Auliya,.

by Jaanasheen on June 24, 2009, 02:59:49 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 11022 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Hai Doston, Haal Hi Mein Maine Auliya Karaam Ke Darbaar Ki Ziyarat Ki, Aur Dil Ko Bada Sukoon milaa, Aur Baithe Baithe Maine Kuch Ashaar Likhe Hain, Hamari koi Majaal To Nahi Ke Auliya Karaam Par Kuch Likhe, Bas Ek Cjhoti Koshish Ki Hai,.
Galti Ki Ho To Rab Maaf Kare,.





In Mazaaron Par Dekhne Ko, Ek Ajeeb Roshni Milti Hai,.
Kadmo Pe Inke Hi Abto, Mujhe Har Khushi Milti Hai,.

Lutaa Doon Har Bar Main, Jo Hai Paas Mere,.
Afsos Hai Ke "Azeem, Bas Ek Hi Baar Zindagi Milti Hai,.

Jhooti Hai Makkar Hai, Duniya Ki Mohabat Logon,.
Darbaar Mein Auliya Ke, Sachchi Aashiqui Milti Hai,.

Saaya Na Ho Buzurgon Ka, Khuda Ka Noor Koi Kya Dekhe
Taabe Inke Hojaao, Phir Dekho Kaise Bandagi Milti Hai,.

Hain Khuda Ke Dost Ye Saare, Nabi* Ke Sab Hai Dulaare,.
Dar Par Inke Jakar Dekho, Kaisi Dil KO Khushi Milti Hai,.

______________________________________-Azeem-

* Sal Allahu Alay Hi Wa Sallam,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ursh-E-Hazrat Nizamuddin Auliya Mubarak...........Touhid by Mohammad Touhid in Miscellaneous Shayri
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2009, 12:47:43 AM »
Reply with quote
Wah wah Azeem ji,excellent,itna acha likha aapne,koi galti nahi ki aapne,
aapke ek ek shabd mein sirf sachai hai.wonderful scene,very nice and beautiful creation. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: June 25, 2009, 09:39:04 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause SubhanAllah!!!Bahaut bahaut acha likha hai bhaijan...Isme mohobat dikti hai uss Khuda ke liye jisne hume aur apko banaya, jo qayanat ka malik hai... Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: June 25, 2009, 11:45:41 AM »
Reply with quote
Mazaar Parasti ki ijaazat to Islam main nahin hai...haan magar in buzurgon ka darja zaroor bohot bohot ooncha hai kyunki ye Allah ke behad qareeb hain !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 25, 2009, 02:07:06 PM »
Reply with quote
Wah wah Azeem ji,excellent,itna acha likha aapne,koi galti nahi ki aapne,
aapke ek ek shabd mein sirf sachai hai.wonderful scene,very nice and beautiful creation. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP

Shukriya Madhuwesh Ji, Ke Aapne Is Kalaam Mein Sachchai Dekhi,.
Rab Sabka Bhala Kare,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 25, 2009, 02:08:02 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause SubhanAllah!!!Bahaut bahaut acha likha hai bhaijan...Isme mohobat dikti hai uss Khuda ke liye jisne hume aur apko banaya, jo qayanat ka malik hai... Applause

Shukriya Bhai,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: June 25, 2009, 02:08:44 PM »
Reply with quote
Mazaar Parasti ki ijaazat to Islam main nahin hai...haan magar in buzurgon ka darja zaroor bohot bohot ooncha hai kyunki ye Allah ke behad qareeb hain !

Sahi Kaha Aapne, Lekin Sis Maine Bas Us Jagaah Ki Haqeeqat Bayaan ki, Jo Maine Mehsus kiya,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: July 02, 2009, 03:42:38 PM »
Reply with quote
Hai Doston, Haal Hi Mein Maine Auliya Karaam Ke Darbaar Ki Ziyarat Ki, Aur Dil Ko Bada Sukoon milaa, Aur Baithe Baithe Maine Kuch Ashaar Likhe Hain, Hamari koi Majaal To Nahi Ke Auliya Karaam Par Kuch Likhe, Bas Ek Cjhoti Koshish Ki Hai,.
Galti Ki Ho To Rab Maaf Kare,.





In Mazaaron Par Dekhne Ko, Ek Ajeeb Roshni Milti Hai,.
Kadmo Pe Inke Hi Abto, Mujhe Har Khushi Milti Hai,.

Lutaa Doon Har Bar Main, Jo Hai Paas Mere,.
Afsos Hai Ke "Azeem, Bas Ek Hi Baar Zindagi Milti Hai,.

Jhooti Hai Makkar Hai, Duniya Ki Mohabat Logon,.
Darbaar Mein Auliya Ke, Sachchi Aashiqui Milti Hai,.

Saaya Na Ho Buzurgon Ka, Khuda Ka Noor Koi Kya Dekhe
Taabe Inke Hojaao, Phir Dekho Kaise Bandagi Milti Hai,.

Hain Khuda Ke Dost Ye Saare, Nabi* Ke Sab Hai Dulaare,.
Dar Par Inke Jakar Dekho, Kaisi Dil KO Khushi Milti Hai,.

______________________________________-Azeem-

* Sal Allahu Alay Hi Wa Sallam,.



kya yaar... no link??

waise, nice post bahot umnda lihka hai jaanaab-e-aali  Winking
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:42:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer