Nabi {SAWS} Ke Karam Ka Karoon Kaise Shukr Adaa,.

by Jaanasheen on November 08, 2008, 10:31:17 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 9081 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Adaa,.
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kar Diya,.
Main Sajaata Tha Sarkar Ki Mehfilein,.
Mujhko Har Gham Se Rab Ne Bari Kar Diya,.

Zikr-e-Sarkaar Ki Hain Badi Barkatein,.
Mil Gayi Raah Mein, Rehmatein Azmatein,.
Main Gunaah Gaar Tha, Be Amal Tha, Magar,.
"MUSTAFA" Ne Mujhe Jannati Kar Diya,.
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Adaa,.
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kar Diya,.

Lamha Lamha Hai Mujhpar Nabi Ki Ataa,.
Doston Aur, Maangu Main Maula Se Kyaa,.
Kya Ye Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Mujhe,.
Apne Mehboob Ka Ummati Kar Diya,.
Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Adaa,.
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kar Diya,.

______________________-Ashiq-e-Rasool{SAWS}-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaise Mohabbat Karoon..... by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
kaise Karoon Bayaan by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
kaise byaan karoon by sshama in Shayri-E-Dard
-:"Milad-e-Nabi"{SAWS} by Azeem Azaad in Shayari-e-Parastish « 1 2 3  All »
Tera darde judaii baayaN karoon to kaise karooN by javedarshad in Ghazals « 1 2  All »
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: November 08, 2008, 11:11:38 AM »
Reply with quote
Very Nice sharing Azeem bhai.. notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 08, 2008, 11:23:03 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: November 08, 2008, 12:00:57 PM »
Reply with quote
NICE SHARING JANSHEEN Applause,
ISS KALAM KO PAD KAR AAPKI
KHUSHI JAHIR HO GAYI...
KHUDA AAPKO U HI HAMESHA KHUSHIYAAN
BHAKSHE...
BY. K.SHAEL
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #4 on: November 08, 2008, 09:22:46 PM »
Reply with quote
very nice sharing Jaanasheen ji.........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 09, 2008, 02:59:40 PM »
Reply with quote
Shukriya Saurab Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 09, 2008, 03:00:52 PM »
Reply with quote
NICE SHARING JANSHEEN Applause,
ISS KALAM KO PAD KAR AAPKI
KHUSHI JAHIR HO GAYI...
KHUDA AAPKO U HI HAMESHA KHUSHIYAAN
BHAKSHE...
BY. K.SHAEL

Aameen Shally Ji,.

Naam Jab Inka Aa Jaaye To Duniya Ka Har Gham,.
KHud Mit Jaaye,.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #7 on: November 09, 2008, 09:54:39 PM »
Reply with quote
Aaqa [saws] ki shaan mein umda kalaam hai, jazbaat to sabhi rakhte hein magar use umda alfaaz mein dhalna ek kamaal he, or ye kamal "ashiq-e-rasool" ne kiya or aap ne use ham tak pohonchaya jazakalla-hu-fiddarayna-khayra.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 10, 2008, 08:00:19 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
ke sab Ko Ye Kalaam pasand Aaya,.
Inshallah Koshish karoonga Ke Jitna Ho Sake,.
main yahaan post Karoon,.
Logged
NehaK
Guest
«Reply #9 on: November 11, 2008, 04:50:26 AM »
Reply with quote
 :clap:too good
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 11, 2008, 08:43:55 AM »
Reply with quote
Thank You,.

Ye To Karam Hai, Unka Warna Mujhme To Aisi Baat Nahi,.
Itna Diya Sarkaar Ne Mujhko, Jitni Meri Aukhaat Nahi,.

Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #11 on: November 11, 2008, 11:22:46 PM »
Reply with quote
Tamam ta'arifen allah hi ke liye hein, beshak allah hi dene wala hai, bakhsh ne wala hai, wo jise chahe jo chahe or jitna chahe ataa kare, apne habeeb [saws] ke sadqe wo hamse raazi ho....Aameen.
Logged
MHussain
Guest
«Reply #12 on: November 13, 2008, 02:45:34 PM »
Reply with quote
yeh naat shareef behad khoobsurat hai
waise sab insanzat umatte rasool salallaho alaih wasallam hain
ap duroode ibrahimi ka kasrat se zikr karen faida hoga insha allah
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: November 14, 2008, 07:00:13 PM »
Reply with quote
Very Nice one Jaanasheen Ji
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: November 17, 2008, 03:06:27 PM »
Reply with quote
azeem... bahot acha lihka! nabi paak aapko yuhnee khilta khilata rahkay! meray leeyaen bhi duwa keejeeayga!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:24:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer