Banke Ghayel hamesha.........(Ghayel)

by sajid_ghayel on February 16, 2009, 12:53:59 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2688 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Khwaisho me meri ek boondh thi
Tune darya muje ata kiya
Main na kar saka teri bandagi
Par duaao ko meri na tune ruswa kiya

Mere gunaah ki koi had nahi
Tu RAHIM hain tune reham kiya
Sharminda hu muje maaf kar
Tune kya kiya maine kya kiya

Yu suni azaan mano suna nahi
Har namaz ko kaza kiya
Main ummati hu us RASOOL ka
Jo bhookha raha par shukr tera ada kiya

Kis muh se kahu Banda hu main
Koi amal na maine kabhi kiya
Sajda hain mane mere nam ka
Banke GHAYEL hamesha jeeya kiya

-Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hone de Ghayel muje.......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghayel kahe Parmeshwar........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Ghayel samajhta hain......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 7 8 »
Aasoo Ghayel ka.......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ghayel na yaha hota........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 16, 2009, 12:57:49 PM »
Reply with quote
Subhan Allah, Subhan Allah,.,
Kya Fariyaad Hai Bhai,.

Allah Paak Hum Sabko Maaf Karein Aameen,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: February 16, 2009, 01:01:51 PM »
Reply with quote
Subhan Allah, Subhan Allah,.,
Kya Fariyaad Hai Bhai,.

Allah Paak Hum Sabko Maaf Karein Aameen,.

Bas himmat nahi hoti hain apne rab ki bargaah me kuch likhu bada gunah_gaar hu. Bas aaj darte darte ek choti si koshish ki hain. Aur Khuda hum sab ko nek raste pe chalne ki taufeeq de "AAMEEN"
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 16, 2009, 01:07:23 PM »
Reply with quote
Bas himmat nahi hoti hain apne rab ki bargaah me kuch likhu bada gunah_gaar hu. Bas aaj darte darte ek choti si koshish ki hain. Aur Khuda hum sab ko nek raste pe chalne ki taufeeq de "AAMEEN"


Mashallah Achchi Koshish Ki Hai Bhai,.
Nice One Again.,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 16, 2009, 01:14:41 PM »
Reply with quote
Wo Gaffur Hai, Wo Rahim Hai, Us Ka Koi Jawaab Nahi,.
Wo Maaf Unke Gunaahon Ko Bhi Karta Hai, Jinka Koi Hisaab Nahi,.

_______________________________-Azeem-

Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: February 16, 2009, 01:15:12 PM »
Reply with quote
Khwaisho me meri ek boondh thi
Tune darya muje ata kiya
Main na kar saka teri bandagi
Par duaao ko meri na tune ruswa kiya

Mere gunaah ki koi had nahi
Tu RAHIM hain tune reham kiya
Sharminda hu muje maaf kar
Tune kya kiya maine kya kiya

Yu suni azaan mano suna nahi
Har namaz ko kaza kiya
Main ummati hu us RASOOL ka
Jo bhookha raha par shukr tera ada kiya

Kis muh se kahu Banda hu main
Koi amal na maine kabhi kiya
Sajda hain mane mere nam ka
Banke GHAYEL hamesha jeeya kiya

-Sajid Ghayel-

Bohot Khoob Sajid Ji...Dil se nikli seedhi dua hai ye....Khuda hum sab ko sachi raah pe chalne ki taufeeq de {Ameen}.
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: February 16, 2009, 01:15:43 PM »
Reply with quote
Wo Gaffur Hai, Wo Rahim Hai, Us Ka Koi Jawaab Nahi,.
Wo Maaf Unke Gunaahon Ko Bhi Karta Hai, Jinka Koi Hisaab Nahi,.

_______________________________-Azeem-



Sach kaha aapne....Nice one.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 16, 2009, 01:25:24 PM »
Reply with quote
Teri Koi Misaal Nahi Tu Hai Be Misaal,.
Aye Rab-e-Zul Jalaal, Aye Rab-e-Zul Jalaal,.

Zarron Ko Aaftaab Banaana Tera Kamaal,.
Aye Rab-e-Zul Jalaal, Aye Rab-e-Zul Jalaal,.

______________________-Not Mine-.,

Sach kaha aapne....Nice one.

Thank U Talat Sis,.
Logged
sagar_0777
Guest
«Reply #8 on: February 16, 2009, 01:52:30 PM »
Reply with quote
kamaal ki baate kahi hai ghayel sahab aapne,
bahut acchha laga ye padkar.
tnx for this..........
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #9 on: February 16, 2009, 03:47:17 PM »
Reply with quote

great one ghayel ji,ALLAH hum sub ko tofeeq dai kay hum sher kay rastay say khod ko mehfoz kr sakain
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: February 16, 2009, 05:35:13 PM »
Reply with quote
kamal ka likha hai apne Ghayel jee aur Azeem bhai Applause Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: February 16, 2009, 05:49:15 PM »
Reply with quote
Wo Gaffur Hai, Wo Rahim Hai, Us Ka Koi Jawaab Nahi,.
Wo Maaf Unke Gunaahon Ko Bhi Karta Hai, Jinka Koi Hisaab Nahi,.
_____________________________-Azeem-


Subhan_allah chote khuda tumhari subhan mubarak kare.

Logged
Asghr
Guest
«Reply #12 on: February 16, 2009, 06:01:05 PM »
Reply with quote
Khwaisho me meri ek boondh thi
Tune darya muje ata kiya
Main na kar saka teri bandagi
Par duaao ko meri na tune ruswa kiya

Mere gunaah ki koi had nahi
Tu RAHIM hain tune reham kiya
Sharminda hu muje maaf kar
Tune kya kiya maine kya kiya

Yu suni azaan mano suna nahi
Har namaz ko kaza kiya
Main ummati hu us RASOOL ka
Jo bhookha raha par shukr tera ada kiya

Kis muh se kahu Banda hu main
Koi amal na maine kabhi kiya
Sajda hain mane mere nam ka
Banke GHAYEL hamesha jeeya kiya

-Sajid Ghayel-
JO LIKHA PYARA KHUDA KARE AISA LIKHTE REHAIN.ASGHR
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: February 17, 2009, 09:27:15 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Sajid Ji...Dil se nikli seedhi dua hai ye....Khuda hum sab ko sachi raah pe chalne ki taufeeq de {Ameen}.

AAMEEN Bohat shukriyaan Talat...

kamaal ki baate kahi hai ghayel sahab aapne,
bahut acchha laga ye padkar.
tnx for this..........

Bas mere bhai tumhe achcha laga Ghayel ko ek neki mil gayee. Bohat bohat shukriyaa.

great one ghayel ji,ALLAH hum sub ko tofeeq dai kay hum sher kay rastay say khod ko mehfoz kr sakain

Hum ibaadat bhi aapes baat lete hain
Woh dua karte hain hum AAMEEN kehte hain


kamal ka likha hai apne Ghayel jee aur Azeem bhai Applause Applause

Nawazish Karam DH....

JO LIKHA PYARA KHUDA KARE AISA LIKHTE REHAIN.ASGHR

Bohat bohat shukria Asghar....


Logged
Mohammed rizwa
Guest
«Reply #14 on: May 11, 2011, 07:52:18 PM »
Reply with quote
VERY NICE IAM VERY TOUCHED WITH UR ASHAAR
Teri Koi Misaal Nahi Tu Hai Be Misaal,.
Aye Rab-e-Zul Jalaal, Aye Rab-e-Zul Jalaal,.

Zarron Ko Aaftaab Banaana Tera Kamaal,.
Aye Rab-e-Zul Jalaal, Aye Rab-e-Zul Jalaal,.

______________________-Not Mine-.,

Thank U Talat Sis,.
love4
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:44:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer