-:"Milad-e-Nabi"{SAWS}

by Jaanasheen on April 07, 2006, 01:39:12 PM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 7866 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #30 on: April 20, 2006, 04:04:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "Karan.sri"
Mr. Rajbir, you need to give that reference to Janasheen and not me............please understand what you write before writing..........i have never writtten anything about my religion.............i have only discussed spiritualiy.............

But if anyone writes about his religion and proclaims that they are the best, then other person has also got the right to give him a suitable response.............

God bless you!


 Janab  Karan  Ji.....

  aap  ki sonch  per mujhe  hansi  aa  rahi hai........khud aap likhety  ho  aur dooshre ko  bolte ho......  waise jo  bhi ho....   mujhe aap ki  thinking  samajh  mein nahi  aaye.....   duniya bhar ka  lecture de  rahe hain ...lekin  mujhe nahi  lagta aap  amal  bhi karte honge......  anyway.....  

   take  care  u

 God  bless  u  too
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Milad-un-Nabi {SAWAS} Mubarak Ho,. by Azeem Azaad in Occassion Specific Poetry « 1 2  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
Nabi {SAWS} Ke Karam Ka Karoon Kaise Shukr Adaa,. by Azeem Azaad in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: April 21, 2006, 07:27:04 AM »
Reply with quote
Khair Jo Hua So hua waheed Bhai Jaane Bhi Do Ab,.

Baaton Se Baatein Bardhti Hai,.
is Baat Ko Yahin Rokdein To Acha Hai,..
Logged
ranjeet_rp
Guest
«Reply #32 on: April 29, 2006, 02:23:52 PM »
Reply with quote
jo bhi jis bhi soch ko maanta hai woh apne soch ke paigamber ke bare main aisa hi likhta hai jaisa jaannashin ji ne likha hai,maine khud bachpan me gurudware main ye kawita suni hai

"guru nanak jaisa peer,naa koi hoya naa koi hosi"

iska sambandh sirf anuaaiyon ki bhawna se hai.aur apni bhawnaaon ka prakatikaran kiya gaya hai.ise issue banakar larne ki koi jaroorat main nahin samajhtaa.kaun shreshth hai aur kaun nahin ye ham kaise jaan sakte hain?

baaki main nahin jaanta ki mansoor ka katal kyon kiya gaya tha,par shayad wohi wajah ho jo ki shambook ko katal karne ki thi,aisa sabhi dharam waalon (anuyaiyon) ne kiya hai.
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #33 on: May 01, 2006, 06:32:02 AM »
Reply with quote
kya baat hai mere dosto yahan per kis baat ka jhagda ho raha tha are yaar hum sab mohaabt ke liye yahaan per aaye hai dusmani ke liye nahi


ek khuda aur ek hi chahat
mohabbat karna hai mera majhab
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: May 01, 2006, 02:26:26 PM »
Reply with quote
agree with you Mohsin....

Likho jo bhi ajj tere dil mai ayye
dhayan sirf itna karna
kisi ka dil, tumse na dukh jaaye!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: May 03, 2006, 07:02:47 AM »
Reply with quote
Haan Ranjeet bhai U Are Right,..

Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #36 on: May 03, 2006, 01:55:29 PM »
Reply with quote
thnx pooja ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: May 04, 2006, 07:26:10 AM »
Reply with quote
Sab Khush Raho Khushiaan Phailao,..
Ek Zara Si Baat Bhi Dilon Ko Dukh Pahoonchaati Hai..
Khush Raho Aur Pyaar Phailao,..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #38 on: November 08, 2008, 11:09:36 AM »
Reply with quote
X?X?X?
Logged
Mohd Danish Khan
Guest
«Reply #39 on: August 25, 2010, 08:57:54 AM »
Reply with quote
mere pyare dosto me bhi Aap sallallaho Alehi wasallam ki halate zindgi per kuch roshni dalna chahta hun me kuch khas aur ahem maqsad ko hi samne lana chahunga jo Aap (a.s.w)is ummat per sonp ker gaye hain Aap(s.a.w) ne duniya me rehker bahut preshaniya uthayin Aap(s.a.w) ne logo ki galiya khayin, pather Aap(s.a.w) per mare gaye,Aap(s.a.w) ko jadooger kaha gaya hatta ke jo bhi preshani thi Aap(s.a.w)ko di gayi lekin Aap(s.a.w) logo ko kalme ki dawat dete rahe jab Aap(s.a.w) Taif ke safar per gaye Aap(s.a.w) waha ye soch ker gaye the ki wahan teen bade kabile ke sardar hain wo agar eeman me dakhil ho gaye to taif ke logo ko dawat dena aasan hoga lekin wo teeno sardar tarhan-2 ki baten banate rahe aur Aap(s.a.w) ki bat ko manne se inkar ker diya nauzubillah aap(a.s.w) ko bura-bhala bhi kaha gaya jab Aap(s.a.w) wapas lot rahe the logo ne Aap(s.a.w) per pather mare aur is kadar aap(s.a.w) per pather mare ki Aap(s.a.w)ke joote Aap ke paun mubarak se ter ho gaye lekin Aap(s.a.w) ne phir bhi un logo baddua nahi di aap(s.a.w) ne Allah se dua ki E Allah ager in me se koyi eeman na laya to tu inki naslon ko is deen ke liye kubool ferma aap(s.a.w) ki dua allah ke yahan kubool hui Mohammad bin Qasim rehmtulla aleh usi kom me se the jo aap(s.a.w) ke laye hue is deen ko Hindostan me leker Aaye aur is Tarah ye deen hum tak puncha.
     ye wo deen h jis ke liye Allah tabarak wataala ne apne masoom bandon ko preshan hote hue bekha, pittai khate hue dekha lekin is deen ko mit te hue nahi dekha ye deen Allah ke yahan bahut mubarak h, Allah ke khazane ki sabse keemti dolat h
    lekin dosto aaj hum zara hum apni zindgi per gor kare ki hum kitna is deen ko thame hue hain kitna hum aap(s.a.w) ki sunnato per chal rahain hain Hame is deen ki zara bhi fiker nahi h kal qayamat me jab hum hasher ke medan me khade honge to yahi deen hame zannat me le jayega agar dosto hamere sath ye eeman nahi gaya to   dosto hum behad nuksan me rahainge
       ye jo duniya ki zindgi h wo chand roza zindgi h isi wakt me hame apne eeman ko banana h , deen ko seekhna h
      khuda Hafiz
Aapka Dost Danish khan(M.Sc)p physics
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: August 25, 2010, 04:37:42 PM »
Reply with quote
mere pyare dosto me bhi Aap sallallaho Alehi wasallam ki halate zindgi per kuch roshni dalna chahta hun me kuch khas aur ahem maqsad ko hi samne lana chahunga jo Aap (a.s.w)is ummat per sonp ker gaye hain Aap(s.a.w) ne duniya me rehker bahut preshaniya uthayin Aap(s.a.w) ne logo ki galiya khayin, pather Aap(s.a.w) per mare gaye,Aap(s.a.w) ko jadooger kaha gaya hatta ke jo bhi preshani thi Aap(s.a.w)ko di gayi lekin Aap(s.a.w) logo ko kalme ki dawat dete rahe jab Aap(s.a.w) Taif ke safar per gaye Aap(s.a.w) waha ye soch ker gaye the ki wahan teen bade kabile ke sardar hain wo agar eeman me dakhil ho gaye to taif ke logo ko dawat dena aasan hoga lekin wo teeno sardar tarhan-2 ki baten banate rahe aur Aap(s.a.w) ki bat ko manne se inkar ker diya nauzubillah aap(a.s.w) ko bura-bhala bhi kaha gaya jab Aap(s.a.w) wapas lot rahe the logo ne Aap(s.a.w) per pather mare aur is kadar aap(s.a.w) per pather mare ki Aap(s.a.w)ke joote Aap ke paun mubarak se ter ho gaye lekin Aap(s.a.w) ne phir bhi un logo baddua nahi di aap(s.a.w) ne Allah se dua ki E Allah ager in me se koyi eeman na laya to tu inki naslon ko is deen ke liye kubool ferma aap(s.a.w) ki dua allah ke yahan kubool hui Mohammad bin Qasim rehmtulla aleh usi kom me se the jo aap(s.a.w) ke laye hue is deen ko Hindostan me leker Aaye aur is Tarah ye deen hum tak puncha.
     ye wo deen h jis ke liye Allah tabarak wataala ne apne masoom bandon ko preshan hote hue bekha, pittai khate hue dekha lekin is deen ko mit te hue nahi dekha ye deen Allah ke yahan bahut mubarak h, Allah ke khazane ki sabse keemti dolat h
    lekin dosto aaj hum zara hum apni zindgi per gor kare ki hum kitna is deen ko thame hue hain kitna hum aap(s.a.w) ki sunnato per chal rahain hain Hame is deen ki zara bhi fiker nahi h kal qayamat me jab hum hasher ke medan me khade honge to yahi deen hame zannat me le jayega agar dosto hamere sath ye eeman nahi gaya to   dosto hum behad nuksan me rahainge
       ye jo duniya ki zindgi h wo chand roza zindgi h isi wakt me hame apne eeman ko banana h , deen ko seekhna h
      khuda Hafiz
Aapka Dost Danish khan(M.Sc)p physics

beshaq sahi Faremaaya Aapne Danish Bhai,.

Allah Rabul Izzat Hum sab Ko deen Keraaste mein Kabool Kare,.

Hamaari mehnaton Ko Hamari Ibaadaton Ko Hamaari Zindagi Ko Kabool Kare,.

Hamaare Zindagiyon Mein NABI-e-Kareem {SAWS} Ka Tareekha Aaaye Hamaare Dilon Mein UnkiMohabbat Aur Allah SWT Ka darr Aaaye,.

Aameen

Duaa Ki Darkhwast

Azeem
Logged
MUSTAFA ALI
Guest
«Reply #41 on: February 21, 2012, 06:34:08 PM »
Reply with quote
aik BAAT KI DARUSTAGI KAR LAIN KEH HUZOOR S.A.W NAY 2 NAVASAY NAHI BULKAY 72 TAN SHAHEED KARVAE KARBALA MAIN HUMARY EIMAN K LIYEH. AP TU 4 KI BAAT KAR RAHAY THAY YAHAN 72 SHAHEED HU GAE .
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:09:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer