03, 2013, 04:29:51 AM »
Reply with quote
Bahut Thik Likha Hai.
Logged
khujli
Guest
«Reply #14 on: April 03, 2013, 01:20:48 PM »
Reply with quote
Ek Purani Kalaam Naye Rang Roop Ke Saath




Kabhi Haqiqat , To Kabhi, Khwaab Lagta Hai
Jitna Sochun Ussey , Bas Be-hisaab Lagat Hai.

Jab Bikharti Hain Zulfein, Uskey Chehre Pe To
Baadlon Men Chhupa Woh , Mahtab Lagta Hai.

Kahiye Hi Kya , Uskey Mushkuraane Ka Aalam
Hasta Hai To Khilta Hua , Gulaab Lagta Hai.

Parte Parte Nahi Thakti Hain , Aankhen Jissey
Ek Aisi Dilkash , Dil Nshee , Kitaab Lagta Hai.

Is Qadar Ban Gaya Hai Zindagi Ki Zarurat Ke
Ussey Doori Ka Ek Pal Bhi Ab, Azaab Lagta Hai.


                             Shihab


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 05:44:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer