mushkil yeh muskuraana he!

by Prateek Mardia on December 03, 2008, 02:57:25 PM
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Author  (Read 3961 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #30 on: December 13, 2008, 08:02:43 PM »
Reply with quote
Few Add-ons to my poem...kuch aur panktiyaan bun gayi,chahta hu...yeh bhee aap tuk pahuche..Pesh he...


Badi aahista aahista,hum fookenge yeh rishta
baat apno ki he aakhir, nahi koi begaana he!


Mujhe jahannum miie mur ke,tumhe jannat nasseba ho
main aadat bun gaya teri,tu meri aadataana he!


Falak ke farishton se bhee mujhko baat karni he
dekha kiya sub kuch, ya ub bhee aazmaana he!


Nahi alfaaz he koi nahi koi taraana he
tujhe-e-zindgi fir bhee hume gungunnana he!


Phir Se Bahut Bahut Khoob Prateekji.. icon_salut Applause Applause

BAHUT KHOOB PRATEEK JI, Applause  Applause  Applause
MAASHAALLAH KYA KHOOB ALFAAZ BHANDHE HAI AAPNE,

U LAGTA HAI JAISE KOI PHOLO KO CHUN CHUN KAR MALA
BANATA GAYA... Clapping Smiley  Clapping Smiley

BY. K.SHAEL

KUCH KOSHISH KI HAI, SHAYAD PASANDH AAYE...

MANJIL TO HAI KAREEB BAHUT,AUR MUJHE ZALD HI PAHUNCH BHI
JAANA HAI,PAR BAAT HAI SACH KI MUJHE LOUT KAR NAHI AANA HAI,

TUM TO KEHTE HO TUMHE MERA NAAM TAK YAAD NAHI,TUNE NA MUJHE
PEHCHAANA HAI, PAR LOGO SE SUNA HAI KI TO MERA BARSO SE DEEWANA HAI,

TERE LIYE HI ZINDA THE HAMM,YE SAANSE BHI TERI HI AMANAT THI,
DEEDAAR TERA HO GAYA, AAB BASS HAME ISS DUNIYA KO CHOD KAR JAANA HAI,

Bahut Ache Shally!! Great work!!! Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #31 on: December 13, 2008, 08:04:47 PM »
Reply with quote
Nice one Khwaish Ji

Rajeshji, yeh maine nahi,prateekji ne likha hai.. Thumbs UP
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #32 on: December 13, 2008, 08:09:50 PM »
Reply with quote
Maaf karna Khwaish Ji
Aap ne cut and paste kiya lagta hai
Is liye mujhse galti ho gayee hai
No offence to Prateek Ji
Really very sorry Ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #33 on: December 13, 2008, 08:18:09 PM »
Reply with quote
Ek Choti Si Koshish Meri Taraf se...

Alfaaz Naye Hai Par Kissa Wahi Purana Hai
Kya Fakat Saans Lena Hi, Zindagi Jeete Jaana hai???

Jo Kabhi HumRaaz The Ab Raazdaar Bhi Na Rahe,
Tabiyat To Ab Milti Nahi,
Par Chehra Aaj Bhi Jaana Pehchaana hai....

Mujhe Kisi Se Koi Shikayat Nahi,
Sabne Apne Farz Nibhana Hai,
Eh Zindagi Ab Mujhe Bhi Apne Har Gham Par Muskurana hai...

Woh Jo Muskura De Bhari Mehfil Mein,
To Char Chaand Lag Jaye,
Par Dekhna wala yeh kya jaane,
Uss Muskaan Ke Peeche Chupa Hua
Gham Ka Khazana Hai....


Yeh Sab Dekh Kar, Mujhe Mehsoos Hota Hai Ab "KHWAISH"
Sach hai, Sirf Saans Lena Hi Aaj Ke Daur mein,
Zindagi Jeete Jaana Hai...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #34 on: December 13, 2008, 08:39:31 PM »
Reply with quote
Ek choti si koshish toh badi badi nikli
Really Nice koshish hai Khwaish Ji aapki
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #35 on: December 14, 2008, 04:00:19 PM »
Reply with quote
Nahi Alfaaz he koi, nahi koi taraana he
Tujhe –e-zindgi fir bhee, hume gungunaana he!


Shohratey  bik rahi he khoob, daam dekar kharid lo
Boli badhao bus, bazaar jaana-pehchaana he!


Hazaaron nibhaayi kasme,faqat si baat se dushman
Mere mehboob ka mujhse bada accha bahaana he!


Unhey hur baat pur tooku,meri tabiyat nahi aisi
Pur kuch bhee nahi kehkar kya is dil ko jalaana he!   

                                               
Yeh aaina sanam tumko dikhata kyon nahi sub such
Yeh kaisa dost he tera, yeh kiasa dostaana he!


Teri aankhon se jyada, mere adhron ki museebat he
Aanso aasani se aatey,mushkil ye muskuraana he!


Bade naazon se paala he,tum kehte chhodd do isko
Arey is dard se apna zara rishta puraana he!


Zindgi chaar din ki he,ranjishey fir bhee he hurdum
Hairaan hota hu, yeh kaisa zamanna he!


Zindgi mein nahi jub bhor, ujaala ho gaya kehkar kyon uthate ho
Yeh kaisi baat he saaki, yeh kaisa maikhaana he!


[/quote\]

Bahut Bahut Khoob Prateekji..aapke kavita ki har ek akshar par dil se wah wah nikhalta hai..bahut hi ache Prateek ji,Bahut hi khoobsurti aur Gherai se aapne iss kavita ko likha hai.. Applause Applause Applause Applause Applause


aap tuk pahuch gaya to sakoon aa gaya dil ko.aap jitni pakad to nahi shaayri ki pur kabhi kabhi yuhi chal jaati hein kalam.....shukriya janaab.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #36 on: December 14, 2008, 04:01:44 PM »
Reply with quote
Phir Se Bahut Bahut Khoob Prateekji.. icon_salut Applause Applause




fir se shukriya hazoor.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #37 on: December 14, 2008, 04:03:44 PM »
Reply with quote
Ek Choti Si Koshish Meri Taraf se...

Alfaaz Naye Hai Par Kissa Wahi Purana Hai
Kya Fakat Saans Lena Hi, Zindagi Jeete Jaana hai???

Jo Kabhi HumRaaz The Ab Raazdaar Bhi Na Rahe,
Tabiyat To Ab Milti Nahi,
Par Chehra Aaj Bhi Jaana Pehchaana hai....

Mujhe Kisi Se Koi Shikayat Nahi,
Sabne Apne Farz Nibhana Hai,
Eh Zindagi Ab Mujhe Bhi Apne Har Gham Par Muskurana hai...

Woh Jo Muskura De Bhari Mehfil Mein,
To Char Chaand Lag Jaye,
Par Dekhna wala yeh kya jaane,
Uss Muskaan Ke Peeche Chupa Hua
Gham Ka Khazana Hai....


Yeh Sab Dekh Kar, Mujhe Mehsoos Hota Hai Ab "KHWAISH"
Sach hai, Sirf Saans Lena Hi Aaj Ke Daur mein,
Zindagi Jeete Jaana Hai...



bahut khoob khwaish ji-faqat saans lena hi zindgi jeete jaana hein..waah-waah!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: December 15, 2008, 12:05:39 AM »
Reply with quote
Few Add-ons to my poem...kuch aur panktiyaan bun gayi,chahta hu...yeh bhee aap tuk pahuche..Pesh he...


Badi aahista aahista,hum fookenge yeh rishta
baat apno ki he aakhir, nahi koi begaana he!


Mujhe jahannum miie mur ke,tumhe jannat nasseba ho
main aadat bun gaya teri,tu meri aadataana he!


Falak ke farishton se bhee mujhko baat karni he
dekha kiya sub kuch, ya ub bhee aazmaana he!


Nahi alfaaz he koi nahi koi taraana he
tujhe-e-zindgi fir bhee hume gungunnana he!


wah kaya baat hai.... bahoot khoob Prateek ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: December 15, 2008, 12:07:54 AM »
Reply with quote
Ek Choti Si Koshish Meri Taraf se...

Alfaaz Naye Hai Par Kissa Wahi Purana Hai
Kya Fakat Saans Lena Hi, Zindagi Jeete Jaana hai???

Jo Kabhi HumRaaz The Ab Raazdaar Bhi Na Rahe,
Tabiyat To Ab Milti Nahi,
Par Chehra Aaj Bhi Jaana Pehchaana hai....

Mujhe Kisi Se Koi Shikayat Nahi,
Sabne Apne Farz Nibhana Hai,
Eh Zindagi Ab Mujhe Bhi Apne Har Gham Par Muskurana hai...

Woh Jo Muskura De Bhari Mehfil Mein,
To Char Chaand Lag Jaye,
Par Dekhna wala yeh kya jaane,
Uss Muskaan Ke Peeche Chupa Hua
Gham Ka Khazana Hai....


Yeh Sab Dekh Kar, Mujhe Mehsoos Hota Hai Ab "KHWAISH"
Sach hai, Sirf Saans Lena Hi Aaj Ke Daur mein,
Zindagi Jeete Jaana Hai...


bahoot khoob Khwaish ji... last time bhi is thread main likhna chaha waqat ki kami ne likhne nahi diya....

ajj bhi mood kuch zindagi se juda juda sa hai.. phir kabhi wapis akar likhne ki koshish hogi...

Good work by all in this thread!!
Logged
k.shael
Guest
«Reply #40 on: December 15, 2008, 07:45:25 AM »
Reply with quote
Phir Se Bahut Bahut Khoob Prateekji.. icon_salut Applause Applause

Bahut Ache Shally!! Great work!!! Applause Applause


SHUKRIYA KHAWISH JI,

SHALLY.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: December 16, 2008, 03:05:54 PM »
Reply with quote
Bohat Achcha Likha Hai Aap Sabne,.
Prateek Ji,.
Bekaara Ji,.
Sajid Bhai.
Pooja Didi,.
Jaya Didi,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #42 on: December 18, 2008, 10:43:07 AM »
Reply with quote
Bohat Achcha Likha Hai Aap Sabne,.
Prateek Ji,.

Shukriya,azeem bhai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: December 31, 2008, 07:11:30 PM »
Reply with quote
thanks lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: January 01, 2009, 01:36:36 PM »
Reply with quote
Welcome Prateek Ji,.
and Pooja Didi,.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:48:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer