Ya Maula, Ya Khuda......!!!

by Talat on May 31, 2008, 06:42:24 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 6728 times)
syednaami
Guest
«Reply #30 on: July 28, 2008, 02:25:40 PM »
Reply with quote
Raza bhai,,, SubhanAllah bahut hi purkhuloos aur aqeedat mandana dua maangi hai... Ameen...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
maula by salaam2all in Shayari-e-Parastish
Tujhse shikayat hai mujhe maula by Ricky in Shayari-e-Parastish
mere maula by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Maula by aashish41284 in Critics and Review only Forum
Muhammed
Guest
«Reply #31 on: July 29, 2008, 04:39:38 AM »
Reply with quote
Bahut khoob doston... bas yeh thread dekhne k baad laga yeh share karun yehan..
agar kisi ko acha na laga ho toh plz maaf kar dena...


Punam Saahiba...Maaf Karna Badi Der Se aap ki Janeeb Mukhateeb hua..aap k ye alphabet Bahot Hi..Achchhe Hai..Tashbeeh Ke Moti Ki tarhaa..So-Fi-Sadi Durust Bat aapne ek ek alphabet ke jariye bataai hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: August 03, 2008, 10:28:01 AM »
Reply with quote
Is Karam Ka Karoon Kaise Shukr Adaa,.
Jo Karam Mujhpe Mere Nabi Kardiya,.

Main sajaata Tha Sarkar Ki Mehfilein,.
Mujhko Har Gham Se Rabne Bari Kardiya,.

Lamha Lamha Hai Mujhpe Nabi Ki Ataa,.
Mere Doston Main Maangu Mere Rab Se Kyaa,.

Kya Ye Kam Hai Ke Mere Khuda Ne Mujhe,.
Apne Mehboob Ka Ummati Kardiya.,.

_________________________-NM-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #33 on: August 05, 2008, 04:11:57 AM »
Reply with quote
Subhan allaah bhai Azeem....
Waqaee Ye Chaar Ash'aar Chaar Ahaadis Ki Tashreeh Hein...Mukhtasar Itna Ki Jub aapne Sarkar Ki Mehfil Ko Sajaaya Hai To,,,aap ne Huzur Ko Khushi di hai,,huzur ke Ashaab Ko Khusi di Hai,,Huzur K Chaahne walo ko Khusi di Hai,,Yahaa'n Taqq Ki,,,,Qur'aan-e-Paak Me Khud Rabb-e-Jul Zalaal Apne Mehboob Ke Liye Irshaad Farmata Hai Ki - Maine apne Mehboob k waaste Mea'Raaz Ki Raat Aasmaano Zamino ke kinaaro ko sajaaya,,Arsh-o-Qurshi ko Sajayaa,,Unki aamad ke waaste Firisto ne apna Zikr-e-Khuda Chhod Kar Allaah k mehboob ki..bargaah-e-Naaz Me Salat-o-salaam Ke Liye Taa'ziman Khade Ho Gaye,,wallaah..Jiski Zustazoo Me Khud Rab'Ta'alla Khadaa Ho....Us Mehboob Ki Shaan-o-Azma't Kya Kahe'n...!!!!!!!!!
 
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #34 on: August 05, 2008, 04:24:43 AM »
Reply with quote
Ek aashiq Ki Boli Bolta Hun..

Yaa Rab..Meri Duaa O Mein Wo Asar Paida Ho Jaa.a
         Jub Uthaa oo Haath,,Muhammed Ko Khabar Ho Jaa.a

                               [ salallahu alayhe wa sallam ]
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #35 on: August 05, 2008, 04:46:55 AM »
Reply with quote

Main sajaata Tha Sarkar Ki Mehfilein,.
Mujhko Har Gham Se Rabne Bari Kardiya,.
_________________________-NM-
Bhai Azeem,,Bhai Syed,,Aur Talat...Sarkaar Ki Mehfil Ke Hawaale Se Kuch Arz Karta Hun..

Jab Se Dil Mein Gam-e-Ahemad Ko Basaa Rakhha Hai.,
Muz Ko Alaah Ne Har Gam Se Bachaa Rakhha Hai.........

Be-Khauf Arsaa-e-Mehshar Se Guzar Jaaye gaaaa.,
Jis Ne Sarkaar Ki Mehfeel Ko Sajaa Rakkha Hai.........!!!

                          [ دائما الله صلى الله عليه وسلم ]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: August 05, 2008, 08:30:12 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Subhan Allah,.
Bahoot Shukriya Bhaijaan,.
Hume In Baaton Se Wabasta Karaane Ke Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: August 05, 2008, 08:35:05 AM »
Reply with quote
Jitna Diya Sarkaar Ne Mujhko,.
Utni Meri Aukhaat Nahi,.

