Falak Se Toot Ke Girta Hua Sitara Ho.............

by Syed Mohd Mahzar on May 02, 2016, 05:32:59 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1061 times)
Syed Mohd Mahzar
Guest
Reply with quote
KAASH .......AWAAZ HI SAHIL SE UBHARTI KOI
DOOBNE WALE KO...... TINKE KA HI SAHARA HO

 
GOONJTI HAIN MERE KANO'N ME SADAYEIN AKSAR
KISSI NE DOOR SE.... JAYSE MUJHE PUKARA HO

 
SABZ PATTO'N PE...... AA JYE ZARA AUR SHABAAB
AUR SHABNAM NE. GULO'N KO BHI KUCH NIKHARA HO

 
ANDHERI RAAT HO..... CHARO'N TARAF HO SANNATA
FALAK SE......... TOOT KE GIRTA HUA SITARA HO


ISI KO KAHTE HAIN.... HAI KHEL YE MUQADDAR KA
DOOBTI KISHTI HO .......AUR PAAS HI KINARA HO

MILE'N WO GHAIR SE.....ISKA MUJHE MALAAL NAHI
SHART ITNI SI HAI...... K WO FAQAT HAMARA HO

MAIN AASMAAN SE........ TAARE BHI TOR LAUNGA
SAFAR SUHANA HO.... AUR SAATH BHI TUMHARA HO

         ...........Syed Mohd Mahzar
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: May 02, 2016, 09:34:32 PM »
Reply with quote
Kyaa baat hai waah waah, dheron daad w/Rau.
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
sarfira
Guest
«Reply #2 on: May 03, 2016, 02:54:05 AM »
Reply with quote
KAASH AWAAZ HI SAHIL SE UBHARTI KOI
DOOBNE WALE KO TINKE KA HI SAHARA HO

 
GOONJTI HAIN MERE KANO'N ME SADAYEIN AKSAR
KISSI NE DOOR SE JAYSE MUJHE PUKARA HO

 
SABZ PATTO'N PE AA JYE ZARA AUR SHABAAB
AUR SHABNAM NE GULO'N KO BHI KUCH NIKHARA HO

 
ANDHERI RAAT HO CHARO'N TARAF HO SANNATA
FALAK SE TOOT KE GIRTA HUA SITARA HO


ISI KO KAHTE HAIN HAI KHEL YE MUQADDAR KA
DOOBTI KISHTI HO AUR PAAS HI KINARA HO

MILE WO GHAIR SE ISKA MUJHE MALAAL NAHI
SHART ITNI SI HAI KI WO FAQAT HAMARA HO

MAIN AASMAAN SE TAARE BHI TOR LAUNGA
SAFAR SUHANA HO AUR SAATH BHI TUMHARA HO

         ...........Syed Mohd Mahzar

lajawaab poetry bhai
tareef krne ko shbd nahi mere pass.

ek rau ke saath
dili daad ar mubarakbad qubul ho

aate rahen
muakurate rahen
Usual Smile
Logged
Shikha sanghvi
Yoindian Shayar
******

Rau: 25
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
7 days, 14 hours and 15 minutes.

Shayari likhna or padhna humari hobby hai

Posts: 2266
Member Since: Jan 2015


View Profile WWW
«Reply #3 on: May 03, 2016, 05:21:36 AM »
Reply with quote
KAASH AWAAZ HI SAHIL SE UBHARTI KOI
DOOBNE WALE KO TINKE KA HI SAHARA HO

 
GOONJTI HAIN MERE KANO'N ME SADAYEIN AKSAR
KISSI NE DOOR SE JAYSE MUJHE PUKARA HO

 
SABZ PATTO'N PE AA JYE ZARA AUR SHABAAB
AUR SHABNAM NE GULO'N KO BHI KUCH NIKHARA HO

 
ANDHERI RAAT HO CHARO'N TARAF HO SANNATA
FALAK SE TOOT KE GIRTA HUA SITARA HO


ISI KO KAHTE HAIN HAI KHEL YE MUQADDAR KA
DOOBTI KISHTI HO AUR PAAS HI KINARA HO

MILE WO GHAIR SE ISKA MUJHE MALAAL NAHI
SHART ITNI SI HAI KI WO FAQAT HAMARA HO

MAIN AASMAAN SE TAARE BHI TOR LAUNGA
SAFAR SUHANA HO AUR SAATH BHI TUMHARA HO

         ...........Syed Mohd Mahzar

Very very nice....I loved it.
With one rau
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #4 on: May 03, 2016, 06:29:28 AM »
Reply with quote
Waah Waah Waah , Baht khubsurat kalaam se nawaza hai Mahzar saheb . Bahut bahut mubarakbaad
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #5 on: May 03, 2016, 06:44:46 AM »
Reply with quote
Bahot khooob  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
poojachakarvarti@gmail.co
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 9
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 18 hours and 31 minutes.
Posts: 265
Member Since: Feb 2016


View Profile
«Reply #6 on: May 03, 2016, 10:54:09 AM »
Reply with quote
KYA BAT HAI BAHOT HI KHOOB.....PEHLI BAR PADH RAHE HAI AAPKO SIR ACCHA LGA PADHKER...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: May 03, 2016, 06:44:24 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #8 on: May 04, 2016, 08:20:24 AM »
Reply with quote
KYA BAT HAI BAHOT HI KHOOB.....PEHLI BAR PADH RAHE HAI AAPKO SIR ACCHA LGA PADHKER...

Mohtarma Pooja Chakravarty ji,

          Shukrguzar hoon ki aapko meri ghazal pasand aayi, kaafi
dino baad ye ghazal post ki thi, aapko mera kalaam mera naam likh ker
search karne se mil jayega, is group per meri pahli post NAZM "Main
sunaunga zamane ko kahani uski" jo maine apne jawan bhateyje ki maut
per likhi thi parhne ki zahmat kejiyega, isi nazm se meri shayri ki
shruaat hui thi.............

           Syed Mohd Mahzar
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #9 on: May 04, 2016, 11:48:22 AM »
Reply with quote

 aansoo sab ke sab meethe koi to kharaa ho...,
 baant  le ge hum koi to ghum kaa maraa ho...,


KAASH .......AWAAZ HI SAHIL SE UBHARTI KOI
DOOBNE WALE KO...... TINKE KA HI SAHARA HO

 
GOONJTI HAIN MERE KANO'N ME SADAYEIN AKSAR
KISSI NE DOOR SE.... JAYSE MUJHE PUKARA HO

 
SABZ PATTO'N PE...... AA JYE ZARA AUR SHABAAB
AUR SHABNAM NE. GULO'N KO BHI KUCH NIKHARA HO

 
ANDHERI RAAT HO..... CHARO'N TARAF HO SANNATA
FALAK SE......... TOOT KE GIRTA HUA SITARA HO


ISI KO KAHTE HAIN.... HAI KHEL YE MUQADDAR KA
DOOBTI KISHTI HO .......AUR PAAS HI KINARA HO

MILE'N WO GHAIR SE.....ISKA MUJHE MALAAL NAHI
SHART ITNI SI HAI...... K WO FAQAT HAMARA HO

MAIN AASMAAN SE........ TAARE BHI TOR LAUNGA
SAFAR SUHANA HO.... AUR SAATH BHI TUMHARA HO

         ...........Syed Mohd Mahzar




waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaah Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #10 on: May 06, 2016, 12:54:31 AM »
Reply with quote
KAASH .......AWAAZ HI SAHIL SE UBHARTI KOI
DOOBNE WALE KO...... TINKE KA HI SAHARA HO

waah waah icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

GOONJTI HAIN MERE KANO'N ME SADAYEIN AKSAR
KISSI NE DOOR SE.... JAYSE MUJHE PUKARA HO

main pukaaraa hai kyaa aawaaz bhi nahin pahchaan sake allah raham kare tumhaari haalat pe icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

 
SABZ PATTO'N PE...... AA JYE ZARA AUR SHABAAB
AUR SHABNAM NE. GULO'N KO BHI KUCH NIKHARA HO

yaani ki ishq kaa bhoot her shaye pe hai Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

 
ANDHERI RAAT HO..... CHARO'N TARAF HO SANNATA
FALAK SE......... TOOT KE GIRTA HUA SITARA HO

per meri doa hai qismat ka sitaraa naa toote hamesha chamaktaa rahe icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!


ISI KO KAHTE HAIN.... HAI KHEL YE MUQADDAR KA
DOOBTI KISHTI HO .......AUR PAAS HI KINARA HO

waah bahut acha example pesh kiya hai icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

MILE'N WO GHAIR SE.....ISKA MUJHE MALAAL NAHI
SHART ITNI SI HAI...... K WO FAQAT HAMARA HO

patent karwa lo phir kisi ki majaal nahin haq jataane ki Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

MAIN AASMAAN SE........ TAARE BHI TOR LAUNGA
SAFAR SUHANA HO.... AUR SAATH BHI TUMHARA HO

achi baat hai ye bhi kar ke dekh leti hoon janaab kitne taare tor kar laate hain Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

         ...........Syed Mohd Mahzar



mahzar sahab ache ash'aar apnaa hi andaaz liye hue icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Syed Mohd Mahzar
Guest
«Reply #11 on: May 06, 2016, 08:27:05 AM »
Reply with quote

mahzar sahab ache ash'aar apnaa hi andaaz liye hue icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Sheeba ji,
              aapka tareef ka ye anokha andaaz hi to mujhe bahut pasand hai isi liye khaas ker aapke comment ki intezar rahta hai, behad shukrguzaar hoon aapkaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
                 Syed Mohd Mahzar
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:33:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer