Woh Hi Sacha Fakeer Hai "Khwaish"

by khwaish on December 20, 2011, 11:18:31 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 7963 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
"Sabhi Din Khuda Ke Kya Mangal Kya Peer
Jis Din Soye Der Tak Bhooka Rahe Fakeer"


Iss Duniya mein Aise Kayi Log Baste Hai Jo And-Vishwaaso Mein Aakar "Khuda","Bhagwaan","Rabb" Ki Ibaadat Chodd Kar Insaano Ko Khuda Ka darja Dene Lag jaate Hai..Apni Manokaamnayen Ke Kaaran Dard-Badar Bhatakte Hai..Aur Inn Andh-Vishwaaso Ka Koi Anth Nahi Hota....Ek koshish Inn Andh-Vishwaaso Par Aur Kuch Dil Ki Baatein Par Likhne Ki..saath Zaroor Dijiyega


Dushmano Se Bhi Humne Dosti Ki Hai
Kabhi Apne Hi Ghar Ko jalakar Roshni Ki Hai

Arson Se,  Yeh Chand Bas Jal Raha Hai...!!!!
Isne BhI Sitaaron Se Hi Aaashiqui Ki Hai

 Aaj Kisi Rote Ko Hasa Raha Tha Main...!!!!
Mehsus Hua Jaise,Maine khuda Ki Bandagi Ki Hai

Zindagi Bhi Yeh Kambakht Bahut Kuch Seekhati hai!!
Sirf muskurahat Ki Nahi,Yeh Baat Ankhon ke Nami Ki Hai

And-Vishwaaso Ko Kabhi Nahi Maanta Main....!!!!
Wohi Sacha Fakeer Hai Jisne Sirf Khuda Ki Ibaadat Ki Hai

"Khwaish" Iss Mehfil Mein Shayar To Bahut Hai!!!!
Par Asal Shayar To Woh Hi Hai Jisne Dil Se Shayari Ki Hai

             ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
mkv
Guest
«Reply #1 on: December 20, 2011, 12:09:13 PM »
Reply with quote
"Sabhi Din Khuda Ke Kya Mangal Kya Peer
Jis Din Soye Der Tak Bhooka Rahe Fakeer"


Iss Duniya mein Aise Kayi Log Baste Hai Jo And-Vishwaaso Mein Aakar "Khuda","Bhagwaan","Rabb" Ki Ibaadat Chodd Kar Insaano Ko Khuda Ka darja Dene Lag jaate Hai..Apni Manokaamnayen Ke Kaaran Dard-Badar Bhatakte Hai..Aur Andh-Inn Andh-Vishwaaso Ka Koi Anth Nahi....Ek koshish Inn Andh-Vishwaaso Par Aur Kuch Dil Ki Baatein Par Likhne Ki..saath Zaroor Dijiyega


Dushmano Se Bhi Humne Dosti Ki Hai
Kabhi Apne Hi Ghar Ko jalakar Roshni Ki Hai

Arson Se,  Yeh Chand Bas Jal Raha Hai...!!!!
Isne BhI Sitaaron Se Hi Aaashiqui Ki Hai

 Aaj Kisi Rote Ko Hasa Raha Tha Main...!!!!
Mehsus Hua Jaise,Maine khuda Ki Bandagi Ki Hai

Zindagi Bhi Yeh Kambakht Bahut Kuch Seekhati hai!!
Sirf muskurahat Ki Nahi,Yeh Baat Ankhon ke Nami Ki Hai

And-Vishwaaso Ko Kabhi Nahi Maanta Main....!!!!
Wohi Sacha Fakeer Hai Jisne Sirf Khuda Ki Ibaadat Ki Hai

"Khwaish" Iss Mehfil Mein Shayar To Bahut Hai!!!!
Par Asal Shayar To Woh Hi Hai Jisne Dil Se Shayari Ki Hai  Applause Applause Applause

             ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut behatrin peshkash Khwaish ji
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 20, 2011, 12:44:51 PM »
Reply with quote
Bahut behatrin peshkash Khwaish ji
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Mkv Ji..Aapka Bahut Bahut Shukriya..

Aapne Humesha Se Meri Har kalaam Ko Saraha hai..

Yuhi Huemsha Saath dete Rahiyega icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #3 on: December 20, 2011, 02:31:57 PM »
Reply with quote
sabse pahle to is rachna ke liye aapko badhai khwaish bro, har sher pur asar raha hai, dheron daad  Usual Smile
Logged
injured.warrior
Guest
«Reply #4 on: December 20, 2011, 03:10:13 PM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB,  DHERO DAAD AAPKO.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 20, 2011, 05:47:19 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
"Sabhi Din Khuda Ke Kya Mangal Kya Peer
Jis Din Soye Der Tak Bhooka Rahe Fakeer"


Iss Duniya mein Aise Kayi Log Baste Hai Jo And-Vishwaaso Mein Aakar "Khuda","Bhagwaan","Rabb" Ki Ibaadat Chodd Kar Insaano Ko Khuda Ka darja Dene Lag jaate Hai..Apni Manokaamnayen Ke Kaaran Dard-Badar Bhatakte Hai..Aur Inn Andh-Vishwaaso Ka Koi Anth Nahi Hota....Ek koshish Inn Andh-Vishwaaso Par Aur Kuch Dil Ki Baatein Par Likhne Ki..saath Zaroor Dijiyega


Dushmano Se Bhi Humne Dosti Ki Hai
Kabhi Apne Hi Ghar Ko jalakar Roshni Ki Hai

Arson Se,  Yeh Chand Bas Jal Raha Hai...!!!!
Isne BhI Sitaaron Se Hi Aaashiqui Ki Hai

 Aaj Kisi Rote Ko Hasa Raha Tha Main...!!!!
Mehsus Hua Jaise,Maine khuda Ki Bandagi Ki Hai

Zindagi Bhi Yeh Kambakht Bahut Kuch Seekhati hai!!
Sirf muskurahat Ki Nahi,Yeh Baat Ankhon ke Nami Ki Hai

And-Vishwaaso Ko Kabhi Nahi Maanta Main....!!!!
Wohi Sacha Fakeer Hai Jisne Sirf Khuda Ki Ibaadat Ki Hai

"Khwaish" Iss Mehfil Mein Shayar To Bahut Hai!!!!
Par Asal Shayar To Woh Hi Hai Jisne Dil Se Shayari Ki Hai

             ~~~~~Khwaish~~~~~


Aap ki naik dili aur takway ko sab se pehle salaam

Main yeh soch raha tha ke kuch khususi ashar ko aap ke
quote karon, magar yeh mushkil raha, har sher apne aap me
bemisaal. Kis kis sher par dad doon ab? WAH, Bahut Khoob.

Hamari Saikdon dad khubool kariye

Dua Goo
Abul Asad
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: December 20, 2011, 07:56:54 PM »
Reply with quote
Dost,
Kya baat hai..
Teesra shaer lajawab hai..
Aur akhri wala, toh kya kehne..Parrkar woh nazm yaad agayi meri apni :"Woh shayar hi kya, jo dil se dil ki na likhe"
Bahaut bahaut khoob..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 21, 2011, 07:08:32 AM »
Reply with quote
sabse pahle to is rachna ke liye aapko badhai khwaish bro, har sher pur asar raha hai, dheron daad  Usual Smile

Aapka Bahut Bahut Shukriya Sanjeev Bro..Yuhi Humesha Saath Dete Raha Kariye.. icon_flower
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 21, 2011, 07:30:59 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 21, 2011, 11:43:49 AM »
Reply with quote
BAHUT KHOOB,  DHERO DAAD AAPKO.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Bahut Bahut Shukriya Janab!! icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 21, 2011, 12:31:37 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Aap ki naik dili aur takway ko sab se pehle salaam

Main yeh soch raha tha ke kuch khususi ashar ko aap ke
quote karon, magar yeh mushkil raha, har sher apne aap me
bemisaal. Kis kis sher par dad doon ab? WAH, Bahut Khoob.

Hamari Saikdon dad khubool kariye

Dua Goo
Abul Asad



Asad Ji Aapka Teh Dil Se Bahut bahut Shukriya

Behad Khushi mehsoos Hoti Hai jab Koi Aapki Kalaam Ko Iss Kadar Padhe AUr Sarahe..Itni Si Guzaarish hai aapse ke yuhi saath banaye Rakhiyega..

Bahut Bahut Shukriya icon_flower icon_flower
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #11 on: December 21, 2011, 12:33:58 PM »
Reply with quote
"Sabhi Din Khuda Ke Kya Mangal Kya Peer
Jis Din Soye Der Tak Bhooka Rahe Fakeer"


Iss Duniya mein Aise Kayi Log Baste Hai Jo And-Vishwaaso Mein Aakar "Khuda","Bhagwaan","Rabb" Ki Ibaadat Chodd Kar Insaano Ko Khuda Ka darja Dene Lag jaate Hai..Apni Manokaamnayen Ke Kaaran Dard-Badar Bhatakte Hai..Aur Inn Andh-Vishwaaso Ka Koi Anth Nahi Hota....Ek koshish Inn Andh-Vishwaaso Par Aur Kuch Dil Ki Baatein Par Likhne Ki..saath Zaroor Dijiyega


Dushmano Se Bhi Humne Dosti Ki Hai
Kabhi Apne Hi Ghar Ko jalakar Roshni Ki Hai

Arson Se,  Yeh Chand Bas Jal Raha Hai...!!!!
Isne BhI Sitaaron Se Hi Aaashiqui Ki Hai

 Aaj Kisi Rote Ko Hasa Raha Tha Main...!!!!
Mehsus Hua Jaise,Maine khuda Ki Bandagi Ki Hai

Zindagi Bhi Yeh Kambakht Bahut Kuch Seekhati hai!!
Sirf muskurahat Ki Nahi,Yeh Baat Ankhon ke Nami Ki Hai

And-Vishwaaso Ko Kabhi Nahi Maanta Main....!!!!
Wohi Sacha Fakeer Hai Jisne Sirf Khuda Ki Ibaadat Ki Hai

"Khwaish" Iss Mehfil Mein Shayar To Bahut Hai!!!!
Par Asal Shayar To Woh Hi Hai Jisne Dil Se Shayari Ki Hai

             ~~~~~Khwaish~~~~~


lajaab sher se bahrboor ghazal
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 22, 2011, 08:15:44 AM »
Reply with quote
Dost,
Kya baat hai..
Teesra shaer lajawab hai..
Aur akhri wala, toh kya kehne..Parrkar woh nazm yaad agayi meri apni :"Woh shayar hi kya, jo dil se dil ki na likhe"
Bahaut bahaut khoob..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!

Waqt Dene ke Liye humesha Ki Tarah bahut Bahut Shukriya Dost!!!! Yuhi Saath Dete Rahiyega icon_flower
Logged
khujli
Guest
«Reply #13 on: December 22, 2011, 08:17:19 AM »
Reply with quote
"Sabhi Din Khuda Ke Kya Mangal Kya Peer
Jis Din Soye Der Tak Bhooka Rahe Fakeer"


Iss Duniya mein Aise Kayi Log Baste Hai Jo And-Vishwaaso Mein Aakar "Khuda","Bhagwaan","Rabb" Ki Ibaadat Chodd Kar Insaano Ko Khuda Ka darja Dene Lag jaate Hai..Apni Manokaamnayen Ke Kaaran Dard-Badar Bhatakte Hai..Aur Inn Andh-Vishwaaso Ka Koi Anth Nahi Hota....Ek koshish Inn Andh-Vishwaaso Par Aur Kuch Dil Ki Baatein Par Likhne Ki..saath Zaroor Dijiyega


Dushmano Se Bhi Humne Dosti Ki Hai
Kabhi Apne Hi Ghar Ko jalakar Roshni Ki Hai

Arson Se,  Yeh Chand Bas Jal Raha Hai...!!!!
Isne BhI Sitaaron Se Hi Aaashiqui Ki Hai

 Aaj Kisi Rote Ko Hasa Raha Tha Main...!!!!
Mehsus Hua Jaise,Maine khuda Ki Bandagi Ki Hai

Zindagi Bhi Yeh Kambakht Bahut Kuch Seekhati hai!!
Sirf muskurahat Ki Nahi,Yeh Baat Ankhon ke Nami Ki Hai

And-Vishwaaso Ko Kabhi Nahi Maanta Main....!!!!
Wohi Sacha Fakeer Hai Jisne Sirf Khuda Ki Ibaadat Ki Hai

"Khwaish" Iss Mehfil Mein Shayar To Bahut Hai!!!!
Par Asal Shayar To Woh Hi Hai Jisne Dil Se Shayari Ki Hai

             ~~~~~Khwaish~~~~~




 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 22, 2011, 01:27:25 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

Aapka Bahut Bahut Shukriya icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:32:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer