bhagwaan k param bhakt

by dolly on February 17, 2012, 07:33:19 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
ReplyPrint
Author  (Read 15064 times)
dolly
Guest
Reply with quote
bhagwaan k bhakto mei agrani hain..

Bhagwaan shivji
Brhmaji
Kapil muni ji
Naradmuni ji
Prahlad ji
Maharaj janak ji
Maharaj bali ji
Char sanat kumar
Shuk devji
Yamraj ji

Aage hum in vaishnav jano ki charcha vistaar se karenge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bhagwaan jee bacha lo muje by 99% §hå®èèf_Mµñda in SMS , mobile & JOKES
** Sun Lo Bhakt Ki Pukaar** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Bhakt Meera ji ki Anmol Padawali by khumaar in Share:Devotional Poetry
Bhagwaan kaha hai......( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
Bhagwaan - Kharidey Kyu by songwriter_123 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: February 18, 2012, 02:19:40 AM »
Reply with quote
Aur parampitaa ishwar jo ek hai param yaani absolute hai
Logged
dolly
Guest
«Reply #2 on: February 18, 2012, 06:20:49 AM »
Reply with quote
sk ji param pita parmatma k baare mei hi chrcha hogi...how his devotees see their lord...
Logged
dolly
Guest
«Reply #3 on: February 18, 2012, 06:31:42 AM »
Reply with quote
pratham bhakt shivji...
Lord shiva vishnu ji k guna avtar kehlaate hain..vaise to hamare sanatan dharm mei brhma vishnu mahesh ek hi maane jaate hain...lekin sampoorn kalayein kewal lord krishna mei hain..

Lord shiva ka divya param dham kailasa hain...which is beyond 14 planetary system..

Lord shiva ki eternal consort...yaani ki shakti hai maa AMBA../bHAGWATI/pARVATI..
BHAGWAAN SHIV MAYA K SAMPARK SE KAI ROOP LETE HAIN...JINHE RUDRA KAHA JAATA HAI...

LORD SHIVA IS EXPANSION OF LORD VISHNU...

WAISE TO LORD SHIVA ACT AS DESTROYER OF MATERIALISTIC WORLD...
BUT ANOTHR VERY IMPORTANT TASK GIVN BY LORD VISHNU TO HIM IS... LOWEST GRADE K LIVING ENTITIES PAR KRIPA KRKE UNHE BHAGWAAN VISHNU KA KRIPA PATRA BANANA....HE IS VERY COMPASSIONATE FOR HIS DEVOTEES..
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: February 18, 2012, 06:36:34 AM »
Reply with quote
acha maate--mujhe bhi janna hai bhakton ke baare me--

mai khud ko babaji smjhne laga hun
jara gyan ki baate btaie taaki mera bhla ho sake--
ab ye thread mai nhi chornewala
--
pehla sawaal-
ishwar kya hai,kaun hai?
hum unki bhkti kyun karen,kislie karen?
Logged
dolly
Guest
«Reply #5 on: February 18, 2012, 05:14:16 PM »
Reply with quote
aha babaji....swagatam ....oho kya question puche hain....bdiya hai...chodna b ni chahiye...bhagwaan ko chod hi ni skte hum...Usual Smile...

Waise curiosity bhakt ki pehli nishaani hoti hai?

Aart bhakt kehte hain curious human being ko...

Main apni knowledge k accdg ansr krti hu...

Bhagwaan--Sachidanand swaroop hain...
'sat'- means Ultimate truth -vo truth jiske aage aur koi sach baki na reh jaaye...
'chit'--means the one who knows evythg...most knowledgeable person...
'anand'--means Ultimate happiness...
Hamaare jo sukh hain  vo limited tim k hain..bt bhagwaan ka swaroop hi anand hai...

Bhakti kyu krni chiye...
Kyuki hum bhagwaan k part and parcel hain...aur ye hum bhul chuke hain...jab hum bhagwaan ki bhakti krte hain to hum unko jaan paate hain......becz he is the ORIGINATOR of evythg...
Jaise ek river ka goal kya hai??samudra se milna....usi tarah hamara goal hai bhagwaan se milna...

Aj k pravachan khtam...mataji se aur koi prashn?Usual SmileUsual Smile
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: February 18, 2012, 05:50:26 PM »
Reply with quote
aha babaji....swagatam ....oho kya question puche hain....bdiya hai...chodna b ni chahiye...bhagwaan ko chod hi ni skte hum...Usual Smile...

Waise curiosity bhakt ki pehli nishaani hoti hai?

Aart bhakt kehte hain curious human being ko...

Main apni knowledge k accdg ansr krti hu...

Bhagwaan--Sachidanand swaroop hain...
'sat'- means Ultimate truth -vo truth jiske aage aur koi sach baki na reh jaaye...
'chit'--means the one who knows evythg...most knowledgeable person...
'anand'--means Ultimate happiness...
Hamaare jo sukh hain  vo limited tim k hain..bt bhagwaan ka swaroop hi anand hai...

Bhakti kyu krni chiye...
Kyuki hum bhagwaan k part and parcel hain...aur ye hum bhul chuke hain...jab hum bhagwaan ki bhakti krte hain to hum unko jaan paate hain......becz he is the ORIGINATOR of evythg...
Jaise ek river ka goal kya hai??samudra se milna....usi tarah hamara goal hai bhagwaan se milna...

Aj k pravachan khtam...mataji se aur koi prashn?Usual SmileUsual Smile

chlie hum ye baat samjh gaye maate--
haaanki ye sab hum pehle se jante the Usual Smile

ab dusra sawaal--

log kehte hain ki ye sansaar ek maaya-zaal hai!!
ye hume bhatkaata hai originator se milne nhi deta!!

apna vichaar bataie Maate
Logged
dolly
Guest
«Reply #7 on: February 18, 2012, 06:28:49 PM »
Reply with quote
k babaji...fir to muje lgta hai janaab mera test le rae hain...
let me see m kitni sahi ja ri hu..Usual Smile

Haan bilkul....
Maya k teen gun hain...
Sato gun--jo b punya krm krte hain vo isme hain..
Rajo gun--jo paise k liye kaam krte hain
Tamo gun--jo b galat kaam..jaise drinking vagarah..
Inn teen guno se hi saare kaam hote hain...bt in kaamon ka fruit b milta hai..acha ya bura..uss fruit k liye hmara janam hota hai baar baar...aur issi ko maya ka bhatkaana kehte hain..
Bhagwaan inn kaam mei hamari koi help ni krte

Lekin agar hm bhakti se inspired karm karein tbi bhagwwaan hamari help krte hain..jisse hm unse mil paayein
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: February 18, 2012, 06:57:58 PM »
Reply with quote
sorry yahan mai apna vichar rakhna chahunga--
muje lgta h--bhgwaan ne hume dhrti pr bheja aur humara destination wapis khud me set kr dia--usme milna hi humara destination h--like river nd sea type ok.
lekin usi bhgwaan ne hume itne riston,riwazon me bndh dia taki hm us tk asani se na pahuche--nd hota v yhi hai--hm sansaar me ulajh k use bhulne lgte h--fir ek din mr v jate h--lekin usi destinaion k lie bar bar janm lete hain--fir whi chakkar--aur meri nazr me yhi sb maya h--isse nikl ske wo'birle'hote h Usual Smile
Logged
sarfira
Guest
«Reply #9 on: February 18, 2012, 07:02:22 PM »
Reply with quote
aor Maate mai aapka test nhi le rha--
test wo lete hain jo gyani hote hain--
mai bas inn sb baaton me ek discuss chahta hun jo ye topic uthata h unse hi--
qki mai kisi ke jawaab se kabi satisfy nhi hota--
bht se sawaal aa jate hain aur dusron ka muh band ho jata hai islie kisi se nhi puchta--

aapne ye thread dia to bs --
u knw Usual Smile
Logged
dolly
Guest
«Reply #10 on: February 18, 2012, 07:34:49 PM »
Reply with quote
kk..babaji...apke sawal ...mere jawab...mere sawal apke jawab...tbi clear hoga na....jahan tk soch jaegi vahan tk clarity hogi...

Ab jo rishte naato ki apne baat ki vo suno...

Hamara sirf ek rishta hai vo hai bhagwaanse...
Vo rishta aisa hai ki hm bhagwaan ke sevak hain..sevak ka matlab yahannaukar ni hai...ye seva waisi hai jisme hmara sara sneh jo hai vo bhagwaan k liye hai...aur tab bhagwaan ka sneh hamare liy ho jaata hai...lekin dhrti pr hm idhar udhar bhatakte hain..
ab arjun ke saarthi bane sri krishna...vahan bhagwaan hi sewak ban gae kyuki arjun ek mahan bhkt tha...

Lekin hmne kaha k hm bhagwaan ki sewa nai krna chahte..to hme dharti pr bheja gya...is dharti ko DURG DWAAR kehte hain...jo durga maa ki shkti se bana hai...ye ek tarah ki jail hai...kyuki hm bhagwaan ko apna swami maaanne se mana krte hain tb hme janam lena pdta hai...

ab bolo  kitna clear hua...
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: February 18, 2012, 07:46:36 PM »
Reply with quote
clear ka baad me btaunga Maate--
pehle ye btaie ki
hm dhrti par yha whan q bhtkte hain jbki hmne janam lia h Durg Duar me ye seekhne ke lie ki hm bhagwaan ke sewak hain?
hme guide krne ke lie koi nhi kya??
q bhtkte hain hm sabkuch jante hue
Logged
dolly
Guest
«Reply #12 on: February 18, 2012, 08:03:50 PM »
Reply with quote
clear ka baad me btaunga Maate--
pehle ye btaie ki
hm dhrti par yha whan q bhtkte hain jbki hmne janam lia h Durg Duar me ye seekhne ke lie ki hm bhagwaan ke sewak hain?
hme guide krne ke lie koi nhi kya??
q bhtkte hain hm sabkuch jante hue
Logged
dolly
Guest
«Reply #13 on: February 18, 2012, 08:04:47 PM »
Reply with quote
clear ka baad me btaunga Maate--
pehle ye btaie ki
hm dhrti par yha whan q bhtkte hain jbki hmne janam lia h Durg Duar me ye seekhne ke lie ki hm bhagwaan ke sewak hain?
hme guide krne ke lie koi nhi kya??
q bhtkte hain hm sabkuch jante hue
Logged
sarfira
Guest
«Reply #14 on: February 18, 2012, 08:07:11 PM »
Reply with quote
uff
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:46:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer