Aankhein nam ho gai.........

by gumnam on June 11, 2006, 03:11:32 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 7341 times)
natural
Guest
«Reply #30 on: July 24, 2006, 07:07:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Ashko ko humne kai baar roka,
       Fir bhi na jaane kyon aankhein dhokha de gai.
       Bharosha to tha hume apne aap par magar,
       Unka jikr aaate hi na jaane kyon aankhein nam ho gai.

Wow.... Bahut Khoob Gumnam....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhari aankhein..... by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
** Teri Aankhein ** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Teri aankhein by saahill in Share:Love Poetry
natural
Guest
«Reply #31 on: July 24, 2006, 07:09:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Har Phool Ka Aitbaar Nahi Karte,..
Miljaaye Khushi To Inkaar Nahi Karte,..
De Jaate Hain Kabhi Phool Bhi Zakham Gehre,..
Isliye Phoolon Se Hum Pyaar Nahi Karte,..

___________________________-Jaanasheen-


Bahut khoob jaanasheen....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: July 24, 2006, 09:48:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "natural"
Quote from: "Jaanasheen"
Har Phool Ka Aitbaar Nahi Karte,..
Miljaaye Khushi To Inkaar Nahi Karte,..
De Jaate Hain Kabhi Phool Bhi Zakham Gehre,..
Isliye Phoolon Se Hum Pyaar Nahi Karte,..

___________________________-Jaanasheen-


Bahut khoob jaanasheen....


Shukriya Natural Bhai,.
Logged
gumnam
Guest
«Reply #33 on: July 29, 2006, 03:03:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
its superb azeem bhai and gumnam ji.....bahut hi aacha likha hai
SHUKRIYA RANJANA JI........


MUJHE BHULANA CHAHO TO BHI NA BHULA SAKOGE KABHI,
MAIN TO PALKO PE THAHAR JAAUNGA ASKO KI TARAH..


Nice One Bhai,..

Ro Sake Hum Teri Yaad Mein Ye Bhi Tujhe Gawara Nahi,..
Isliye Dekh Aaj Apni Bebasi Par Bhi Muskuraa Rahe Hain,..

_______________________________________-Jaanasheen-
SHUKRIYA AUR BAHUT ACHHA LIKHTE HO YAAR MERE......SACHI....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #34 on: July 30, 2006, 03:48:06 AM »
Reply with quote
bahut khoob gumnam and azeem bhai ...really nice ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: August 01, 2006, 09:36:23 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai Tumbhi Bahoot Acha Likhte Ho,..
Shukriya Ranjana Sis,,
Apne Kuch Likha nahi,
Logged
gumnam
Guest
«Reply #36 on: August 02, 2006, 01:29:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob gumnam and azeem bhai ...really nice ...
SHUKRIYA RANJANA JI......AAP BHI KUCHH KAHIYE.....


TERI MOHBBAT MEIN WO AALAM BHI DEKHA HAI,
JAB MERI HAR SAANS PAR TERA NAAM LIKHA HOTA THA.
NA JAANE KAHA TU KHO GAI IS JAHAAN KI BHID MEIN,
PEHLE TO MERA JAHAAN TERI AANKHO MEIN KHOYA HOTA THA...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #37 on: August 02, 2006, 01:31:55 PM »
Reply with quote
teri aankho mein toh aaj bhi meri hi duniya hai
iske har ashq per naam hamara  hai
jab chahaye tum pukaar lo hamko
hamne kabhi na tumhe apne dil se utaraa hai
Logged
gumnam
Guest
«Reply #38 on: August 02, 2006, 01:34:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Bhai Tumbhi Bahoot Acha Likhte Ho,..
Shukriya Ranjana Sis,,
Apne Kuch Likha nahi,
YAAR IS TARAH KAAM NAHI CHALEGA...KUCHH LIKHO...RANJANA JI BHI CHUP HAI...AUR AAP BHI...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #39 on: August 02, 2006, 01:37:15 PM »
Reply with quote
hum likh likh ke aapko apna haale dil sunaate hain
app hai ki bin pade hum per tohmat laagate hain..... :D
Logged
gumnam
Guest
«Reply #40 on: August 02, 2006, 02:16:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
hum likh likh ke aapko apna haale dil sunaate hain
app hai ki bin pade hum per tohmat laagate hain..... :D
BAHUT KHUB....

YAAD HOGA JINDAGI MEHFIL MEIN TERI EK DIN,
JULM HUM PAR HO RAHA THA AUR HUM KHAMOSH THE.
BEBASI MEIN HOTH APNE SI GAI MERI GHAZAL,
YAAR DUSHMAN HO GAYA THA AUR HUM KHAMOSH THE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #41 on: August 02, 2006, 02:28:39 PM »
Reply with quote
very nice ...

yeh mohbbat bhi kya cheege hain
kar kar ke fir bhulaai jaati hai
hum chahate hai phool apne liye
aur hame kaanto ki sej dikahaayi jaati hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: August 03, 2006, 02:41:21 AM »
Reply with quote
Sochta Hoon Main Ye Kabhi Ke Maine Tujhse Mohabbat Kyun Ki,..
Zamaane Ko Tune Azeez Maana Phir Mujhse Sohbat Kyun Ki,..

Rota Hai Dil Yaad Karke Wo Pal Mohabbat Ke "Jaanasheen",.
Ab Pachtata Hoon Uamar Bhar Ke Liye Ke Tujhse Maine Chahat Kyun Ki,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #43 on: August 03, 2006, 02:49:57 AM »
Reply with quote
unhe chaha ke bhi na paa sake hum
yeh taqdeer thee ya thee unki bewafai
meri mohbbat ki kashti dubi wahi per
jahan per thee unhone hame manzil dikhaayi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: August 03, 2006, 02:51:08 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob,
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:35:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer