Kase Bhool Sakti Ho Us Haseen Shaam Ko

by FARE on November 16, 2013, 11:28:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 926 times)
FARE
Guest
Reply with quote
Kase Bhool Sakti Ho Us Haseen Shaam Ko
Guzarrie Thi Teri BahOO kI aGOSH mAY jO

Lamha Lamha Satata Hai Aj Bhi Mujhe Ko
Yaad A Jaye Wo Pal Jo Thay Tere Sang Ko

Gungunati Hai Awaze Mere Kanno May Jo
Ki Thi Bate Tujhe Sy Dhohrane Par Majboor Karti Hai Baar Baar Mujhe Ko

Hosh May Hote Huye Bhi Madhoshu Wallie Bate Kar Rahi Ho
Us Shaks Ky Hone Ko Najane Kyu Khud Pay Havie Kar Rahi Ho

Khuda Ki Rehmat Sy Aj Bhi Us Shaks Ky Pass Khud Ko Pati Ho
Such Hai Jannat Ko Us Shaks Ky Pass Hone Sy Mehsoos Karti Ho

Ab Bhi Wohi Kharie Khud Ko Pati Ho
Jaha Mille Thi Shaam Hone Par Us Shaks Ko

Door Bandhi Ho Jase Meri Us Shaks Ky Saath May Ho
Khichta Hai hAR Hawa Ka Jhoka uS sHAKS kI orr Mujhe Ko

Har Roz Na Jane Kyu Ziker Karti Rehti Us Ka Ho
Zuban Bhi Kaha Uhtie Hai Ab Bus Kar Ma Thak Chukie Ho

Fark Nahi Parta Dunniya Sy Ab Mujhe Ko
Meri Mahobaat Char Chukie Hai Parwan Us Shaks Ky Saath JO

Jitna Khofe Tha Khatam Ho Chuka Hai Mujhe May Jo
Panne Ki Arzoo Bharti Ja Rahi Hai Mujhe May JO

Souch Bus Ussie May Khoiee Rehti Hai Har Waqte Ko Jo
Har Ek Ki Kahi Baat May Us Shaks Ki Baat Ko Talash Karti Rehti Ho Jo

Chalte Raste Par Nigha Dhondti Rehti Hai Us Shaks Ko
Jhalak Jo Dikhe Jaye Tu Chal Parti Ho Ussie Raste Par Jo

Ab Koie Maieny Nahi Rakhti Sima Es Dunniya Ki Banaiee Huie Jo
Faqat Yaqeen Hai Mujhe Apni Mahobaat Par Or Apne Imaan Par Mujhe Ko

FARE
(Maryam)

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ye Haseen Shaam by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
YEH HASEEN SHAAM HAI by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
haseen shaam by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
kya haseen shaam hai by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ik haseen shaam by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
Saman Firdaus
Guest
«Reply #1 on: November 16, 2013, 11:38:00 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waoooo!!! beautifullllll Maryam...
Logged
FARE
Guest
«Reply #2 on: November 16, 2013, 11:46:18 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Waoooo!!! beautifullllll Maryam...

bhut shukriya meri gurriya rani ....
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: November 17, 2013, 12:08:11 AM »
Reply with quote
wonderful
Logged
FARE
Guest
«Reply #4 on: November 17, 2013, 12:13:19 AM »
Reply with quote
wonderful

bhut shukriya ap ka ...
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 17, 2013, 01:40:59 AM »
Reply with quote

Lamha Lamha Satata Hai Aj Bhi Mujhe Ko
Yaad A Jaye Wo Pal Jo Thay Tere Sang Ko

Clapping Smiley

Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: November 17, 2013, 01:47:44 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
grt lines
Logged
breeze khan
Guest
«Reply #7 on: November 17, 2013, 01:54:13 AM »
Reply with quote
Niceeeeeee,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 17, 2013, 07:01:14 AM »
Reply with quote
Kase Bhool Sakti Ho Us Haseen Shaam Ko
Guzarrie Thi Teri BahOO kI aGOSH mAY jO

Lamha Lamha Satata Hai Aj Bhi Mujhe Ko
Yaad A Jaye Wo Pal Jo Thay Tere Sang Ko

Gungunati Hai Awaze Mere Kanno May Jo
Ki Thi Bate Tujhe Sy Dhohrane Par Majboor Karti Hai Baar Baar Mujhe Ko

Hosh May Hote Huye Bhi Madhoshu Wallie Bate Kar Rahi Ho
Us Shaks Ky Hone Ko Najane Kyu Khud Pay Havie Kar Rahi Ho

Khuda Ki Rehmat Sy Aj Bhi Us Shaks Ky Pass Khud Ko Pati Ho
Such Hai Jannat Ko Us Shaks Ky Pass Hone Sy Mehsoos Karti Ho

Ab Bhi Wohi Kharie Khud Ko Pati Ho
Jaha Mille Thi Shaam Hone Par Us Shaks Ko

Door Bandhi Ho Jase Meri Us Shaks Ky Saath May Ho
Khichta Hai hAR Hawa Ka Jhoka uS sHAKS kI orr Mujhe Ko

Har Roz Na Jane Kyu Ziker Karti Rehti Us Ka Ho
Zuban Bhi Kaha Uhtie Hai Ab Bus Kar Ma Thak Chukie Ho

Fark Nahi Parta Dunniya Sy Ab Mujhe Ko
Meri Mahobaat Char Chukie Hai Parwan Us Shaks Ky Saath JO

Jitna Khofe Tha Khatam Ho Chuka Hai Mujhe May Jo
Panne Ki Arzoo Bharti Ja Rahi Hai Mujhe May JO

Souch Bus Ussie May Khoiee Rehti Hai Har Waqte Ko Jo
Har Ek Ki Kahi Baat May Us Shaks Ki Baat Ko Talash Karti Rehti Ho Jo

Chalte Raste Par Nigha Dhondti Rehti Hai Us Shaks Ko
Jhalak Jo Dikhe Jaye Tu Chal Parti Ho Ussie Raste Par Jo

Ab Koie Maieny Nahi Rakhti Sima Es Dunniya Ki Banaiee Huie Jo
Faqat Yaqeen Hai Mujhe Apni Mahobaat Par Or Apne Imaan Par Mujhe Ko

FARE
(Maryam)


Behad Dard Bhara Hai Is Nazm Mein, Yun Lag Raha Hai Dard Mein Doob Kar Likha Ho Jaise,.
Bohat Achche,.

Rota Hai Dil Use Yaad Karke,.
Wo To Chala Gaya Mujhe Barbaad Karke,.
Logged
FARE
Guest
«Reply #9 on: November 17, 2013, 09:30:01 PM »
Reply with quote
sabhi ka bhut shukriya

manna ky mera dil tanha kharra hai aj bhi kahi
manzil teri taraf hai or khuda mere saath hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 03:18:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer