Aankhein nam ho gai.........

by gumnam on June 11, 2006, 03:11:32 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 7348 times)
gumnam
Guest
Reply with quote
Ashko ko humne kai baar roka,
       Fir bhi na jaane kyon aankhein dhokha de gai.
       Bharosha to tha hume apne aap par magar,
       Unka jikr aaate hi na jaane kyon aankhein nam ho gai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhari aankhein..... by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
** Teri Aankhein ** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Teri aankhein by saahill in Share:Love Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: June 13, 2006, 07:35:08 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Gumnaam Bhai,..

Roke Nahi Rukte Hain Ashq Aankhon Se,..
Dard Bhi Rukne Ka Naam Nahi Leta Aansoon Bhi Behte Rehte Hain,..
Sab Apne Haal Mein Khush Hai Yahan "Jaanasheen"
Koi Hota Nahi Apna Yahan Ye Baat Aksar Mujhe Ye Ashq Kehte Hain,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #2 on: June 14, 2006, 02:22:05 PM »
Reply with quote
thanks jaanasheen..........aapne bhi bahut achha likha hai.....

Waqt ki bojhil palko se,tapka hu main aansu bankar,
Mit gaya dard ki mehfil mein,unke adharo ka moti bankar...
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #3 on: June 14, 2006, 02:33:50 PM »
Reply with quote
gumnam ji ,jansheen ..........both of u very nice............

jehan ne aaj phir mere uski jafa ka parda hata diya
 uski yaadon ki sez per phir dil ne mujhko lita diya
palko per surkh andhera tha jo uski bewafayi ka kabhi
 mere aankhon ne  ashk-e-lahoo se aaj usko mita diya

 ..........@fahi@...............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: June 15, 2006, 12:51:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
thanks jaanasheen..........aapne bhi bahut achha likha hai.....

Waqt ki bojhil palko se,tapka hu main aansu bankar,
Mit gaya dard ki mehfil mein,unke adharo ka moti bankar...

Ashq Tumhare Moti Bankar Aankhon Se Geer Pade,..
Humare To Aansoon Ko Aansoon Bhi Na Samajhaa Gaya,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #5 on: June 15, 2006, 12:52:40 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
gumnam ji ,jansheen ..........both of you very nice............

jehan ne aaj phir mere uski jafa ka parda hata diya
 uski yaadon ki sez per phir dil ne mujhko lita diya
palko per surkh andhera tha jo uski bewafayi ka kabhi
 mere aankhon ne  ashk-e-lahoo se aaj usko mita diya

 ..........@fahi@...............

Waah Bahoot Khoob LIkha Hai PJAG,..
Lage Raho,..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #6 on: June 17, 2006, 02:47:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"
thanks jaanasheen..........aapne bhi bahut achha likha hai.....

Waqt ki bojhil palko se,tapka hu main aansu bankar,
Mit gaya dard ki mehfil mein,unke adharo ka moti bankar...

Ashq Tumhare Moti Bankar Aankhon Se Geer Pade,..
Humare To Aansoon Ko Aansoon Bhi Na Samajhaa Gaya,..

_________________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB....

APNE AANSUO KI KIMAT TUMNE NA PEHCHANI,
AASHIQ KA AANSU HAI,GIREGA TO JAL-JALA MACHA DEGA
Logged
gumnam
Guest
«Reply #7 on: June 17, 2006, 02:48:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
gumnam ji ,jansheen ..........both of you very nice............

jehan ne aaj phir mere uski jafa ka parda hata diya
 uski yaadon ki sez per phir dil ne mujhko lita diya
palko per surkh andhera tha jo uski bewafayi ka kabhi
 mere aankhon ne  ashk-e-lahoo se aaj usko mita diya

 ..........@fahi@...............
THANKS AUR AAPNE BHI BAHUT ACHHA LIKHA HAI......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: June 18, 2006, 10:33:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"
thanks jaanasheen..........aapne bhi bahut achha likha hai.....

Waqt ki bojhil palko se,tapka hu main aansu bankar,
Mit gaya dard ki mehfil mein,unke adharo ka moti bankar...

Ashq Tumhare Moti Bankar Aankhon Se Geer Pade,..
Humare To Aansoon Ko Aansoon Bhi Na Samajhaa Gaya,..

_________________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB....

APNE AANSUO KI KIMAT TUMNE NA PEHCHANI,
AASHIQ KA AANSU HAI,GIREGA TO JAL-JALA MACHA DEGA
Nice One Gumnam Bhai,..

Khair Hai Ki Hume Rone Ki Adat Nahi,..
Warna Saara Sheher Aansoon Se Doob Jata,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #9 on: June 23, 2006, 02:53:53 PM »

BAHUT KHUB...

Teri surkh aankho se anjaan nahi main,
fir bhi aansu ka ek katra to gira tha us bewafa ke naam par......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: June 29, 2006, 07:20:09 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Gumnam Bhai,..

Aansoon Bhi Ab Behne Ka Naam Nahi Lete "Gumnam",..
Jab Kaha Usne Hume Muskuraane Ko Apne Saare Gham Dekar,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #11 on: June 29, 2006, 02:08:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Gumnam Bhai,..

Aansoon Bhi Ab Behne Ka Naam Nahi Lete "Gumnam",..
Jab Kaha Usne Hume Muskuraane Ko Apne Saare Gham Dekar,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB JAANASHEEN BHAI...........

BHAR AATI HAI AAJ BHI AANKHEIN,
JO LETA HAI KOI NAAM US HARZAI KA.
BAHUT ROYE HAI JINDAGI BHAR YAARO,
SAMBHALA GAYA NA DARD JUDAI KA.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: June 30, 2006, 06:00:23 AM »
Reply with quote
Shukriya Gumnam Bhai,..
And Nice One,..

Sehkar Bhi Gham Judaai Ka Main Muskuraata Raha,..
Jab Kaha Usne Ke Aayegi Mujhse Milne Ek Din,...
Magar Khabar Na Thi Ki Inhi Dino Mein,.
Wo Mujhse Bewafaai kar Jaayegi,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #13 on: July 02, 2006, 01:11:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Gumnam Bhai,..
And Nice One,..

Sehkar Bhi Gham Judaai Ka Main Muskuraata Raha,..
Jab Kaha Usne Ke Aayegi Mujhse Milne Ek Din,...
Magar Khabar Na Thi Ki Inhi Dino Mein,.
Wo Mujhse Bewafaai kar Jaayegi,..

______________________-Jaanasheen-
THANKS AND NICE ONE
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: July 03, 2006, 10:17:07 AM »
Reply with quote
Shukriya Gumnam Bhai,..
Kuch Likha Nahi,..Apne,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:54:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer