TERI ANKHAIN!!!!!

by Talat on December 11, 2004, 02:49:17 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 19720 times)
Talat
Guest
Reply with quote
Ye ankhain teri jaise do kanwal
kehti hain chupke se koi ghazal

Ye ankhain teri aur inki gehraee
sunati hai jaise ye  daastaan koi

Ye ankhain teri aur inka dard
dekha to bas tadap uthe hum

Ye ankhain teri, ya paimaane do
khuda  ke  hain ye  nazraane do

Ye  ankhain  teri,  koi  jaadu  hai inme
dekhe to bhool jaayen log apne raaste

Ye  ankhain  teri,  nahin dekhi  kahin
deewana kiya hume...ye ankhain teri
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh Ankhain... by shakeel_shaiki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kya teri Adaayein Hain Kya Teri Jawaani hai.....! by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn
ANKHAIN BHIG JATI HAIN… by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
Ankhain mera gham by isha_verma7 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Larazte Hoonth piyaasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
myheart_ursonly
Guest
«Reply #1 on: December 11, 2004, 06:13:19 PM »
Reply with quote
very nice talat ji


 Puzzled !
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #2 on: December 11, 2004, 06:33:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Ye ankhain teri jaise do kanwal
kehti hain chupke se koi ghazal

Ye ankhain teri aur inki gehraee
sunati hai jaise ye  daastaan koi

Ye ankhain teri aur inka dard
dekha to bas tadap uthe hum

Ye ankhain teri, ya paimaane do
khuda  ke  hain ye  nazraane do

Ye  ankhain  teri,  koi  jaadu  hai inme
dekhe to bhool jaayen log apne raaste

Ye  ankhain  teri,  nahin dekhi  kahin
deewana kiya hume...ye ankhain teri


Waaaah! Waah! Kyaaa Baaat hai Talat ji!! Very Nice!!!

Tere didaar ko tarasti hai meri aankhein!
bin tere raat din barasti hai meri aankhein!

tere har naksh ko samaya hai dil main maine,
teri har baat ko samajhthi hai meri aankhein!

tere aane se sanwar jati hai duniya meri,
tere didar se chamakti hai meri aankhein!

tere har lafj ko samjha hai aayat maine,
ek tere sazde main hi jhukti hai meri aankhein!

tujhko paane ki umeed abhi hai mujhko,
jhoonthe hi khwaab kyon bunti hai meri aankhein!



(NM)
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: December 12, 2004, 08:21:29 AM »
Reply with quote
Thanks My hearts!!!!  Shukriya Arunji!!! Bohot khoob!!!!
Logged
nishita
Guest
«Reply #4 on: December 12, 2004, 08:28:15 AM »
Reply with quote
wowwwwwwwwwwwwww both.. too good
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: December 12, 2004, 09:51:24 AM »
Reply with quote
Thanks Nishi!!! happy9
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: December 12, 2004, 11:57:05 AM »
Reply with quote
bohot acheeeeeeee talat sis and kumar ji!

 :D
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: December 12, 2004, 12:01:48 PM »
Reply with quote
Thanks!!! Meena  tongue3
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #8 on: December 12, 2004, 07:05:45 PM »
Reply with quote
Khoobsoorat hain Aankein teri,
Raat ko Jaagna Chorh de!
Khud-ba-khud neend aa jaayegi,
Tu Mujhko sochna chorh de!
Teri aankhon se badal ude,
Dekh le jo teri chaal ko,
Mor bhi naachna chorh de!

Teri angdaion se Mili,
Jehan-o-dil ko nai roshni,
tere jalwon se meri nazar,
Kis tarah khelna chorh de!

Teri aankon se chhalki hui,
Jo bhi Ik baar pee le agar,
Phir woh maikhwar ay saakiya,
Jaam hi maangna chorh de!


(NM)
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #9 on: December 12, 2004, 07:09:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
wowwwwwwwwwwwwww both.. too good


Thanks Nishita ji!!! Usual Smile
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #10 on: December 12, 2004, 07:09:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
bohot acheeeeeeee talat sis and kumar ji!

 :D


Shukriya meena ji!!!! Usual Smile
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #11 on: December 12, 2004, 10:19:19 PM »
Reply with quote
Khoobsoorat hain Aankein teri,
Raat ko Jaagna Chorh de!
Khud-ba-khud neend aa jaayegi,
Tu Mujhko sochna chorh de!
Teri aankhon se badal ude,
Dekh le jo teri chaal ko,
Mor bhi naachna chorh de!

Teri angdaion se Mili,
Jehan-o-dil ko nai roshni,
tere jalwon se meri nazar,
Kis tarah khelna chorh de!

Teri aankon se chhalki hui,
Jo bhi Ik baar pee le agar,
Phir woh maikhwar ay saakiya,
Jaam hi maangna chorh de!


(NM)[/quote]


vvaah kya baat hai janab!!



 Shocked
Logged
Anonymous
Guest
«Reply #12 on: December 13, 2004, 04:41:38 AM »
Reply with quote
Shukriya!!!myheart_ursonly ji!!!! Usual Smile
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #13 on: December 13, 2004, 05:56:07 AM »
Reply with quote
toota hua dil hai her baat per rodeta hai
muskarana bhi us ka kisi gham kee khabar deta hai

baat kerte hue us se ab to dar lagne laga hai
wo itna hassas hai her baat dil pe le leta hai

kisi ko chahne kee khuahish nhi us ko
her koi us ko bewafa sa lagta hai

judaiee k dar ne bohat shidat se dasa hai
wo ab mujh se milne se bhee darta hai

ye nhi hai k ab muskarate nhi us k lub
haan mager ankhon ka kinara bheega dekhaiee deta hai

ye ahsas hee qarb kee intaha ko choota hai
wo majmooie mai bhee tanha sa lagta hai


*nm


 :dance:
Logged
Talat
Guest
«Reply #14 on: December 13, 2004, 01:58:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"

Wow!!! Gazab!! gazab!! Bahut Zabardast!!! Lines Hain Talat ji!! Superb!!!


Khoobsoorat hain Aankein teri,
Raat ko Jaagna Chorh de!
Khud-ba-khud neend aa jaayegi,
Tu Mujhko sochna chorh de!
Teri aankhon se badal ude,
Dekh le jo teri chaal ko,
Mor bhi naachna chorh de!

Teri angdaion se Mili,
Jehan-o-dil ko nai roshni,
tere jalwon se meri nazar,
Kis tarah khelna chorh de!

Teri aankon se chhalki hui,
Jo bhi Ik baar pee le agar,
Phir woh maikhwar ay saakiya,
Jaam hi maangna chorh de!


(NM)


Thanks Arunji!! n wowowow!!!!!!   n good one MH_U!!!!!

Ankhain teri mujhe kyun sone nahin deti
Band palko se bhi kyun mujhe hain dikhti
In ankhon ne mujhe bohot bechain kiya hai
Jab se dekha hai mera sab sukoon liya hai
Kyun tadpati hain mujhe kyun jeene nahin deti
Dard hai itna chupa aur kuch nahin hain kehti!!!!
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2024, 02:18:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer