Unki ankhon ki masti

by NewYorker on June 14, 2005, 10:36:23 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4585 times)
NewYorker
Guest
Reply with quote
Unki ankhon ki masti na hoti
zindagi main yun mudhoshi na hoti ...

Mudratoon se hain unke aarzuu-mand
malum nahi yeh muraad kub poori hoti ...

Woh lub, woh julf, woh rukhsaare nazar
jigar ke iss paar, kabhi uss paar na hoti ...

Agar mohabbat issi ko kehte hai
ye haalate zaar hamari na hoti ...

Unke aane se hote hain chiraagan
kaash ye raat kabhi seher na hoti ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ankhon ankhon sai baat karna by amit_is_always_cool in Miscellaneous Shayri « 1 2 3 4  All »
Masti................ by Rajeev_bekhudi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Ankhon ankhon mein++++++++++++++++ by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: June 15, 2005, 06:14:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "NewYorker"
Unki ankhon ki masti na hoti
zindagi main yun mudhoshi na hoti ...

Mudratoon se hain unke aarzuu-mand
malum nahi yeh muraad kub poori hoti ...

Woh lub, woh julf, woh rukhsaare nazar
jigar ke iss paar, kabhi uss paar na hoti ...

Agar mohabbat issi ko kehte hai
ye haalate zaar hamari na hoti ...

Unke aane se hote hain chiraagan
kaash ye raat kabhi seher na hoti ...


lolz ny janab gr8 one dost
 kya khusnasheeb hai humari sis
 jo aa jaisa husband mila unko...
jaise ke unki aankhon ki masti
mein pyaar bahara zeher bahara hai  :wink:
 :thumb:  yom
Logged
NewYorker
Guest
«Reply #2 on: June 16, 2005, 06:47:21 PM »
Reply with quote
Thanx.... Salma .......... :D

Khush-naseeb kaun hai, main nahi jaan paaya
Rehtaa tha umeendon pe hardum baadal chaaya
Unke aane se zindagi main ek nayaa raang aaya
Khush-naseeb kaun hai, main nahi jaan paaya ....
Logged
alok gupta
Guest
«Reply #3 on: June 17, 2005, 05:43:52 AM »
Reply with quote
husn walo ko khabar kya bekhudi kya chiz hai;
isk kijia fir samajhiye jindagi kya chiz hai.........alok
Logged
Mastana
Guest
«Reply #4 on: June 17, 2005, 08:24:02 AM »
Reply with quote
Zindagi kya hai isko Samajna hai to ....
Jaam Chalkaiye......
Har Jaam ke baad Jindagi Haseen hai..

Har jaam ke baad Jindagi Haseen hai...
Har jaam ke baad Jindagi Haseen hai...
Kya tumne kabhi nahi pee Wine hai ....
 :lol:  :wink:  :wink:  :wink:  :wink:
Logged
unicorn_girl
Guest
«Reply #5 on: June 26, 2005, 06:24:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "NewYorker"
Unki ankhon ki masti na hoti
zindagi main yun mudhoshi na hoti ...

Mudratoon se hain unke aarzuu-mand
malum nahi yeh muraad kub poori hoti ...

Woh lub, woh julf, woh rukhsaare nazar
jigar ke iss paar, kabhi uss paar na hoti ...

Agar mohabbat issi ko kehte hai
ye haalate zaar hamari na hoti ...

Unke aane se hote hain chiraagan
kaash ye raat kabhi seher na hoti ...

wonderful write, you used your imagination to the max, loved it
 tongue3  tongue3  tongue3  tongue3
Logged
NewYorker
Guest
«Reply #6 on: June 28, 2005, 05:46:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "unicorn_girl"
Quote from: "NewYorker"
Unki ankhon ki masti na hoti
zindagi main yun mudhoshi na hoti ...

Mudratoon se hain unke aarzuu-mand
malum nahi yeh muraad kub poori hoti ...

Woh lub, woh julf, woh rukhsaare nazar
jigar ke iss paar, kabhi uss paar na hoti ...

Agar mohabbat issi ko kehte hai
ye haalate zaar hamari na hoti ...

Unke aane se hote hain chiraagan
kaash ye raat kabhi seher na hoti ...

wonderful write, you used your imagination to the max, loved it
 tongue3  tongue3  tongue3  tongue3


kabhi-kabhar ....yeh burai bhi saamne aa hi jaati hai ...thnx...
Logged
bond
Guest
«Reply #7 on: June 29, 2005, 12:11:29 PM »
Reply with quote
bahut achhe NY bhai , rani sahiba  n all...................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #8 on: July 01, 2005, 10:02:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "NewYorker"
Unki ankhon ki masti na hoti
zindagi main yun mudhoshi na hoti ...

Mudratoon se hain unke aarzuu-mand
malum nahi yeh muraad kub poori hoti ...

Woh lub, woh julf, woh rukhsaare nazar
jigar ke iss paar, kabhi uss paar na hoti ...

Agar mohabbat issi ko kehte hai
ye haalate zaar hamari na hoti ...

Unke aane se hote hain chiraagan
kaash ye raat kabhi seher na hoti ...


wah neyyorker ji,gr8 going Usual Smile
Logged
nikki
Guest
«Reply #9 on: July 01, 2005, 10:07:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "NewYorker"
Unki ankhon ki masti na hoti
zindagi main yun mudhoshi na hoti ...

Mudratoon se hain unke aarzuu-mand
malum nahi yeh muraad kub poori hoti ...

Woh lub, woh julf, woh rukhsaare nazar
jigar ke iss paar, kabhi uss paar na hoti ...

Agar mohabbat issi ko kehte hai
ye haalate zaar hamari na hoti ...

Unke aane se hote hain chiraagan
kaash ye raat kabhi seher na hoti ...


too good NY ji............................
Logged
sanju jais
Guest
«Reply #10 on: July 01, 2005, 03:56:11 PM »
Reply with quote
ya ladkeya sajte hai larko ko patate hai
fir kuch khana ko kahate hai
jab unko khhela pela kar kuch karna chaata hai
to ghar jana ko khaate hai
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 12:13:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer