Aankhein nam ho gai.........

by gumnam on June 11, 2006, 03:11:32 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Author  (Read 7472 times)
gumnam
Guest
«Reply #45 on: August 08, 2006, 02:14:25 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
hum likh likh ke aapko apna haale dil sunaate hain
app hai ki bin pade hum per tohmat laagate hain..... :D
BAHUT KHUB....

PARDE MEIN AANSU BAHAYA,SOCHA JISE WO NA AAYA,
MAINE HAAL-E-DIL SUNAYA,TO JAKHM DIL KA HUME YAAD AAYA..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhari aankhein..... by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
** Teri Aankhein ** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Teri aankhein by saahill in Share:Love Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: August 09, 2006, 02:04:56 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Bhai,..

Parde Ki Aad Mein Hi Unhone Lakhon Ka Katal Kiya,..
Gar Wo Pardasheen Hote To Zamaana Koi Kabarstaan Hota,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #47 on: August 24, 2006, 02:30:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Bhai,..

Parde Ki Aad Mein Hi Unhone Lakhon Ka Katal Kiya,..
Gar Wo Pardasheen Hote To Zamaana Koi Kabarstaan Hota,..

___________________________________________-Jaanasheen-
BAHUT KHUB...

YE ZAKHM-ZAKHM BAHAAREIN,YE DAAG-DAAG FIZA,
CHAMAN MILA TO CHAMAN MEIN YE KYA MILA MUJHKO?
TAMAAM SAHAR KI KHUSIYO SE MIL KAR LAUT GAYA,
EK MERA GHAR HI DIKHAI NA DIYA USKO...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #48 on: August 24, 2006, 04:45:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
hum likh likh ke aapko apna haale dil sunaate hain
app hai ki bin pade hum per tohmat laagate hain..... :D
BAHUT KHUB....

PARDE MEIN AANSU BAHAYA,SOCHA JISE WO NA AAYA,
MAINE HAAL-E-DIL SUNAYA,TO JAKHM DIL KA HUME YAAD AAYA..



BAHUT KHOOB AZEEM BHAI...VERY NICE GUMNAAM ....

TANHA TANHA APNE KHAWABO KI DUNIYA MEIN GHOOM AAYE
DE DIYA DIL UNHI KO HAMNE JINSE MILE HAME DARD KE SAAYE..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: August 25, 2006, 06:53:26 AM »
Reply with quote
bahoot khoob gumnaam, ranju and jaansheen... kamal ka likha hai app sabne..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #50 on: August 29, 2006, 06:53:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
hum likh likh ke aapko apna haale dil sunaate hain
app hai ki bin pade hum per tohmat laagate hain..... :D
BAHUT KHUB....

PARDE MEIN AANSU BAHAYA,SOCHA JISE WO NA AAYA,
MAINE HAAL-E-DIL SUNAYA,TO JAKHM DIL KA HUME YAAD AAYA..



BAHUT KHOOB AZEEM BHAI...VERY NICE GUMNAAM ....

TANHA TANHA APNE KHAWABO KI DUNIYA MEIN GHOOM AAYE
DE DIYA DIL UNHI KO HAMNE JINSE MILE HAME DARD KE SAAYE..
SHUKRIYA RANJANA JI....


TUNE DUNIYA KE ANDHERO MEIN DHAKELA MUJHKO,
TERI DUNIYA MEIN KIYA FIR BHI UJALA MAINE.
RAAT-DIN APNE KALEGE SE LAGAAYE RAKHA,
DARD-E-DIL TUJHKO BADE NAAJ SE PAALA MAINE...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #51 on: August 29, 2006, 07:03:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob gumnaam, ranju and jaansheen... kamal ka likha hai app sabne..
SHUKRIYA POOJA JI....AAP BHI TO KUCHH KAHIYE..

BEROOH HAIN ALFAAZ,KAHE BHI TO KAHE KYA,
HAI KAUN JO GAM KE SAMANDAR KO KHANGAALE.
MAIN SAHAR-E-TAMANNA MEIN BAS EK BAAR GAYA THA,
US WAQT SE RISTE HAI MERE PAAO KE CHHAALE.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #52 on: August 29, 2006, 10:09:29 AM »
Reply with quote
Quote
TUNE DUNIYA KE ANDHERO MEIN DHAKELA MUJHKO,
TERI DUNIYA MEIN KIYA FIR BHI UJALA MAINE.
RAAT-DIN APNE KALEGE SE LAGAAYE RAKHA,
DARD-E-DIL TUJHKO BADE NAAJ SE PAALA MAINE


bahut khoob gumnam ji..

sach toh yeh hai yah dard jo na hota itna haseen
toh hum kiske sahare fir zinda reh paate
tu nahi thaa saath mere zindagi ki raha mein
kam se kam teri yaado ke sahare toh hain jee  jaate
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: August 29, 2006, 12:34:59 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Gumnam Bhai and ranjana sis,..

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar ke Hawaale Humne,..
Hum Ko maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,.
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #54 on: September 01, 2006, 04:26:09 AM »
Reply with quote
bahut khoob Azeem bhai .....

yeh zindagi ab na roshan hai kisi bhi chiraag se
na koi ab aa ke mujhe koi aavaaz deta hai

chor gaye ho yeh zindgai ki raha per tum mujhko
na yahan koi rasta na koi manzil ka pata mujhe deta hai!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: September 01, 2006, 06:59:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob Azeem bhai .....

yeh zindagi ab na roshan hai kisi bhi chiraag se
na koi ab aa ke mujhe koi aavaaz deta hai

chor gaye ho yeh zindgai ki raha per tum mujhko
na yahan koi rasta na koi manzil ka pata mujhe deta hai!!


Waah Sis kamaalKa Likha Hai Tumne,..

Manzilein Bhi De Rahi Hai Sadaaein Ab,..
ke Kabhi Tumne Wadaa Kiya Tha Manzil Tak Saath Dene Ka,..
Ye Mukkaddar Mera Ke Ab Koi Nahi Humsafar Mera,..
Tumse Gila Bhi Kare To Kya Kare,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
natural
Guest
«Reply #56 on: September 01, 2006, 07:19:37 AM »
Reply with quote
Wow Tooo Good Ranjana ji and Janasheen.... Usual Smile
Logged
gumnam
Guest
«Reply #57 on: September 12, 2006, 02:44:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote
TUNE DUNIYA KE ANDHERO MEIN DHAKELA MUJHKO,
TERI DUNIYA MEIN KIYA FIR BHI UJALA MAINE.
RAAT-DIN APNE KALEGE SE LAGAAYE RAKHA,
DARD-E-DIL TUJHKO BADE NAAJ SE PAALA MAINE


bahut khoob gumnam ji..

sach toh yeh hai yah dard jo na hota itna haseen
toh hum kiske sahare fir zinda reh paate
tu nahi thaa saath mere zindagi ki raha mein
kam se kam teri yaado ke sahare toh hain jee  jaate
SHUKRIYA....


SITAARO MEIN UNHE HUM DHUNDHATE HAI,
GAYE DUNIYA SE JO DAAMAN CHHUDA KE.
USI NE FIR MUJHE APNA KAHA HAI,
BHULA DETA HAI JO APNA BANA KE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #58 on: September 13, 2006, 04:29:26 AM »
Reply with quote
bahut khoob ji ...

yun dil ki sukhi rait per mera naam likh ke mitaaya na karo
nazare sach baat keh jaati hai inhe yun jhukaya na karo
har dil ka dard hum bata de zamaane ko yeh jaruri toh nahi
kabhi kabhi yeh ishq ke raaz duniya se kuch chipaaya karo!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #59 on: September 18, 2006, 02:05:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ji ...

yun dil ki sukhi rait per mera naam likh ke mitaaya na karo
nazare sach baat keh jaati hai inhe yun jhukaya na karo
har dil ka dard hum bata de zamaane ko yeh jaruri toh nahi
kabhi kabhi yeh ishq ke raaz duniya se kuch chipaaya karo!!
SHUKRIYA JI.....AAP 'JI'NA LAGAYA KAREIN....


RET PAR LIKHE NAAM KABHI TIKTE NAHI,
HUM YU HI MOHBBAT MEIN MITTE NAHI.
DIL HUMARA PATHHAR KA HI SAHI,
PAR PATHHAR PE LIKHE NAAM KABHI MITTE NAHI..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 06:12:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer