^^ Khud Ko Badnaam Karti Ho ^^

by Matrix Guy on February 15, 2011, 08:24:44 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2571 times)
Matrix Guy
Guest
Reply with quote


^^ Khud Ko Badnaam Karti Ho ^^

Kyu Mujse Mulakat  Subah Shaam Karti Ho
Hum He Awaraa Kyu Khud Ko Badnaam Karti Ho

Log Gin Lete He Udati Hui Chidiya Ke Bhi Par
Kyu Ate  Jatey Muje Najro Se Salam Karti Ho

Noor Naqab Me Hi Rahe To Behtar He
Kyu Ye Khazana Sar-E-Aam Karti Ho

Ye Khubsuart Badan Us Per Ye Bahakti Chaal
Khuda Kasam Aag Me Ghi Ka Kaam Karti Ho

Tumhe Nahi  Pata Ye  Khabar He Shahar Me
Tum Bahot Diwano Ko Katl-E-Aam Karti Ho

Na Aya Karo Mahfilo Me Uu Sajdhaj Kar  
Tumhe Kya Khabar Tum Mahkhane Ka Kaam Karti Ho

Ye Behisab Khubsurati Kisi Jurm Se Kya Kam He
Khatawar To  Ho Khud  Aur Diwano Ko Badnaam Karti Ho




Thankyou !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud he khud main by Pooja in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
KHUD KO KHUD SE JUDA KARTI CHALI GAI by deepika_divya in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
badnaam by sanjo in Share: Poetry of Pain
khud khud se pareshaan mein by guhar in Shayri-E-Dard
Saaqiyah khud-b-khud jaam ho jaayegee!! by abdbundeli in Ghazals
kamal aggarwal
Guest
«Reply #1 on: February 15, 2011, 08:46:11 AM »
Reply with quote
bahut khub matrix ji
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: February 15, 2011, 09:04:19 AM »
Reply with quote
aye haye--kya kamaal ka dhamaal likha hai yaraa Usual Smile
mastam post ji.
""
lahrati ho zulfen jo
   subah ko shaam karti ho
dupatta sarkaye tu
   aur hame badnaam karti ho
""
Usual SmileUsual SmileUsual Smile
thanx
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: February 15, 2011, 12:26:29 PM »
Reply with quote
MG jee Aadaab !

Kia baat hai janab... Kia khoob roomaniyat bhari
Kalaam kahi hai waah janab waah...

Har ashaar par dili daad O mubarakbad kabool kijiye..

Aur In ashaaroN par HazaaroN daad janab...
YeH behad anmol ashaar kahe hai aapne Usual Smile         





^^ Khud Ko Badnaam Karti Ho ^^


Log Gin Lete He Udati Hui Chidiya Ke Bhi Par
Kyu Ate  Jatey Muje Najro Se Salam Karti Ho


Ye Khubsuart Badan Us Per Ye Bahakti Chaal
Khuda Kasam Aag Me Ghi Ka Kaam Karti Ho


Na Aya Karo Mahfilo Me Uu Sajdhaj Kar 
Tumhe Kya Khabar TumMaikashi
 Ka Kaam Karti Ho




Keep posting keep thinking like this..

Take care...
Khuda Hafez.... Usual Smile         



Thankyou !
Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: February 15, 2011, 12:31:47 PM »
Reply with quote


^^ Khud Ko Badnaam Karti Ho ^^

Kyu Mujse Mulakat  Subah Shaam Karti Ho
Hum He Awaraa Kyu Khud Ko Badnaam Karti Ho

Log Gin Lete He Udati Hui Chidiya Ke Bhi Par
Kyu Ate  Jatey Muje Najro Se Salam Karti Ho

Noor Naqab Me Hi Rahe To Behtar He
Kyu Ye Khazana Sar-E-Aam Karti Ho

Ye Khubsuart Badan Us Per Ye Bahakti Chaal
Khuda Kasam Aag Me Ghi Ka Kaam Karti Ho

Tumhe Nahi  Pata Ye  Khabar He Shahar Me
Tum Bahot Diwano Ko Katl-E-Aam Karti Ho

Na Aya Karo Mahfilo Me Uu Sajdhaj Kar 
Tumhe Kya Khabar Tum Mahkhane Ka Kaam Karti Ho

Ye Behisab Khubsurati Kisi Jurm Se Kya Kam He
Khatawar To  Ho Khud  Aur Diwano Ko Badnaam Karti Ho




Thankyou !

wow mindblowing
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #5 on: February 15, 2011, 12:42:59 PM »
Reply with quote
nirala ji aur kamal ji apne post dekhi aur ise saraha uske liye aap dono ka behad shukrgujar hu.......ese hi sath dete rahiyega ageey bhi......

now headmaster ji (parwaj ji).kya baat he aaj to hamare nasib khul gaye jo aap is post per aye........dil se behad shukriya aapka .....parwaj ji jo apne lafj diya he "maikashi" yakin mnaiye esa hi lahf me kafi der tak sochta raha but nahi mila .........apne ate hi de diya......thats the reason why i call u "HEADMASTER JI" .........ese hi meri post ki kamiyo ko dur karte rahiye aur sath bane raheiye......apka aana hamesha me khud ke liye inaam samjta hu.......

dear sheba ji.......apko ye psot pasand ayi uske liye shukriya ada karta hu........kabhi kisi post ke reply me 2 line likh bhi dijiyega .humne apki takriban sabhi post padi he aur apke andaj ke kayal he......thx aonce again
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #6 on: February 15, 2011, 01:11:29 PM »
Reply with quote
Mastaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaammmmmmmmmmmmmmmmm Mast poem MG....

Tere pyaar mai ho madhosh wo chali aati hai
Teri khatir wo sab se chhupp-2 kar aati hai

Darling tere liye he Munni Badnaam hoti hai
Malika-e-Hushn tere liye be-naquab hoti hai

Tu kyu doshi therata es prem deewani ko hai
Tujhe nazaron se wo nashile jaam pelati hai





^^ Khud Ko Badnaam Karti Ho ^^

Kyu Mujse Mulakat  Subah Shaam Karti Ho
Hum He Awaraa Kyu Khud Ko Badnaam Karti Ho

Log Gin Lete He Udati Hui Chidiya Ke Bhi Par
Kyu Ate  Jatey Muje Najro Se Salam Karti Ho

Noor Naqab Me Hi Rahe To Behtar He
Kyu Ye Khazana Sar-E-Aam Karti Ho

Ye Khubsuart Badan Us Per Ye Bahakti Chaal
Khuda Kasam Aag Me Ghi Ka Kaam Karti Ho

Tumhe Nahi  Pata Ye  Khabar He Shahar Me
Tum Bahot Diwano Ko Katl-E-Aam Karti Ho

Na Aya Karo Mahfilo Me Uu Sajdhaj Kar  
Tumhe Kya Khabar Tum Mahkhane Ka Kaam Karti Ho

Ye Behisab Khubsurati Kisi Jurm Se Kya Kam He
Khatawar To  Ho Khud  Aur Diwano Ko Badnaam Karti Ho




Thankyou !
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #7 on: February 15, 2011, 01:48:37 PM »
Reply with quote
so nice reply koyal ji......

just sweet n cute relpy ji.........thx for encouragement
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: February 15, 2011, 02:46:26 PM »
Reply with quote


^^ Khud Ko Badnaam Karti Ho ^^

Kyu Mujse Mulakat  Subah Shaam Karti Ho
Hum He Awaraa Kyu Khud Ko Badnaam Karti Ho

Log Gin Lete He Udati Hui Chidiya Ke Bhi Par
Kyu Ate  Jatey Muje Najro Se Salam Karti Ho

Noor Naqab Me Hi Rahe To Behtar He
Kyu Ye Khazana Sar-E-Aam Karti Ho

Ye Khubsuart Badan Us Per Ye Bahakti Chaal
Khuda Kasam Aag Me Ghi Ka Kaam Karti Ho

Tumhe Nahi  Pata Ye  Khabar He Shahar Me
Tum Bahot Diwano Ko Katl-E-Aam Karti Ho

Na Aya Karo Mahfilo Me Uu Sajdhaj Kar 
Tumhe Kya Khabar Tum Mahkhane Ka Kaam Karti Ho

Ye Behisab Khubsurati Kisi Jurm Se Kya Kam He
Khatawar To  Ho Khud  Aur Diwano Ko Badnaam Karti Ho




Thankyou !

Aapne romaani khayaaloN ko zabardat aur khoobsurat andaaz meN bayaan kiya hai ... mere paas taareef ke liye shabd hi kam padh gaye ... sabhi ashaar ki adaayegi bahut asardaar lagi mujhe ... ek dilkash aur purasar ghazal kahi hai aapne ... tahe dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ... !

SuperBBBBB Creation ....... Matrix Ji !

aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 15, 2011, 02:48:05 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khooob Uthkarshji..

Bahut Hi Khoobsurat Ehsaaso se Bharpoor..

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #10 on: February 15, 2011, 05:20:05 PM »
Reply with quote
Waah ji waah bahut hi umda utkarsh ji...urdu bhasha mujhe behad pasand hai jab bhi likhi jati hai kalaam mein alag hi rang bhar deti hai..
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #11 on: February 15, 2011, 06:07:28 PM »
Reply with quote
Rajaji  icon_king
ek zabardast post pe mera fiika sareply ji... Feared.
samjh hi nahin aaraha tha k itni mast post pe kya reply karun... icon_scratch
its just outstanding ji..... icon_flower love4 icon_flower
loved it ij....1 of ur best creation... love9 happy3 love9 Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Deewane ho tum aur deewangi ka kaam karte ho
Tum kyun mujhe deewana karne ka ilzaam dete ho

Dil thaam k tum har baar mera deedaar karte ho
Kyun meri galiyon me tum apne subah shaam karte ho

Awaargi me yunhi badhte rehte ho meri aur
Aur mujhe tum apne awaarapan  ka naam dete ho

Nashe k ghunt besakhta pite ho tum meri nazron se
Aur  saade paani ko bekhudi me jaam ka naam dete ho

Mere jalwon se ho pareshan ye janti hun main
Fir kyun muh dikhai par mujhe ye dil inaam dete ho

Hun main khubsuart aur haseen hai meri mehfil
Tum kyun yahan aakar badnaam apna naam karte ho

Teri mahobbat me humne har sitam bhi utha liya
Ab dekhna hai tum kab mahobbat ka izhaar sare aam karte ho…!!!



Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #12 on: February 16, 2011, 05:28:07 AM »
Reply with quote
naresh ji aap logo se jo encouragement milta he ye jusi ka asar he jo apko meri poetry aachi lagti he....its all urs........thax and keep supporting......

khwaish ji apne apna kitmti waqt diya uske liye sukrgujar hu ......ese hi sath dete rahiye..........

dear geet ji.......sach kahu to muje bhi urdu ka koi khas knowledge nahi he ........but ha jo kuch janta hu use use karne ki koshish kar leta hu....apko pasand aya is se khushi mili muje bhi........ese ho sath dete rahiye......
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #13 on: February 16, 2011, 05:30:49 AM »
Reply with quote
anamika ji aaj apne bahot ajib si baat kar di ji........

we are not unknown for each other to fir apne esa kyu socha ke reply kesa lagega.ye kesi jijak ?
aap bakhubi janti he utkarsh aur utkarsh ki nature ko........sidha simple insan hu to boloiye y e sidha simple aur so much lovable reply muje aacha kese nahi lagta ?
apni bahot bahot sundar reply diya he...is se meri post ki shaan me ijafa hi hua he itna yakin kariye........

its all urs......is se jayda kuch nahi kah sakta.........
thx for ur lovely suppor......
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #14 on: February 16, 2011, 05:32:58 AM »
Reply with quote
oyyee hoyye....
kkya baaaat hai mg.....
superb....
bht bht khoob...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:42:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer