ParwaaZ
Guest
|
Aisaa lagta hai teri zulf khuli ho jaise Hoke Gulshan se saba aaj chali ho jaise
Adh khule hont siyah zulf gazali ankheN Kisi shayar ne gazal taaza kahi ho jaise
Mil ke usse dil ko yeh gumaaN hota hai Ek muddat woh mere saath Rahi ho jaise
Teri bechain nigahoN se aayaN hota hai Koi fariyaad Tere dil meiN Dabi ho jaise
Milta hai aasman bhi zameeN se door kahiN Hai to yeh baat galat lagti Sahi ho jaise
Kisi paher tere tasawwur ka mussabir ho ke Ta umar meri khayaloN meiN kati ho jaise
Tab ek shararat se mere lab muskura gaye Dabi aawaz mein tum diwana kahi ho jaise
Ishq musk ho kar huaa "ParwaaZ" jaise sookhe jungle main kahiN aag lagi ho jaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #1 on: March 26, 2012, 08:57:38 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dolly
Guest
|
|
«Reply #2 on: March 26, 2012, 09:10:34 AM » |
|
bahut khoob parwaaz ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #4 on: March 26, 2012, 09:21:01 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #5 on: March 26, 2012, 09:23:54 AM » |
|
Parwaaz saheb.Eik be baad eik ghazal .Aur ye kahin zyada haseen.Har sher ghazab dhaata hua hai magar inka jawaab nahin.Bahut mubarak ho.Aisaa lagta hai teri zulf khuli ho jaise Hoke Gulshan se saba aaj chali ho jaise
Adh khule hont siyah zulf gazali ankheN Kisi shayar ne gazal taaza kahi ho jaise
Teri bechain nigahoN se aayaN hota hai Koi fariyaad Tere dil meiN Dabi ho jaise
Ishq musk ho kar huaa "ParwaaZ" jaise sookhe jungle main kahiN aag lagi ho jaise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #6 on: March 26, 2012, 09:28:03 AM » |
|
waah waah parwaaz ji aaj to double dhamaka mubarak ho dheron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pramod singh
Maqbool Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 23 hours and 9 minutes.
main shayar badnaam
Posts: 460 Member Since: Feb 2012
|
|
«Reply #7 on: March 26, 2012, 09:31:37 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #9 on: March 26, 2012, 09:34:32 AM » |
|
Aisaa lagta hai teri zulf khuli ho jaise Hoke Gulshan se saba aaj chali ho jaise
Adh khule hont siyah zulf gazali ankheN Kisi shayar ne gazal taaza kahi ho jaise
Mil ke usse dil ko yeh gumaaN hota hai Ek muddat woh mere saath Rahi ho jaise
Teri bechain nigahoN se aayaN hota hai Koi fariyaad Tere dil meiN Dabi ho jaise
Milta hai aasman bhi zameeN se door kahiN Hai to yeh baat galat lagti Sahi ho jaise
Kisi paher tere tasawwur ka mussabir ho ke Ta umar meri khayaloN meiN kati ho jaise
Tab ek shararat se mere lab muskura gaye Dabi aawaz mein tum diwana kahi ho jaise
Ishq musk ho kar huaa "ParwaaZ" jaise sookhe jungle main kahiN aag lagi ho jaise
khoob likha hai parwaaz ji.nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: March 26, 2012, 09:54:44 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shaifali
Guest
|
|
«Reply #12 on: March 26, 2012, 10:22:24 AM » |
|
hmhmhm tum bim movie ki ghazal yaad aa gayi Khub kaha parwaaz ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Mohammad Touhid
Umda Shayar
Rau: 35
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:38 days, 12 hours and 35 minutes.
'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!
Posts: 7160 Member Since: Aug 2009
|
|
«Reply #13 on: March 26, 2012, 11:22:30 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #14 on: March 26, 2012, 02:21:58 PM » |
|
bahut khoob parwaaz bhaai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|