Ya Maula, Ya Khuda......!!!

by Talat on May 31, 2008, 06:42:24 PM
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Author  (Read 6655 times)
Talat
Guest
«Reply #45 on: August 21, 2008, 11:30:32 AM »
Reply with quote
Wah sab doston ne bohat khoob likha hai... notworthy
Meri taraf se bhi khoshish doston...



Ya maula ya khuda aaj meri fariyaad sunne
Meri zindagi sare gham mitta de
Aaj joh hai woh sabse ikattha kar de
Ya maula ya khuda aaj meri fariyaad sunne
Aaj joh hun ye maula ki di hue hai
Joh kaal khoya tha woh aaj mil gaye hai
Ya maula ya khuda meri har galati mauf karde..


Shukriya Honey sis....Khuda aapko humesha khush rakhen (ameen)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
maula by salaam2all in Shayari-e-Parastish
Tujhse shikayat hai mujhe maula by Ricky in Shayari-e-Parastish
mere maula by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Maula by aashish41284 in Critics and Review only Forum
honeyrose
Guest
«Reply #46 on: August 21, 2008, 11:53:53 AM »
Reply with quote
Shukriya Honey sis....Khuda aapko humesha khush rakhen (ameen)
..

Shukriya Celmira sis aap sab doston ki dua hai..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #47 on: August 21, 2008, 02:35:35 PM »
Reply with quote
InshaAllah, every prayer will be answered and accepted by Allah Taala. Amen
Everybody wrote great supplications Dua's.
Logged
rekha6a
Guest
«Reply #48 on: August 22, 2008, 06:12:05 AM »
Reply with quote
Koi guna jaan boojhkar karne pe baad me maafi maangne se Allah maaf kar den to sab guna kar ke maafi maang lenge.jo dusron ko salah dete hain pahle khood amal karna sikhe.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #49 on: August 22, 2008, 10:37:33 AM »
Reply with quote
X?X?X?
Logged
Talat
Guest
«Reply #50 on: August 22, 2008, 11:09:17 AM »
Reply with quote
Koi guna jaan boojhkar karne pe baad me maafi maangne se Allah maaf kar den to sab guna kar ke maafi maang lenge.jo dusron ko salah dete hain pahle khood amal karna sikhe.

Ek dam sach kaha aapne Rekha...Jaanbujh kar, sochte samajhte hue bhi koi gunah to maafi ke laaiq ho bhi nahin sakta...!!

Par jaise kehte hain ki subah ka bhoola agar shaam ko ghar aa jaaye to bhoola nahin kehte...waise hi agar apne gunahon pe insaan ko sachcha pachtava ho jaaye to uski aankh se sachi pashemaani main nikle hue aansoo bohot qeemti hote hain......Aur Khuda taala ki kabhi na khatam hone waali rehmat se ummeed ki jaa sakti hai ki mumkin hai ki aise insaan ke gunahon ko maafi farmaaye....


Meri Khuda se yahi dua hai ki wo hume gunahgaar hone se bachaye aur apni rehmat se kabhi mayoos na kare {ameen}
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: August 24, 2008, 03:27:57 PM »
Reply with quote
Bahoot KHoob Razaa Bhaijaan,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #52 on: September 22, 2008, 06:40:05 PM »
Reply with quote
Ya Allah mujhe Ma'af karna !!
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #53 on: October 14, 2008, 04:22:49 AM »
Reply with quote
Ya Allah mujhe Ma'af karna !!

Talat Kya Hua...Lagta Hai Kisi Gunaah Ya Se Roo b roo hue Ho !!
Allah To Hehi 'Gaffar'...aapne BandoN k Gunaah Ko Mitaane  waala.
Talat Ko Bhi Maaf Karega ! Aur Kyun Nahi...Karega !!!!!

waise Rekha From banglore ki Baat Bhi Sahih Hai..Jo Usne Upar comnt. Kahi Thi. 
Logged
Talat
Guest
«Reply #54 on: October 14, 2008, 12:52:46 PM »
Reply with quote
Aap Ka shukriya Raza........Lekin na to mujhse daanistan koi gunah sarzard hua hai (Alhamdolillah)!!!!!!!...aur na hi Allah Taa'la ki rehmaton main koi kami hui hai (Subhanallah)!!!!!!!!!!......haan lekin Kisi shayar ne kaha hai:



Khata kariye ya na kariye
Khuda ke khauf se har waqt dariye !!!!

Talat Kya Hua...Lagta Hai Kisi Gunaah Ya Se Roo b roo hue Ho !!
Allah To Hehi 'Gaffar'...aapne BandoN k Gunaah Ko Mitaane  waala.
Talat Ko Bhi Maaf Karega ! Aur Kyun Nahi...Karega !!!!!

waise Rekha From banglore ki Baat Bhi Sahih Hai..Jo Usne Upar comnt. Kahi Thi. 
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #55 on: October 14, 2008, 02:53:17 PM »
Reply with quote
very nice talat ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #56 on: October 14, 2008, 03:29:55 PM »
Reply with quote
Aap Ka shukriya Raza........Lekin na to mujhse daanistan koi gunah sarzard hua hai (Alhamdolillah)!!!!!!!...aur na hi Allah Taa'la ki rehmaton main koi kami hui hai (Subhanallah)!!!!!!!!!!......haan lekin Kisi shayar ne kaha hai:



Khata kariye ya na kariye
Khuda ke khauf se har waqt dariye !!!!


Bahut Sahi Baat Kahi Hai Uss Shayar ne..
Bahut ache Celmira. Applause  Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #57 on: October 15, 2008, 07:48:52 PM »
Reply with quote
very nice talat ji

Thanks Amar Usual Smile

Bahut Sahi Baat Kahi Hai Uss Shayar ne..
Bahut ache Celmira. Applause  Applause


Thank You Dost   icon_flower
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:26:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer