TERI ANKHAIN!!!!!

by Talat on December 11, 2004, 02:49:17 PM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 19733 times)
vickyboss
Guest
«Reply #165 on: April 24, 2005, 05:09:38 PM »
Reply with quote
aakho me aasu hote hai
aakho ko aaram do
ager ye kharab ho gai top

sab haram hai
wah wah wah
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh Ankhain... by shakeel_shaiki in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kya teri Adaayein Hain Kya Teri Jawaani hai.....! by sharmaarunkumar in Shayari -e- Husn
ANKHAIN BHIG JATI HAIN… by SADIQA JAWED in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
Ankhain mera gham by isha_verma7 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Larazte Hoonth piyaasi ankhain aur kaise izhaar kerte hain by javedarshad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
vickyboss
Guest
«Reply #166 on: April 24, 2005, 05:17:01 PM »
Reply with quote
are wahi d tera koat to bada acha hai
lage raho :arrow:  :arrow:  Puzzled !  Puzzled !  :twisted:  :twisted:  :evil:  :evil:  Puzzled !
very good good
Logged
captainyr
Guest
«Reply #167 on: April 30, 2005, 05:57:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
Ye ankhain teri jaise do kanwal
kehti hain chupke se koi ghazal

Ye ankhain teri aur inki gehraee
sunati hai jaise ye  daastaan koi

Ye ankhain teri aur inka dard
dekha to bas tadap uthe hum

Ye ankhain teri, ya paimaane do
khuda  ke  hain ye  nazraane do

Ye  ankhain  teri,  koi  jaadu  hai inme
dekhe to bhool jaayen log apne raaste

Ye  ankhain  teri,  nahin dekhi  kahin
deewana kiya hume...ye ankhain teri


gr8 one  :lol:
Logged
Tosha
Guest
«Reply #168 on: May 03, 2005, 10:00:58 AM »
Reply with quote
waheed ... pandit ... talat ... thank palz!!! Usual Smile
....
aakho mein jo baat hai sanam ke
aakhon main jo ahesas hai unki
ek nazar jo dekh le wo to
dharkane tez ho jati hai meri

wo pyaar main dubi aakhen
wo trasti takti aakhen
aakhon se sak khedalna
aakhon he akhon main ghayal karna

ada kahun un aakhon ke
ya unki fitrat main hai yeh
aakhon se mere hosh urana
phir muskarahat bhari aakho se takna
Logged
Talat
Guest
«Reply #169 on: May 03, 2005, 10:16:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "captainyr"
Quote from: "Talat"
Ye ankhain teri jaise do kanwal
kehti hain chupke se koi ghazal

Ye ankhain teri aur inki gehraee
sunati hai jaise ye  daastaan koi

Ye ankhain teri aur inka dard
dekha to bas tadap uthe hum

Ye ankhain teri, ya paimaane do
khuda  ke  hain ye  nazraane do

Ye  ankhain  teri,  koi  jaadu  hai inme
dekhe to bhool jaayen log apne raaste

Ye  ankhain  teri,  nahin dekhi  kahin
deewana kiya hume...ye ankhain teri


gr8 one  :lol:


Thanks !!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #170 on: May 04, 2005, 06:00:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
waheed ... pandit ... talat ... thank palz!!! Usual Smile
....
aakho mein jo baat hai sanam ke
aakhon main jo ahesas hai unki
ek nazar jo dekh le wo to
dharkane tez ho jati hai meri

wo pyaar main dubi aakhen
wo trasti takti aakhen
aakhon se sak khedalna
aakhon he akhon main ghayal karna

ada kahun un aakhon ke
ya unki fitrat main hai yeh
aakhon se mere hosh urana
phir muskarahat bhari aakho se takna


wah!!!!!!!!!!  kya baat hai ..........tosha...........bahot khoob..........

 tongue3
Logged
Tosha
Guest
«Reply #171 on: May 04, 2005, 06:26:35 AM »
Reply with quote
aap ka bahut bahut shukariya ... waheed ji
//////////////////////////////////////////////////
Logged
Talat
Guest
«Reply #172 on: May 04, 2005, 02:36:02 PM »
Reply with quote
Bohot khoob Tosha ...............    !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #173 on: May 05, 2005, 08:30:09 AM »
Reply with quote
thanx...a lot talat:)
.............................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #174 on: May 05, 2005, 09:02:56 AM »
Reply with quote
very nice Tosha.......................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
thelostworld
Guest
«Reply #175 on: May 05, 2005, 01:58:03 PM »
Reply with quote
nice tosha  good !!!


Tum par likhnaa hum kaha se shuru karen..
Ada se kare ya wafa se kare...
Tum itne acche ho batana hai namumkin..
Tumhari tarif apni jaba se kya kare..    :wink:
Logged
Tosha
Guest
«Reply #176 on: May 21, 2005, 02:45:13 PM »
Reply with quote
thx a lot nidhi
...
the lost world.
...
aapne saye main gum ho gaye
lost in my own world
teri ada ke kyal ko gaye
living in the lost world
aakhe sanam ke jam humari
u r my only world
pila de mujhe bhi do guth zalim
gulam hum main teri
Logged
Mayur4love
Guest
«Reply #177 on: June 05, 2005, 11:30:31 AM »
Reply with quote
pyar mein tere bhool gaya jahan
aakhon ne thujhe dhoondha jaaane kahan kahan
saara saaga par kar diya mili na tu wahan
par janam tumne de diya pyar ka jahan
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #178 on: June 05, 2005, 07:54:37 PM »
Reply with quote
Waaah Very Nice all!!! :D

Uski aankhein meri aankhon mein Mujhe kaisi lageen,
Dil to kahne ko bahut chaahe magar kahein kis se...
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #179 on: June 05, 2005, 07:59:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
mahekti hai teri aakhen
madhosh karti ti hai kyo mujhe
sagar se teri aakhen
unns jagati hai mujhme
takti mujhe teri aakhen
ishq ka jaam pelaye mujhe
teri aakhen yeh teri aakhen
deewana banati hai mujhe



waah tosha ji!! Great!!! bahut badhiya likha aapne!!!

Yeh Kah rahi hain meri tarasti hui Nigaahein,
Dekhe hue kisi ko Zamana Guzar gaya......
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2024, 05:39:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer