yak tarfa

by ARK333 on August 09, 2009, 06:55:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1718 times)
ARK333
Guest
Reply with quote
Meri har ek ada mein chupi thi us ki Mohabt.
Us ne mehsos na kia aur yeh baat hai.

Hum ne har dum us hi k khwab dekhe.
Mujhe tabeer na mili yeh aur baat hai.

Mai ne jub bhi us baat karna chahi.
Mujhe alfaz na mile yeh aur baat hia.

Mai us ki mohabt k samunder mein door tk chla gya.
Mujhe saheel chanon na mili yrh aur baat hai.

Qudrat ne likha us ko meri taqdeer mein.
Us ki qudrat mien mai nahi tha yeh aur baat hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Tarfa Pyar by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
***Ek Tarfa Mohabbat*** by AVTAR RAYAT in Shayri for Dard -e- Judai
Ek tarfa muhabbat….sahal by sahal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Jane Q Mera IK Tarfa Pyar, Logo ko Khalta hai by Bhupinder Kaur in Shayri-E-Dard
Yak Tarfa Muhabbat kaa Inaam hy Tanhayi by MubeenKhan in Share: Poetry of Pain
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: August 09, 2009, 06:59:07 PM »
Reply with quote
wah wah wah ARK ji, wah wah bahut hi khoob, wah

jasbir singh
Logged
PYAS
Guest
«Reply #2 on: August 10, 2009, 05:06:04 AM »
Reply with quote


bahut hii khoobsurat alfaz hai apke..................
Meri har ek ada mein chupi thi us ki Mohabt.
Us ne mehsos na kia aur yeh baat hai.

Hum ne har dum us hi k khwab dekhe.
Mujhe tabeer na mili yeh aur baat hai.

Mai ne jub bhi us baat karna chahi.
Mujhe alfaz na mile yeh aur baat hia.

Mai us ki mohabt k samunder mein door tk chla gya.
Mujhe saheel chanon na mili yrh aur baat hai.

Qudrat ne likha us ko meri taqdeer mein.
Us ki qudrat mien mai nahi tha yeh aur baat hai.
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #3 on: August 10, 2009, 06:18:25 AM »
Reply with quote
Meri har ek ada mein chupi thi us ki Mohabt.
Us ne mehsos na kia aur yeh baat hai.

Hum ne har dum us hi k khwab dekhe.
Mujhe tabeer na mili yeh aur baat hai.

Mai ne jub bhi us baat karna chahi.
Mujhe alfaz na mile yeh aur baat hia.

Mai us ki mohabt k samunder mein door tk chla gya.
Mujhe saheel chanon na mili yrh aur baat hai.

Qudrat ne likha us ko meri taqdeer mein.
Us ki qudrat mien mai nahi tha yeh aur baat hai.



Qudrat Ne Likha Usko Meri Taqdeer Mein
Uski Qudrat Mein Mai Nahi Tha, Ye Aur Baat Hai.....

Waaaaah..... Applause Applause

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #4 on: August 10, 2009, 06:29:54 AM »
Reply with quote
Bahut khoob ARK ji,very beautiful creation. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent
wonderful lines by Alam ji. Applause Applause Applause
Logged
Lo
Guest
«Reply #5 on: August 10, 2009, 07:59:24 AM »
Reply with quote
 love4 happy1 happy1
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: August 10, 2009, 08:36:38 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob ARK Ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:30:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer