Aankhein nam ho gai.........

by gumnam on June 11, 2006, 03:11:32 PM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 7183 times)
ranjana
Guest
«Reply #60 on: September 19, 2006, 09:56:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ji ...

yun dil ki sukhi rait per mera naam likh ke mitaaya na karo
nazare sach baat keh jaati hai inhe yun jhukaya na karo
har dil ka dard hum bata de zamaane ko yeh jaruri toh nahi
kabhi kabhi yeh ishq ke raaz duniya se kuch chipaaya karo!!
SHUKRIYA JI.....AAP 'JI'NA LAGAYA KAREIN....

RET PAR LIKHE NAAM KABHI TIKTE NAHI,
HUM YU HI MOHBBAT MEIN MITTE NAHI.
DIL HUMARA PATHHAR KA HI SAHI,
PAR PATHHAR PE LIKHE NAAM KABHI MITTE NAHI..

thik hai ...ji nahi lagaya  Usual Smile

likha thaa jo naam hamne apni haatho ki lakeero mein
woh taqdeer ko dekhana manzur na thaa
zindagi gujar gayi rehbar ki talash mein meri
sirf ek trishana mein jeena zindagi toh na thaa
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhari aankhein..... by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
** Teri Aankhein ** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Teri aankhein by saahill in Share:Love Poetry
zakhmi jaan
Guest
«Reply #61 on: October 22, 2006, 08:27:09 PM »
Reply with quote
Aansuon ki kya bisaat jo,
hamare dil ka fassana sunaate,
gar shayari se naata na hota,
 ham apna dil kaise behlaate.......
Logged
zakhmi jaan
Guest
«Reply #62 on: October 22, 2006, 08:33:23 PM »
Reply with quote
Is bedard duniya mein....
 aansuon ka mol koi kya samjhe,
bajaan sadke hain, mayoos gharaunde hain,
 aashiqon ki haalat ye begairat aashiyaan kya samjhe......
Logged
tanhadil
Guest
«Reply #63 on: October 23, 2006, 07:08:23 AM »
Reply with quote
aankho se najar aata hai jo pyar wo khubsurat dhokha najar aata hai ,
bewafa hai yaha har shakhas fir bhi na jene kyu rahnuma najar aata hai ,
bankar rakib jo wo mere karib ata hai sara jaha apna najar aata hai ,
magar e khuda kyu wahi mere nadan dil ka qatal kar qatil najar aaata  hai
Logged
gumnam
Guest
«Reply #64 on: October 25, 2006, 01:30:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ji ...

yun dil ki sukhi rait per mera naam likh ke mitaaya na karo
nazare sach baat keh jaati hai inhe yun jhukaya na karo
har dil ka dard hum bata de zamaane ko yeh jaruri toh nahi
kabhi kabhi yeh ishq ke raaz duniya se kuch chipaaya karo!!
SHUKRIYA JI.....AAP 'JI'NA LAGAYA KAREIN....

RET PAR LIKHE NAAM KABHI TIKTE NAHI,
HUM YU HI MOHBBAT MEIN MITTE NAHI.
DIL HUMARA PATHHAR KA HI SAHI,
PAR PATHHAR PE LIKHE NAAM KABHI MITTE NAHI..

thik hai ...ji nahi lagaya  Usual Smile

likha thaa jo naam hamne apni haatho ki lakeero mein
woh taqdeer ko dekhana manzur na thaa
zindagi gujar gayi rehbar ki talash mein meri
sirf ek trishana mein jeena zindagi toh na thaa
wah-wah....maza aa gaya...aap hai kaha

suraj ka safar khatm hua,magar raat na aayi,
hisse mein mere khwabo ki saugaat na aayi.
nahi mila hum-raah koi to gila kya,
parchhai bhi jab meri mere saath na aayi...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #65 on: October 27, 2006, 09:27:05 AM »
Reply with quote
bahut acche ...hum yahi hain ..... Usual Smile

tum aaye na aaye hamne har pal raha teri hi nihaari hai
ek pal saath beetaane ki aarzoo mein shere ro ro ke gujaari hai

kiya toh na thaa har apne fasaane mein zikar unka
per jaane kaise zamaane ko kahbar saari hai

hamne kaati hain aksar teri hi yaado mein raate
ab yeh dard judaai ka hum per bahut bhaari hai!!
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #66 on: November 04, 2006, 03:54:32 AM »
Reply with quote
well,kya kahu..............gumnaam ji ,ranjana too gud

barso se bandhi hui ummide bhi ashk se nam hai
ruh ko sukun na raha, dil mai bhara yu gam hai

naa khusi ki tamanna hai,na jeene ki hai arzoo koi
bus sansein chal rahi hai ,dhadkane chalti kam hai

raah mai mujhe woh chod gaye is baat ka gila nahi
 reh gaya unki yaadon ka saath ye unka sitam hai

bus labo per ek dua hi ab to hai aey khudayaa
jafa kehlaaye meri rahe wafadaar mera sanam hai

.....................@fahi@...........................
Logged
gumnam
Guest
«Reply #67 on: November 29, 2006, 01:44:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut acche ...hum yahi hain ..... Usual Smile

tum aaye na aaye hamne har pal raha teri hi nihaari hai
ek pal saath beetaane ki aarzoo mein shere ro ro ke gujaari hai

kiya toh na thaa har apne fasaane mein zikar unka
per jaane kaise zamaane ko kahbar saari hai

hamne kaati hain aksar teri hi yaado mein raate
ab yeh dard judaai ka hum per bahut bhaari hai!!
CHALIYE HUM AA GAYE....

IN RAATO KE GUJRNE KA INTEZAAR NA KAR,
AAJ APNI MOHBBAT KA IKRAAR TU KAR.
CHHUPNA HI THA TO TUNE PYAR KYON KIYA,
YE SANAM! TUNE MOHBBAT KA AITBAAR KYON KIYA...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #68 on: December 01, 2006, 08:12:12 AM »

bahut khoob ..der aaye .... Usual Smile

mohabbat mein milti hai bewafai
kyu dil har baar yun hi thukarya jaata hai

woh kehte hain hamko pathar dil saman
ab kasie kahe ki yeh raaz duniya se yun bhi chipaya jaata hai!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #69 on: December 01, 2006, 08:12:58 AM »

«Reply #70 on: December 08, 2006, 12:19:49 PM »

bahut khub...

YE SANAM TU BEWAFA NA SAMAJH HUMKO,
HUMNE BHI LAHU KE KATRE BAHAYE HAI INTEZAAR MEIN.
TU MOHBBAT KA MERE YAKEEN KAR NA KAR,
HUMNE BHI SATAYA HAI KHUD KO DIL-E-BEKARAR MEIN...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #71 on: December 08, 2006, 12:27:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut acche ...hum yahi hain ..... Usual Smile

tum aaye na aaye hamne har pal raha teri hi nihaari hai
ek pal saath beetaane ki aarzoo mein shere ro ro ke gujaari hai

kiya toh na thaa har apne fasaane mein zikar unka
per jaane kaise zamaane ko kahbar saari hai

hamne kaati hain aksar teri hi yaado mein raate
ab yeh dard judaai ka hum per bahut bhaari hai!!
CHALIYE HUM AA GAYE....

IN RAATO KE GUJRNE KA INTEZAAR NA KAR,
AAJ APNI MOHBBAT KA IKRAAR TU KAR.
CHHUPNA HI THA TO TUNE PYAR KYON KIYA,
YE SANAM! TUNE MOHBBAT KA AITBAAR KYON KIYA...

bahut khoob ..der aaye .... Usual Smile

mohabbat mein milti hai bewafai
kyu dil har baar yun hi thukarya jaata hai

woh kehte hain hamko pathar dil saman
ab kasie kahe ki yeh raaz duniya se yun bhi chipaya jaata hai!!

YE SANAM HUME NA BEWAFA KAHNA,
KI HUMNE TERI YAAD MEIN LAHU KE KATRE BAHAYE.
HAR BAAR DARD-E DIL KO JABT KIYA,
AUR ISI BAHAANE APNE JAJBAATO KO RAKHA CHHUPAYE...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #72 on: December 09, 2006, 10:59:03 AM »
Reply with quote
bahut khoob,,,,

yahan na milti hai raahe ulfat aur zindagi
jeene ka tamasha yahan sare aam hota hai
kabhi jo muskara ke bhi dekha hai hamne aaeina
toh woh bhi udaas hone ki hame koi baat kyu kehta hai !!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #73 on: December 10, 2006, 11:51:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khoob,,,,

yahan na milti hai raahe ulfat aur zindagi
jeene ka tamasha yahan sare aam hota hai
kabhi jo muskara ke bhi dekha hai hamne aaeina
toh woh bhi udaas hone ki hame koi baat kyu kehta hai !!
bahut khub likha....
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:34:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer