khamoshi ab har waqat chae reheti hai,
ankhon mein ansuo chupe rehte hai,
dil mein dard hota rehta hai,
ab is kushnuwa zindagi mein gham hi nazar aate hai,
sanam ne saath humara choord kiya ,
sanam bewafa ka asal chera aaj hummein nazar aaya,
ab tanhaeyo mein hum jene lage hai,
apne hi zindagi mein hum til til marne lage hai..
najjar ke samne thu nahi hai tho kya,
phir bhi dil se juda tho nahi
duniya tujhe bewaffa kahte hai tho kya,
kahne wale bhi insaan hi hai khuda tho nahi.
is bewafai ka dard bhi ab kaya kahiye
ajeeb sa sroor, ajeeb sa karar paya hai
meth lo us bewafa ka naam
jis ki rug rug meh bewafai hai
tum toh kantoo ki baath kartay ho
hum ney toh phooloon say chooth khayi hai
Thoor Sa Pyar Hoowa Tha, Ab Bhi Hai Baaki
Bhool Payengay Gay , Na Hum, Yadein Pehli Wafa Ki
Thoora Sa Pyar Hoowa Tha, Ab Bhi Hai Baaki
Bewafa Tum Nahie Hoo, Bewafa Hum Nahie Hai
Apni Kismat Main, Shayed, Ghum He Kuch Kum Nahie Hai
Is Main Mayree Khata Kiya, Koee Mujh Koo Samjhaye
Pyar Karnay Ki Aesee, Kion Sazaa Dil Yea Paye
Main Nay Aetbar Kiya Tha, Milli Roswayee
Thoora Sa Pyar Hoowa Tha, Ab Bhi Hai Baaki
Dard Jitnaa Millay Gaa, Pyar Utnaa Barhay Gaa
Apni Chahat Kay Agay Ye Zamana Jhukay Gaa
Pyar Hum Nay Kiya Hai, Pyar Tum Nay Kiya Hai
Yaar Phir Imtihan Kion, Zamanay Nay Liya Hai
Saath Hum Dain Gay Teraa, Tujh Say Wada Hai Sathee
Thoora Sa Pyar Hoowa Tha, Ab Bhi Hai Baaki
Janay Kese Hoee Hai, Mujh Say Aesi Nadanee
Main Nay Bikhradee Apni, Zindagi Ki Kahani
Pass Aa Kar Bhi Mujh Say, Door Woh Hoo Gaya Hai
Kaysay Batlaoo Kisi Koo, Mera Kiya, Khoo Gaya Hai
Dil Say Dil Mill Gaya Tha, Apna Milnaa Hai Bakee
Thoora Sa Pyar Hoowa Tha, Ab Bhi Hai Baaki
:lol: :o
:D
:?: :!: <<-: m:ail :wis >:<