nazm: jalyaan wala bagh

by khalidrawat on August 03, 2010, 04:08:14 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1263 times)
khalidrawat
Guest
Reply with quote
kehte hai.N ek shakhs tha unnes so aath(1908) mai.N
us ka na koi deen tha , mazahab koi na tha

Jab jalyaa.N wala bagh mai.N mare gae the loog
Us ne sab apni aankh se dekha wo waqia

aye sab us se poochne jo kuch hua wahan
kis ki khata thi kis ne kiya zulm tha waha.N

us ke bayaan se na pata chal saka unhain
hindu ke musalman ke angreez the ghalat

bas ye pata chala ke jo zalim tha , tha ghalat!

hairaan hue the loog ke he aadmi ajeeb
Is ka na koi deen he na koi qomiyat

poocha jo us se aap ka mazhab he kiya janab
kehne laga ke mujh ko mere baap ko kabhi
mazahab pe sochne ke bhi fursat nahi.N mili

ham loog umr bher yoo.N rahe kaam mai.N magan
mazahab pe ham kabhi bhi tawajja na de sake

so ye khaber nahin mujhe he deen kiya mera
lekin mujhe khaber he ke zalim kise kahoo.N

by khalid jamil rawat
 


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hai re dukaan wala by nishita in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 6 7 »
bagh by Sonu in Miscellaneous Shayri
Nishan bagh'bani kay sakhtyati mafaheem by Dr Maqsood Hasni in Critics and Review only Forum
Bagh Bagh Karti hai...........Touhid by Mohammad Touhid in Miscellaneous Shayri
doosre k bagh ka varjit hai phal.....(hazal) by Anaarhi in Ghazals
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 04, 2010, 06:28:36 AM »
Reply with quote
kehte hai.N ek shakhs tha unnes so aath(1908) mai.N
us ka na koi deen tha , mazahab koi na tha

Jab jalyaa.N wala bagh mai.N mare gae the loog
Us ne sab apni aankh se dekha wo waqia

aye sab us se poochne jo kuch hua wahan
kis ki khata thi kis ne kiya zulm tha waha.N

us ke bayaan se na pata chal saka unhain
hindu ke musalman ke angreez the ghalat

bas ye pata chala ke jo zalim tha , tha ghalat!

hairaan hue the loog ke he aadmi ajeeb
Is ka na koi deen he na koi qomiyat

poocha jo us se aap ka mazhab he kiya janab
kehne laga ke mujh ko mere baap ko kabhi
mazahab pe sochne ke bhi fursat nahi.N mili

ham loog umr bher yoo.N rahe kaam mai.N magan
mazahab pe ham kabhi bhi tawajja na de sake

so ye khaber nahin mujhe he deen kiya mera
lekin mujhe khaber he ke zalim kise kahoo.N

by khalid jamil rawat
 




Khalidrawat Ji Jo Aapne iss Nazm mein Yeh Baat Kahi ke Jaliyan Wala Bagh Mein Jisne Yeh Sab Qatl-e-aam kiya,Uss Shaks Ka Koi Mazhab,Koi Deen nahi Tha..Mujhe Yeh baat Aapki Bahut Achi lagi,Sahi Baat Hai  Jo insaan Yhe Karya Karta Hai Woh yakeenan Kisi Mazhab Kisi dharm ka Nahi Ho sakta.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:40:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer