Delicate_Doll
Guest
|
«Reply #135 on: July 08, 2005, 12:32:55 PM » |
|
mein to yahin hun jab tum dil se pukaroge hum chale aayenge lekar tere saare gham tujhe tere daman ko khushiyon se bhar jaayenge wow nice one :wink: sachi muchi kya :wink:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #136 on: July 09, 2005, 12:19:43 PM » |
|
Badan main aag si, chehra gulab jaisa hai ke tere gam ka nasha bhi sharab jaisa hai bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #137 on: July 09, 2005, 12:20:34 PM » |
|
kiya baaat hai sufi
husn ko phool jawani ko kamal kahte hai uff ye tera sang-e-mar mar se trasha hua badan dekhne waale tujhe taajmahal kahte hai (NM)[/quote bahut khoob
v
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #138 on: July 09, 2005, 12:21:09 PM » |
|
nice sufyan and sam....
Khushboo-e-hina ho tum Mehfil-e-rangeen saman ho tum Kis kis say chupaaon tum ko Meri har baat say ayaan ho tum (NM) bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #139 on: July 09, 2005, 12:21:29 PM » |
|
nice sufyan and sam....
Khushboo-e-hina ho tum Mehfil-e-rangeen saman ho tum Kis kis say chupaaon tum ko Meri har baat say ayaan ho tum (NM) bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #140 on: July 09, 2005, 12:21:59 PM » |
|
tere julf ke kayar hua hai sara jahan teri in mast nigahon ne pagal kiya humko tum to chali jaati ho bijliyan girakar sab par mood ke dekho to luta hai kiska aashiyan kuch log to phir bhi sambhal jaayenge par tere deewanon mein na rahega na mera nishan bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #141 on: July 09, 2005, 12:22:30 PM » |
|
wah unregistered n beena ji...thx pooja and all
Ankho mein ansoo ki tarah... Phool mein khushboo ki tarah... Tum Mere paas ho... Dil ki DHARKAN ki tarah....(NM) bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #142 on: July 09, 2005, 12:23:03 PM » |
|
ek to husn bala us pe banaawat aafat ghar bigadein ge hazaaron ka sanwaarne wale (nm) bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamana
Guest
|
|
«Reply #143 on: July 09, 2005, 12:23:47 PM » |
|
wahaan se aghaaz hota hai un ke jalwon ka jahan nigha ki manzil tamaam hoti hai (NM) bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
20ne
Guest
|
|
«Reply #144 on: July 28, 2005, 02:41:46 AM » |
|
Jab dil kare pukar lena phir mujhko Main koi guzra vaqt nahin, jo laut ke na aa sakoon..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #145 on: June 15, 2006, 09:15:52 AM » |
|
Bahut Khoob all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sufyan
Guest
|
|
«Reply #146 on: August 27, 2006, 06:43:54 PM » |
|
thanx all,salma n tamanna,
Husn walon ne hi badnaam kiya hai aashiqon ko bhare mehfil mein, khudaya kaash husn ke saath un mein saleeqa-e-mohabbat bhi hota, to kaun kambakht aashiq zehar peeta gham ke, or kyun ruswaa zamane mein hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tabassum shakeel
Guest
|
|
«Reply #147 on: August 28, 2006, 08:07:31 PM » |
|
bahut khoob sufiyan
saare ilzam yun zulfon pe lagate rahiye apna daman bhi tareeqe se bachate rahiye aankhon ki teri chamak ka jo sabab hai ae dost usko batlana nahi kuchh to chhupa ke rakhiye aisi khamosh mohbbat ka bas ik anjaam janate hain to bas ye poochhna bhi band kariye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sufyan
Guest
|
|
«Reply #148 on: August 29, 2006, 03:27:20 PM » |
|
thanx tabassum ji zulfon ki unhi adaon ne hi to deewana humko kiya warna tareeka-e-zindagi to humara kuch or hi tha humto badla tareek-e-zindagi sirf unki hi khaatir par yeh to unka sirf ek mashgale zindagi tha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #149 on: August 30, 2006, 11:38:30 AM » |
|
Tabbasum baaji aur sufi...bahut gheri hai.bahut aahci hai.. aur sufi mashgale mathlab... ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|