Ye To karam Hai Unka Warna,.
Mujhme To Aisi Baat Nahi,.

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #38 on: August 05, 2008, 09:51:29 AM »
Reply with quote
Beshak Beshak Bhai Azeem...

Ye To Karam Hein Unka,,Ki Baat Aub Tak bani Huee Hai....


aa'la Hazrat Bareillvi Farmaate Hai...

La-w' Rabbil Arsh Jisko Jo Mila Unse Milaaa.,
Bantatee Hein Kau'nein Me Ne'amat Rasoolullah Ki.....!!

Hum Bhikharee Woh Karim Unka Khudaa Unse Fu'zoo.,
Aur " Na " Kehna Nahi aadat Rasoolullaah Ki..........!!


[ yaane sarakar ki baargaahme jo bhi aaya usko zholiyaa bhar bhar k mila aur itna mila ki....sai'raab ho gaye wo log...aur sarkaar itne pyaare hamaare ki puchchhte bhi nahi the kitna chaahiye....? Main Itna Hi Dungaa ?? agar ye karega To dungaa ?? Ya yeh baat Maanega To Dungaa  ??
Jo Bhi aayegaa........sarkaar ki bargaah me...To sarkaar kabhi " Na " Nahi Kehte....Kyon mere huzur ke Lab Par Kabhi " Na " Nahi...Wo Naa Bolte Hi Nahi

aur Khuda Ne Kiya Inko Apne Mulk Ka Malik,,
In Hi K Kabze Me rabb K khazaane aaye hai....

Jo chaahe Jise Chaahe Jitna Chaahe,aur Jaisa chaahe
sarkar use denge,
karim Hai Yeh..Kazaane Lutaa ne aaye hai.....  ]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: August 10, 2008, 10:31:43 AM »
Reply with quote
Subhan Allah Bhaijaan,
Kya tafseer Di Hai apne
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: August 15, 2008, 08:25:30 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Punam, Azeem, Muhammed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: August 20, 2008, 09:56:29 AM »
Reply with quote
Shukriya Ji,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #42 on: August 20, 2008, 05:24:36 PM »
Reply with quote
Wah sab doston ne bohat khoob likha hai... notworthy
Meri taraf se bhi khoshish doston...



Ya maula ya khuda aaj meri fariyaad sunne
Meri zindagi sare gham mitta de
Aaj joh hai woh sabse ikattha kar de
Ya maula ya khuda aaj meri fariyaad sunne
Aaj joh hun ye maula ki di hue hai
Joh kaal khoya tha woh aaj mil gaye hai
Ya maula ya khuda meri har galati mauf karde..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #43 on: August 21, 2008, 04:33:04 AM »
Reply with quote
Jee Honey Main aapko waah waah nahi kahoonga...sirf duao me shameel Karoonga..

Ya Rab-e-Q'ayenaat Honey k In Alfaazo'n K Tufeil
Unki Har Fariyaad Ko Sun Le...!
Aur Jo Tuze Behtar Lage Ya Khuda Wohi Khusiya'n
Unke Paak Daaman Me Daal De...!
Ya Rab !! Waasta Tuze " Ummahaat-il-Mu'amenin " K
Parsaa Daaman-e-Mubaarq Ka...!
"Raza-e-Khastaa" Ki Arz Hai,,Baargah-e-Maula Me...
Ho Chashm-e-Nigaah-e-Karam Honey Pe...!
Jo Kabhi Roo-b-Roo-e-Khiza Na Ho
Wo La-Faani Bahaar Ataa Kar De............................!!!!

                        || Raza ||
       
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #44 on: August 21, 2008, 10:56:09 AM »
Reply with quote
Jee Honey Main aapko waah waah nahi kahoonga...sirf duao me shameel Karoonga..

Ya Rab-e-Q'ayenaat Honey k In Alfaazo'n K Tufeil
Unki Har Fariyaad Ko Sun Le...!
Aur Jo Tuze Behtar Lage Ya Khuda Wohi Khusiya'n
Unke Paak Daaman Me Daal De...!
Ya Rab !! Waasta Tuze " Ummahaat-il-Mu'amenin " K
Parsaa Daaman-e-Mubaarq Ka...!
"Raza-e-Khastaa" Ki Arz Hai,,Baargah-e-Maula Me...
Ho Chashm-e-Nigaah-e-Karam Honey Pe...!
Jo Kabhi Roo-b-Roo-e-Khiza Na Ho
Wo La-Faani Bahaar Ataa Kar De............................!!!!

                        || Raza ||
       

Bohat bohat shukriya Raza ji 
yeh padkar mujhe bohat khushi ho rahe
aapne mujhe aapki duao mein shameel kiya hai aaj .. notworthy
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:35:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer