Divine ashaar

by @Kaash on September 09, 2013, 03:45:10 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1948 times)
@Kaash
Guest
Reply with quote
Zindagi ko oor chhor se jab jaan lete hain hum, maut hai ek jhooth tab jaake pata chalta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Inspirational and Divine Couplets (Hindi) by Karan.sri in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
You are Divine........... by RamSagar in Inspirational Stories and real life Incidences.
spreading divine thoughts..... by RamSagar in Inspirational Stories and real life Incidences.
Divine wisdom by @kaash in Shayari-e-Parastish
Divine quotes by @Kaash in Quotable Phrase and Quotes « 1 2  All »
@Kaash
Guest
«Reply #1 on: September 09, 2013, 03:48:47 AM »
Reply with quote
Parmaatma ko jab kabhi dekhna ho agar, safar khud ke andar se hi shuru karna
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: September 09, 2013, 03:51:41 AM »
Reply with quote
क्या कहने जनाब बहुत खूब.@Kaash ji bahut Dard Barsa rahe ho?kya bat hai.
Zindagi ko oor chhor se jab jaan lete hain hum, maut hai ek jhooth tab jaake pata chalta hai
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #3 on: September 09, 2013, 04:07:11 AM »
Reply with quote
क्या कहने जनाब बहुत खूब.@Kaash ji bahut Dard Barsa rahe ho?kya bat hai.
Ravi ji first of all thanks, baaki ye lines aadhyaatmik arth lie hain jisme main ye kahna chaah raha tha ki jiwan ko hum sirf mritu ke pehle ka phase maante hain jabki jiwan mritu ke baad bhi rahta hai,balki is satya ko jaanne se hi mritu roopi phase ka dar nikal jata hai aur tab insaan nirbhay hoke sacchi zindagi jeeta hai. Well thanks for reading it! 
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #4 on: September 09, 2013, 04:09:23 AM »
Reply with quote
Bahut Khoobsurat Vichar Hain Aapke !Kaashji.
Ravi ji first of all thanks, baaki ye lines aadhyaatmik arth lie hain jisme main ye kahna chaah raha tha ki jiwan ko hum sirf mritu ke pehle ka phase maante hain jabki jiwan mritu ke baad bhi rahta hai,balki is satya ko jaanne se hi mritu roopi phase ka dar nikal jata hai aur tab insaan nirbhay hoke sacchi zindagi jeeta hai. Well thanks for reading it! 
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #5 on: September 09, 2013, 04:10:37 AM »
Reply with quote
Khudaai ki wabastagi jab har shay me nazar aati hai, zindagi khud b khud ek dua ban jaati hai!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #6 on: September 09, 2013, 04:15:00 AM »
Reply with quote
Hunar se hunar ko jab taraashna shuru kiya, ek roz yak b yak Allaah se mukhatib hua
Logged
nashwani
Guest
«Reply #7 on: September 09, 2013, 04:17:05 AM »
Reply with quote
ab to sant kaash bro kehna padega..

sant kabeer jaise dohe likh rahe ho bro..

keep it up..nice work..happy9
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #8 on: September 09, 2013, 04:18:38 AM »
Reply with quote
Shabd apne aap hi khilke mehek jaate hain, jab inme hum dil se Eeshwar ko samaate hain
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #9 on: September 09, 2013, 04:21:01 AM »
Reply with quote
Bahut Khoobsurat Vichar Hain Aapke !Kaashji.
Shukriya Ravi ji, thanks for your words!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #10 on: September 09, 2013, 04:27:02 AM »
Reply with quote
ab to sant kaash bro kehna padega..

sant kabeer jaise dohe likh rahe ho bro..

keep it up..good n nice work..happy9
Bahut shukriya bhai Ashwani, aap to khud maasha Allaah behad umda shayar hain, itni appreciation ka main haqdar nahi bus man me jo aaya likha,zaranawaazi ka bahut bahut shukriya!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #11 on: September 09, 2013, 04:35:01 AM »
Reply with quote
Jiwan me dukh bhi patjhad hai aur sukh bhi patjhad, basant jiwan me Eeshwaratv ke aagman se hota hai
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #12 on: September 09, 2013, 09:21:08 AM »
Reply with quote
waah waah
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #13 on: September 09, 2013, 11:24:03 AM »
Reply with quote
waah waah
shukriya Saini ji!
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #14 on: September 09, 2013, 11:39:05 AM »
Reply with quote
Khuda jab kabhi bhi meherbaan hota hai, har taraf dikhai dene lagta hai
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:36:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer