ya allah

by shyama on December 31, 2008, 10:08:46 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 14497 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 01, 2009, 12:53:31 PM »
Reply with quote
Dil Mein Jo Chupaa Hai Mera Rab Jaanta Hai,.
Zarron Zarron Ki Kahaani Mera Rab Jaanta Hai,.

Maafi Maango, Wo To Sabko Maaf Karne Waala Hai,.
Sabke Dilon Ka Bhed Sirf Mera Rab Jaanta Hai,.

Chupkar Gunaah Hazaaron Karo, Duniya Mein Phir Bhi Roshan Raho,.
Andheron Ki Kahaaniyaan Bhi, Mera Rab Jaanta Hai,.

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ALLAH ALLAH kya Josh Hay by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4 »
ALLAH by Destiny in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
For The Holy Month Of Ramadan - Dil Ye Pukaare Allah Allah,Allah Hu Akbar, Allah Allah by @kaash in Shayari-e-Parastish
Allah Nakko... by Iqtedar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
YA ALLAH.....S@M@N by Saman Firdaus in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
lovepeace
Guest
«Reply #16 on: April 18, 2009, 08:00:36 AM »
Reply with quote
wah umda, meri choti si koshish:

nahin qabil-e-tareef koi aur iss jahaan mein
ke hai har makhlooq jiss ki panhaa mein

karte hein sabz nazare jiss ki tasbeeh
hein dhrakht jhukhe jiss ki sana mein

hai beqaraar dekhne ko jisse meri nazar
hai noor phela jiss ka saare allam par

hai tareef jiss ki har lab par
usse kyun na kahoon khuda mein
Logged
shyama
Guest
«Reply #17 on: April 19, 2009, 08:01:40 AM »
Reply with quote
behtereen. Salaam Azeem ji kaise mizaaj hein?

Arz hai:

Qufr ke mahol mein khuda ko dhundte hein
khamoshiyon mein jaise sada ko dhundte hein

saadgi mein ek adaa ko dhundte hein
dushmano mein jaise wafaa ko dhundte hein

andhero mein ek zia ko dhundte hein
parwaano mein jaise shyama ko dhundte hein


Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: April 19, 2009, 08:24:42 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem, Lovepeace Ji, Shyama Ji
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #19 on: April 19, 2009, 08:48:02 AM »
Reply with quote
Whattt a creation..... icon_salut
Kya Thought hai....Kya likhte ho aap...
Kafi dino baad kuch behad achha padhne ko mila...
Tarif ke liye lafj nahi
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut khub dear azeem n Lovepeace ji Thumbs UP
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 20, 2009, 06:21:43 AM »
Reply with quote
BOhat Achche Lovepeace Ji, Shayma Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: April 20, 2009, 06:23:33 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem, Lovepeace Ji, Shyama Ji
Shukriya Talat Didi,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #22 on: May 02, 2009, 06:02:14 PM »
Reply with quote
Bohot khoob likha hai sabhi ne...Allah bless us all...


Bharta hai wo Khuda sab ke dil mein mohabbat har pal,
dil khol ke luta sab par,ke beshak Uske khazaane mein koi kami nahin...
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #23 on: May 02, 2009, 06:04:00 PM »
Reply with quote
Use paane ke liye maine kitni mushakkate uthayi,
Magar usko haasil kiya maine Khuda ki Ibaadat karke...(alhamdulillah)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 03, 2009, 07:42:21 AM »
Reply with quote
Use paane ke liye maine kitni mushakkate uthayi,
Magar usko haasil kiya maine Khuda ki Ibaadat karke...(alhamdulillah)


Great Lines Bhai,.

Jhukaar Sar Apna, Maagle Khudaa Se Tu Aasmaan Taare Bhi,.
Wo Jab Dene Par Aajaaye To Kuch Bhi Ginaa Nahi Karta,.

________________________________________-Azeem-
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #25 on: May 03, 2009, 10:10:12 AM »
Reply with quote
Great Lines Bhai,.

Jhukaar Sar Apna, Maagle Khudaa Se Tu Aasmaan Taare Bhi,.
Wo Jab Dene Par Aajaaye To Kuch Bhi Ginaa Nahi Karta,.

________________________________________-Azeem-
Thanx again...
kya khoob likha hai aapne bhi...
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #26 on: May 03, 2009, 10:12:59 AM »
Reply with quote
Bhaag kar is duniya ke peeche nahin milega kuch thokar ke siway,
Are tu IMAAN ko gale se to laga,Aakhirat to sudhregi hi,par ye duniya khud tere peeche hogi...
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #27 on: May 04, 2009, 10:31:57 AM »
Reply with quote
nm

Sar utha ke maine to kitni khwahishe ki thi,
kitne khwaab dekhe the, kitni koshishe ki thi,

jab TU rubaru aaya,nazrein na mila paya,
sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahin paya...
Logged
lovepeace
Guest
«Reply #28 on: May 07, 2009, 07:05:12 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai sab ne acha likha hai. Arz hai:

maang utha ke haath ke tere rab ne farmaan kiya
hui aur wazan daar ter ibaadat jo uss ne tujhe dua ka tohfa diya
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: May 08, 2009, 12:38:18 PM »
Reply with quote
Aap sab ne achcha likha hai...!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 11:57:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer