Ab bas rehne do..1

by nishita on November 13, 2004, 05:31:56 PM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11]
ReplyPrint
Author  (Read 10612 times)
khirbar
Guest
«Reply #150 on: December 24, 2004, 07:45:22 AM »
Reply with quote
hi  Usual Smile


Abhi talak to na kundan huay na rakh huay
Hum apni aag mein har roz jal ke daikhtey hein ( Faraz)


bye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KHAMOSH SE TUM REHNE LAGE HO by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
DIL MEIN REHNE WALO NE by BHONDU in Shayri-E-Dard
*Rehne Do Tanha Hame* by Roja in Shayri for Dard -e- Judai
*Rehne Do* by Sonia01 in Shayri-E-Dard
Maa-Baap (Zameen Par Rehne Wale Khuda) by khwahish in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Namkeen
Guest
«Reply #151 on: December 24, 2004, 06:14:22 PM »
Reply with quote
Bohot bohot acha everyone....

Phir Vohi Yaad Aaya.....
Jise Badi Muskil Se Tha Bhulaya......
Me Banna Chahati Thi Usaka Saya......
Par Usine Kar Diya Paraya......
Logged
Talat
Guest
«Reply #152 on: December 25, 2004, 01:59:53 PM »
Reply with quote
Good work all!!!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #153 on: December 27, 2004, 07:37:45 AM »
Reply with quote
Shakasta dil thay tera aitabar kya kertay
Jo aitabar bhi kertay to pyar kya kertay
Wo bhulana tha leiken ussay bhulaya nahi
Jo baat bus main na thi ikhtiyar kya kertay
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #154 on: December 28, 2004, 02:54:14 PM »
Reply with quote
good work all..........
Logged
nishita
Guest
«Reply #155 on: December 28, 2004, 06:26:01 PM »
Reply with quote
thanks all Usual Smile for contributing
Logged
Arifa
Guest
«Reply #156 on: December 28, 2004, 08:18:34 PM »
Reply with quote
that was too good nishi and u too talat that was amazing \
this is for you all


apnay liyae tou jitaay hain sabhi
mazza tou tab hai jab aurro kay liyae jiya jaey
Logged
lovebites
Guest
«Reply #157 on: December 29, 2004, 02:21:26 PM »
Reply with quote
Na poochh apni taraf phir se lotne ka amal...
ke mein pahar tha , simta to mushk-e-khaak hua...
woh besabab rootha hai lamha bhar ke liye...
ye saniha na sahi phir bhi karb-nak hua...
Logged
Gulaab
Guest
«Reply #158 on: August 14, 2005, 11:47:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do

Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do

Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

Mar hi gaye auroon kay liye hum
Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do   (NM)


well nishita gud one......

keep the work going...
Logged
Gulaab
Guest
«Reply #159 on: August 14, 2005, 11:53:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "Arifa"
that was too good nishi and you too talat that was amazing \
this is for you all


apnay liyae tou jitaay hain sabhi
mazza tou tab hai jab aurro kay liyae jiya jaey


gud one arifa.....

pyar kiya tha kissie se

use apna banane keliye....

kismat ne saath na diya

use apna mukhaddar banane ke liye...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #160 on: December 30, 2008, 01:43:40 PM »
Reply with quote
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do

Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do

Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do

Tum ney to keh dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do

Mar hi gaye auroon kay liye hum
Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do   (NM)

Waaaaah bahut bahut pyara sher padne mila. Thanks
for sharing nishita sis
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #161 on: December 30, 2008, 01:46:42 PM »
Reply with quote
Apne haathon ki lakiron mein basa le mujhko
main hoon tera to naseeb apna bana le mujhko

Mujhse to poochne aaya hai wafa ke maane
yeh teri sada dili kahin maar na daale mujhko

Khud ko main baant na daloon daman daman
kar diya agar mere hawale mujhko

Bara phir bara hai main pi jaon zehar bhi katir
shart yeh hai ki koi bahon mein sambhale mujhko

(NM)

kitna behtareen sher hai... simply good. again nice
sharing nishita sis
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #162 on: December 30, 2008, 01:52:21 PM »
Reply with quote
Tumse rishta tod bhi nahin sakte
Aur jod bhi nahin sakte

Tu Bewafa hai yeh soch ke
Tumse muh mod bhi nahin sakte

Beshaq tu kisi aur ke haathon ki
Lakeeron mein hi sahi

Yeh soch ke hum tumse milne ki
Aas chod bhi nahin sakte
(nm)
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #163 on: December 30, 2008, 02:04:12 PM »
Reply with quote
Tumse rishta tod bhi nahin sakte
Aur jod bhi nahin sakte

Tu Bewafa hai yeh soch ke
Tumse muh mod bhi nahin sakte

Beshaq tu kisi aur ke haathon ki
Lakeeron mein hi sahi

Yeh soch ke hum tumse milne ki
Aas chod bhi nahin sakte
(nm)

very nice sharing sonia

jasbir singh
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:24:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer