Ek nazaara

by kohinoor_ on January 29, 2008, 08:30:48 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2436 times)
kohinoor_
Guest
«Reply #15 on: January 30, 2008, 09:08:00 PM »
Reply with quote
hamein aap Khudaaon ki ore se advocate samajh lijiye. Aap Khudaaon ki baat maan lijiye tho Khuda aap sabko swarg dengay he.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**~** TERA HI NAZAARA **~** by _Vicky_ in Shayari-e-Parastish
Meri Turbat Ka Nazaara.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Tere Roop Da Nazaara by lalit.sharma83 in Love Poetry in Punjabi
Ghazab Tha Aaj Gulshan Mein Yeh Hasrat Khaiz Nazaara..... by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
kohinoor_
Guest
«Reply #16 on: January 30, 2008, 09:14:53 PM »
Reply with quote
aap kehthay rehthay hain ki Truth kya hai, God kya hai, God ithna pain aur suffering dekh ke vichlith nahin hotha kya? Universe kya hai, life kya hai? Abhi aapko sab mil tho raha hai jub swarg he mil raha hai tho. Hum mazaak nahin kar rahay hain. I'm dead serious. Aap world press conference bula lijiye aur hamein bhi.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #17 on: January 30, 2008, 09:18:24 PM »
Reply with quote
Nahin tho,

"Guzara hua zamaana,
aatha nahin dubaara,
hafiz Khuda tumhaara."
Logged
Roja
Guest
«Reply #18 on: January 31, 2008, 02:45:08 AM »
Reply with quote
Nice Nazaara... Keep up Kohinoor ji
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #19 on: January 31, 2008, 05:46:00 PM »
Reply with quote
Roja ji salaam vale ko, bahut bahut shukriya.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #20 on: January 31, 2008, 05:53:08 PM »
Reply with quote
Rahi nazaaron ki baat, humnay is forum per nahin kahin ore kaha tha ki Isa Maseeh ke oopar dharti pe bahut vaartalaap chal rahi hai atha unka kissa yahin hal hoga. Vo humnay kar diya Khudaaon ki ore se dharti ko jannat offer kar ke, kyunki Isa Maseeh ne farmaaya tha ki dharti ko maaf kar diya jaaye aur sabko salvation ya freedom de di jaaye kyunki logon ko maloom nahin hai vo galti kaisay aur kahaan karthay hain, "Forgive them Father for they know not what they do". Khudaaon ke advocate honay ke naathay humnay apna farz nibhaaya, the best I could, I offered or gave. Ab aap log jo bhi tai keejiye so aapki marzi.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #21 on: January 31, 2008, 06:01:45 PM »
Reply with quote
Chunki humany dharti ko dikhaa diya ki dharti galti kahaan karti hai aur usay kaisay sahi kar sakti hai, isliye ye aavshayak hai ki dharti apni galti sudhaarna seekhay, nahin tho jannat mein vo galti phir dohraai jaanay ki sambhaavna hai. Bottom line: Free all human and animal prisoners in any form whatsoever and anywhere on earth and earth will be freed from captivity. Earth has to learn the value of freedom to be free itself. Aur shaayad hamein kuch nahin kehna hai.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #22 on: January 31, 2008, 06:09:25 PM »
Reply with quote
Dekhnay vaali baat tho ye hai na ki aap khud agar freedom chaahthay ho tho kisi aur ko kaid kaisay rakh sakthay ho.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #23 on: January 31, 2008, 06:20:53 PM »
Reply with quote
kehthay hain jannat mein doodh ki nadiyaan behthi hain, beshak. Agar doodh gaaye ke andar ho sakta hai tho Khuda baahar bhi banaa sakthay hain nissandeh. Aap nadi se doodh le sakthay hain, gaaye ya bhains se nahin kyunki nahin tho vo paap ho jaata hai.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #24 on: January 31, 2008, 06:23:58 PM »
Reply with quote
aur jannat mein bimaariaan nahin hothin.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #25 on: January 31, 2008, 06:30:36 PM »
Reply with quote
jannat mein bimaari isliye nahin hai kyunki vahaan paapi nahin reh sakthay, unhein dharti ya aur kahin jaana padta hai, bimaari tho bhi nahin hothi, vo tab hothi hai jub dharti ya aur kahin paap hoye.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #26 on: January 31, 2008, 06:34:22 PM »
Reply with quote
dharti pe kaidi isliye nahin reh sakthay kyunki yahan ki justice mein bahut flaw hai jo jannat mein nahin hai.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #27 on: January 31, 2008, 10:35:22 PM »
Reply with quote
rahi gaaye aur usmein se swarg mein doodh nikaalne ke baat. So paap tho insaan ne kiya na? Phir gaaye jo shaayad paap kar he nahin sakti kaise aa sakti hai dharti pe? Nahin aa sakti na? Lekin dharti pe gaaye hai aur vo isliye hai ki insaan seekhay ki usmein se doodh na nikaalay. Tho gaaye kyun dharti pe bani ye tho samajh mein aaya lekin kaisay bani ye ni maaloom.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #28 on: January 31, 2008, 10:42:01 PM »
Reply with quote
Hindu shaastron mein likha hai ki insaan kayi yonion se guzarta hai. Tho swarg mein bhagwaan nein, jisne paap kiya gaaye ke saath, usay dharti per gaaye ki yoni di, aur jisne paap kiya insaan ke saath usay insaan ki yoni di. So dharti pe hum sub ek tarha se sub ek nahin hain lekin swarg mein sub dharti ki life insaan honi chaahiye.
Logged
kohinoor_
Guest
«Reply #29 on: January 31, 2008, 11:11:56 PM »
Reply with quote
so dharti pe jo life hai aap yun samajh lijiye ki sabko insaan ki yoni mein aakay mukt hona hai. Dharti pe ek baar insaan ki yoni mil jaaye tho neechi yoni mein insaan shaayad nahin jaata, vaapis insaan ki yoni mein aata hai jub tak mukti nahin paata.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 02:55:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer