Jahan me Subse Qimti chiz kya hai !!

by abdulqadeer on January 06, 2009, 01:11:43 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1528 times)
abdulqadeer
Guest
Reply with quote
Jahan me subse qimti  chiz kya hai !!
Koi puche tumse to bolo maa hai !!

Kya hasti hai uski !! wo kya martaba hai !!
ussi se paida howa sara jahan hai !!
Na tukra-o- ye khuda ka dusra  naam hai !!
Roz-A-maheshar me yahi to sab ki pahechaan hai !!

Jahan me subse kitmti chiz kya hai !!
Koi puche tumse to bolo maa hai !!

Har aulaad ki kamiyabi ussi ka balidaan hai !1
Puri kaniyath me pyara wohi to eak naam hai !!
Khuda ka diya howa anmool inaam hai !!
Nabiyoon ne bhi kiya iska ahetaram hai !!

Jahan me subse qimti chiz kya hai !!
Koi puche tumse to bolo maa hai !!

Jis ki duwaoon ne palthaya tofan hai !!
Jsiki aqri saans per bhi bachoon ka naam hai !!
Subse kathin ussi ka emtihan hai !1
Har waqath hoti howi qurbaan hai !1
Mere mazzi ki pahechan mustaqbil ki hokum raan hai !!

Jahan Me subse Qimti Chiz kya hai !!
Koi Puche tum se to bolo maa hai !!

Maine duniya ki har  Maa per adhar eak kitaab Likhi hai !! Inshallah Bahoth Jald App Log usko Padsakoge !!

Qadeer Toopchi

From Dubai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #1 on: January 06, 2009, 08:06:57 PM »
Reply with quote
kitab ka intezar rahega...bahaut acha likha hai apne...

maa khuda ki taraf se ek nayab tofa hai...khushi hui yeh jankar ke iss bhagdod bhari duniya main..jahan koi paisa mangta hai..koi bewaffai pe likta hai toh koi zindagi ki raahon main bhatka hua hai..wahan ap jaise log bhi hai jinko yeh pata hai ke duniya main sabse qimti cheez kya hai...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: January 07, 2009, 05:58:01 AM »
Reply with quote
Nice one Qadeer Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 08, 2009, 09:44:13 AM »
Reply with quote
Qadeer Bhai,.
Allah Aapko, Iska Ajar Zarur Dega Inshallah,.
Maine Aapki Jo Bhi Kalaam Par Nazar Rakhi, Jise Bhi Maine Pardha,.
Sab Mein Ek Gehra Raaz Chupaa Tha,.
Aur Mujhe Ye Shaayari Dil KO Chu Gayi, Maa Aisi Cheez Hai, Jiska Quraan-e-Azeem Mein Bhi Zikar Kiya Hai,.

Duniya Aur Aakhirat Mein Wohi Kamyaab Hoga, Jo Apni Maa KO Khush Rakhega, Use Kabhi Dukh Nahi Pahoonchaayega,.

Aksar Ab Ke Haalaat Mein, Hum Kisi Gair Lardki Ki Chahat Mein, Apni Maa Ka Dil Dukhaa Jaate Hain,.

Samajhte Nahi, Ke Maa Par Kya Guzarti Hai, Jab Uska Dil Dukhta Hai,.
Agar Yahi, Us Lardki Ka Dil Dukh Jaaye, To Hum Use Manaane Ke Liye Kya Kuch Nahi Karte,.
Jab Maa Ko Kuch Hota Hai, Hum Use Kuch Bhi Nahi Karte,.

Rab Hum Sab Ki Hifazat Kare,.
Aur Hume Maa Ki Kadar Karne Ki Taufeeq De,.
Aameen,.
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #4 on: January 08, 2009, 10:13:51 AM »
Reply with quote
Qadeer,

Excellent ! Marvellous ! Wah ! wah ! wah ! Applause Applause Applause

Bahut he sundar likha hai aap ne  notworthy

Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #5 on: January 08, 2009, 10:29:12 AM »
Reply with quote
kitab ka intezar rahega...bahaut acha likha hai apne...

maa khuda ki taraf se ek nayab tofa hai...khushi hui yeh jankar ke iss bhagdod bhari duniya main..jahan koi paisa mangta hai..koi bewaffai pe likta hai toh koi zindagi ki raahon main bhatka hua hai..wahan ap jaise log bhi hai jinko yeh pata hai ke duniya main sabse qimti cheez kya hai...

Bahoth Bahoth shukriya dead heart Ji !!

Qadeer Toopchi !!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #6 on: January 08, 2009, 10:30:19 AM »
Reply with quote
Nice one Qadeer Ji

Thanks a lot Rajesh Bhai !! May allah bless u my friend !!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #7 on: January 08, 2009, 10:33:17 AM »
Reply with quote
Qadeer Bhai,.
Allah Aapko, Iska Ajar Zarur Dega Inshallah,.
Maine Aapki Jo Bhi Kalaam Par Nazar Rakhi, Jise Bhi Maine Pardha,.
Sab Mein Ek Gehra Raaz Chupaa Tha,.
Aur Mujhe Ye Shaayari Dil KO Chu Gayi, Maa Aisi Cheez Hai, Jiska Quraan-e-Azeem Mein Bhi Zikar Kiya Hai,.

Duniya Aur Aakhirat Mein Wohi Kamyaab Hoga, Jo Apni Maa KO Khush Rakhega, Use Kabhi Dukh Nahi Pahoonchaayega,.

Aksar Ab Ke Haalaat Mein, Hum Kisi Gair Lardki Ki Chahat Mein, Apni Maa Ka Dil Dukhaa Jaate Hain,.

Samajhte Nahi, Ke Maa Par Kya Guzarti Hai, Jab Uska Dil Dukhta Hai,.
Agar Yahi, Us Lardki Ka Dil Dukh Jaaye, To Hum Use Manaane Ke Liye Kya Kuch Nahi Karte,.
Jab Maa Ko Kuch Hota Hai, Hum Use Kuch Bhi Nahi Karte,.

Rab Hum Sab Ki Hifazat Kare,.
Aur Hume Maa Ki Kadar Karne Ki Taufeeq De,.
Aameen,.


Azeem Bhai Mai apka tahedil se shukar guzar jo apne mujhe itni izzath bakshi ..Waise maine bhi apki har ghazal per raushni dali to dekha ke ap bhi bahoth raaz simite howe kalam likhete hain!!

aur qadar karta hon mai apke sunch ki aur daad deta hon apke sazbe jo ap maa se rakhte hain !!khuda apko hamesha khush rakhe mere bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: January 08, 2009, 10:41:31 AM »
Reply with quote
Qadeer,

Excellent ! Marvellous ! Wah ! wah ! wah ! Applause Applause Applause

Bahut he sundar likha hai aap ne  notworthy



Thanks  a Lot rajbir bhai !! apki is tarif ka shukar guzar hon !! aur kasam se apki tasveer ne eak aur ghazal likhne pe majboor kardiya bahoth jald likhonga aur apko post karonga !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 09, 2009, 12:16:06 AM »
Reply with quote
Azeem Bhai Mai apka tahedil se shukar guzar jo apne mujhe itni izzath bakshi ..Waise maine bhi apki har ghazal per raushni dali to dekha ke ap bhi bahoth raaz simite howe kalam likhete hain!!

aur qadar karta hon mai apke sunch ki aur daad deta hon apke sazbe jo ap maa se rakhte hain !!khuda apko hamesha khush rakhe mere bhai !!

Qadeer Toopchi

Bhai, Maa Shaksiyat Hi Aisi Hai,.
Aur Waise Shukriya, Mujh Nacheez Ko, Itni Izzat Dene Ki,.

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:57:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer