Khuda to yaha sabhi kaa hai" ParwaaZ"

by ParwaaZ on August 14, 2011, 09:25:25 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4244 times)
ParwaaZ
Guest
Reply with quote
Kisne kaha woh kisi kaa hai
Jisne maana woh usi kaa hai

Baat apne akeede kii hai
Khuda to yaha sabhi kaa hai

Door bhi kar sakte hai doorii
Faasla to bus nabii kaa hai

Jo mile usi mein khush rah ley
Yeh tarikaa to valii kaa hai

Dey duaa ya baddua dey tuu
Majaraa terii khushii kaa hai

Has ke bolo bhool jaao gam
Falsafaa yeh zindagi kaa hai

   
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #1 on: August 14, 2011, 09:36:51 PM »
Reply with quote
WAH JANAB PARWAAZ SAHEB KHUBSOORAT KALAAM
DAAD KE LIYE ALFAAZ NAHEIN.ASGHAR Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: August 14, 2011, 09:40:17 PM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!

kalaam pasand karne aur houNsla afzai ka bahut bahut
shukriyaa.. Usual Smile

Aage bhi apni duaaoN se nawaazte rahiye.. Usual Smile
Aate rahiye... Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile
         

Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: August 15, 2011, 01:58:16 AM »
Reply with quote
ye hui na baat Parwaaz sahab-- Usual Smile

itna khubsurat aap likhte hain aur jaldi likhte hi nahi..

waah janaab kia kalaam likha hai aapne--aur sach likha hai--

khuda to yahan sabhi ka hai--

hazaaron daad aapki iss behtareen soch par.

aapki kalam se agla kalaam likhne me jada waqt na lagaye yahi umeed karte hain--
khus rahiye
bazm ki raunak aapse hi hai iss raunak ko badhate rahiye Usual Smile
tata
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #4 on: August 15, 2011, 05:34:13 AM »
Reply with quote
PArwaaz Ji Aadab

Bahut Bahut Bahut Khoob Parwaaz Saheb

Bahut Khoob Likha Hai Janab

Kisne Kaha Wo Kisi Ka Hai

Jisne Manna Woh Usi Ka Hai


Kya Baat, Kya Baat, Kya Baat!!!!

 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #5 on: August 15, 2011, 06:37:16 AM »
Reply with quote
bht bht khoob parwaz ji....
Sply 2nd one.....
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #6 on: August 15, 2011, 06:49:17 AM »
Reply with quote
har sher ko hazaron lakhon dad.....bahoot umda parwaaz ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 15, 2011, 07:25:31 AM »
Reply with quote
Kisne kaha woh kisi kaa hai
Jisne maana woh usi kaa hai

Baat apne yakeede kii hai
Khuda to yaha sabhi kaa hai

Door bhi kar sakte hai doorii
Faasla to bus nabii kaa hai

Jo mile usi mein khush rah ley
Yeh tarikaa to valii kaa hai

Dey duaa ya baddua dey tuu
Majaraa terii khushii kaa hai

Has ke bolo bhool jaao gam
Falsafaa yeh zindagi kaa hai

   


Waah Waah Waah!!!!!

Kya Kehne parwaaz Ji..Har Ek A'shaar Lajawaab!!!

Dil Se Daad Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: August 15, 2011, 07:32:52 AM »
Reply with quote
Kisne kaha woh kisi kaa hai
Jisne maana woh usi kaa hai

Baat apne yakeede kii hai
Khuda to yaha sabhi kaa hai

Door bhi kar sakte hai doorii
Faasla to bus nabii kaa hai

Jo mile usi mein khush rah ley
Yeh tarikaa to valii kaa hai

Dey duaa ya baddua dey tuu
Majaraa terii khushii kaa hai

Has ke bolo bhool jaao gam
Falsafaa yeh zindagi kaa hai

   



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
justtauseef
Guest
«Reply #9 on: August 15, 2011, 08:04:28 AM »
Reply with quote
nice...
Logged
naveen balaj.a
Guest
«Reply #10 on: August 15, 2011, 08:34:05 AM »
Reply with quote
i want this pome khuda to yaha sabhi kaa parwaaz this plese message to me
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 14 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #11 on: August 15, 2011, 09:20:12 AM »
Reply with quote
Kisne kaha woh kisi kaa hai
Jisne maana woh usi kaa hai

Baat apne yakeede kii hai
Khuda to yaha sabhi kaa hai

Door bhi kar sakte hai doorii
Faasla to bus nabii kaa hai

Jo mile usi mein khush rah ley
Yeh tarikaa to valii kaa hai

Dey duaa ya baddua dey tuu
Majaraa terii khushii kaa hai

Has ke bolo bhool jaao gam
Falsafaa yeh zindagi kaa hai

   


Wah kya...baat hai Parwaaz Ji...bahut dil se likha hai aapne...har sher kabile-daad hai...

Par kshama kijiyega ....mujhe nabii aur valii ka artha pata nahi hai...agar aap samajha denge ..to kalam padhne ka maza dugna ho jayega..!!!!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #12 on: August 15, 2011, 09:48:27 AM »
Reply with quote
Bhai Parwaaz saheb,Bahut khoobsurat ash'aar hain.Kis ki taareef karoon samajh nahin paa raha.Sab eik se barh kar eik.Bbahu bahut daad.Hasan
Logged
Intezar
Guest
«Reply #13 on: August 15, 2011, 05:26:53 PM »
Reply with quote
bahut din baad mauka diya parwaj sahab aapne hume kuch padhne ka... bahut achhi bahut khubsurat peshkash... yun hi likhte rehiye... milte rehiye... khush rehiye...

Intezar!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #14 on: August 15, 2011, 07:01:52 PM »
Reply with quote
Wah kya...baat hai Parwaaz Ji...bahut dil se likha hai aapne...har sher kabile-daad hai...

Par kshama kijiyega ....mujhe nabii aur valii ka artha pata nahi hai...agar aap samajha denge ..to kalam padhne ka maza dugna ho jayega..!!!!

G P jee aadaab!

Hum aapki Daad aur tareef ke tahe dil se shukra guzaar hai.. Usual Smile
Jee aapne kaha ke aapko Nabii aur Valii ke mayne nahi pata ..

Jee Nabii means " Prophet
and Valii means " Prophet ke bataye huye raste par chalne wale.....
As like pilgrim Usual Smile

Hope aapko abhi un lafzoN ke mayne samajh meiN aa gaye hoN Usual Smile

Thansk again.. Keep visiting Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile

         

Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:11:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer