Ab haroon mey keya

by Sonu on May 15, 2006, 07:44:44 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Author  (Read 6734 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: May 26, 2006, 08:12:13 AM »
Reply with quote
Shukriya Pankhuri Ji,..

Bewafaai Ka Dard Tardpaaye,..
Beete Lamho Ki Yaad Kyun Aaye,..
Tune Mere Dil Ko Torda,..
Tanha Tanha Mujhko Chorda,..
Kyun Kiya Aisa Sitam,...
Hum Tumhare Hain Sanam,..

__________________________-NM-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Keo Pyar Keya by Sonu in Shayri for Dard -e- Judai
Jub Pyar keya to darna keya by Sonu in Songs & Lyrics
keya hae mehngae nae sabka bura hal by sushilbansal in Shayri-E-Dard
keya kabhi tum nay dekhi hai by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Ham nay keya kho diya aur keya pa gaey by sushilbansal in Shairi - E - Zindagi
Sonu
Guest
«Reply #16 on: May 29, 2006, 07:23:02 AM »
Reply with quote
Azeem ji Thanks.. apney bhi bahuta acha likha hia....

Tammana se nahi tanhai se darte hain
pyaar se nahi ruswaai se darte hain
milne ki to bohat chahat hai
par milne ke baad judaai se darte hain

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Ji And Nice One,..

Teri Zulfon Se Bewafaai To Nahi Maangi Thi,..
Qaid Maangi Thi Rihaai To Nahi Maangi Thi,..

Maine Kya Jurm Kiya App Khafa Ho gaye,..
Pyaar Manga Tha Khudaai To Nahi Mangi thi,..

Mera Haq Tha Teri Aankhon Ki Chalakti Main Par,..
Cheez Apni Th Paraai to Nahi mangi Thi,..

ChahneWalon Ko Kabhi Toone Sitam Bhi Na Diya,..
Teri Mehfil Mein Ruswaai To Nahi Mangi Thi,..

Dushmani Ki Thi Agar,Wo Bhi Nibhaata Zalim,..
Teri Hasrat Mein Bhalaai To Nahi Mangi THi,..

Apne Deewaane Pe Itna Bhi Sitam Theek Nahi,..
Teri Ulfat Mein Buraai To Nahi Mangi THi,..

_______________________________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: May 29, 2006, 07:24:02 AM »
Reply with quote
Pankhuri ji bahut bahut shukriya... :oops:

Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai, bahoot khoob Sonu and Jsheen
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: May 29, 2006, 07:26:57 AM »
Reply with quote
Azeem ji yea shair apka nahi hai per phir bhi acha hai... good one



Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Pankhuri Ji,..

Bewafaai Ka Dard Tardpaaye,..
Beete Lamho Ki Yaad Kyun Aaye,..
Tune Mere Dil Ko Torda,..
Tanha Tanha Mujhko Chorda,..
Kyun Kiya Aisa Sitam,...
Hum Tumhare Hain Sanam,..

__________________________-NM-

Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: May 29, 2006, 07:29:55 AM »
Reply with quote
Mayoos mat hona yeh ek gunnah hota hai
Milta wahi hai jo qismat main likha hota hai
Har cheez miley humain yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan main hota hai
Jo khud ko kostey hain woh shayed bey-khabar hain
Kuch paalene ka ikhtiyar khud pe bhi hota hai
Apne samne bhi tou aik ayeena hota hai
Hum apni zindagi se kiun haar jayein
Gar doobta hai sooraj tou kal phir saveyra huta hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 29, 2006, 08:08:30 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Ji,..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #21 on: May 30, 2006, 05:43:17 AM »
Reply with quote
Azeem ji u r welcome...Usual Smile

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Ji,..

Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: May 30, 2006, 05:47:12 AM »
Reply with quote
Apnay honto par sajaanaa chaahati hoon ..
Aa tujhay main gungunaanaa chaahati hoon ..

Chaa rahaa hay saari Basti main andhairaa ..
Roshni ka ghar jalaanaa chaahti hoon ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 30, 2006, 12:11:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Apnay honto par sajaanaa chaahati hoon ..
Aa tujhay main gungunaanaa chaahati hoon ..

Chaa rahaa hay saari Basti main andhairaa ..
Roshni ka ghar jalaanaa chaahti hoon ...


Nice One Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #24 on: May 30, 2006, 09:42:25 PM »
Reply with quote
Azeem brother bahut bauht shukriya apku shayari passend ahye Usual Smile

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Apnay honto par sajaanaa chaahati hoon ..
Aa tujhay main gungunaanaa chaahati hoon ..

Chaa rahaa hay saari Basti main andhairaa ..
Roshni ka ghar jalaanaa chaahti hoon ...


Nice One Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: May 30, 2006, 09:44:39 PM »
Reply with quote
Zindagi se wafa hamne bhi ki hai bahot

par gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi

ek tujhko paakar bahut khush thi main

par saath tera manzil tak mila bhi to nahi.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: June 01, 2006, 05:54:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem brother bahut bauht shukriya apku shayari passend ahye Usual Smile

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Apnay honto par sajaanaa chaahati hoon ..
Aa tujhay main gungunaanaa chaahati hoon ..

Chaa rahaa hay saari Basti main andhairaa ..
Roshni ka ghar jalaanaa chaahti hoon ...


Nice One Sis,..


Ismein Shukriya Ki Kya Baat Hai Appki Har Shayari Bahoot Meanings Rakhti Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: June 01, 2006, 06:09:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Zindagi se wafa hamne bhi ki hai bahot
par gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi
ek tujhko paakar bahut khush thi main
par saath tera manzil tak mila bhi to nahi.


Zindagi To Bewafaa Hai Ek Din Thukraayegi,..
Maut Mehbooba Hai Apne Saath Lekar Jaayegi,..

Karta Na Tu Wafaa Agar Zindagi Se,..
To Maut Tujhe Dekhkar Muskuraayegi,..

Tune Samjha Hai Zindagi Sab Kuch Hai Yahan Pe,.
Ek Din Yahi Tujhe Maut ke Godd Mein Chord Jaayegi,..

Maut To Haqeeqat Hai Apni Zindagi To Khwaab Hai,..
Zindagi Ne Diya Har Kisi Ko Dhoka Ye Tujhse Kya Wafa Nibhaayegi,..

_______________________-Azeem-__________________

Starting Ke Do Line Mere Nahi Hain,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: June 01, 2006, 08:38:46 AM »
Reply with quote
Thanks Azeem bahi... apko meyri tuti phuti shayri passend ahti hai


Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem brother bahut bauht shukriya apku shayari passend ahye Usual Smile

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Apnay honto par sajaanaa chaahati hoon ..
Aa tujhay main gungunaanaa chaahati hoon ..

Chaa rahaa hay saari Basti main andhairaa ..
Roshni ka ghar jalaanaa chaahti hoon ...


Nice One Sis,..


Ismein Shukriya Ki Kya Baat Hai Appki Har Shayari Bahoot Meanings Rakhti Hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: June 01, 2006, 08:42:28 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut khoob... keya bat hai  javab nahi apka Usual Smile ... yeo hi likhtey rahow....

Hasti aaankhain, hastaaa chehra
   Ek mujboor bahana hai
   Chaand me such mouch, noor kahan hai
   Chaand to ek viraana hai
   Mujhko tanha chor ne waale
   Tu na tanha rah jaye
   Jis pe tujh ko naaz hai itna
   Uska naaam zamana hai

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Zindagi se wafa hamne bhi ki hai bahot
par gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi
ek tujhko paakar bahut khush thi main
par saath tera manzil tak mila bhi to nahi.


Zindagi To Bewafaa Hai Ek Din Thukraayegi,..
Maut Mehbooba Hai Apne Saath Lekar Jaayegi,..

Karta Na Tu Wafaa Agar Zindagi Se,..
To Maut Tujhe Dekhkar Muskuraayegi,..

Tune Samjha Hai Zindagi Sab Kuch Hai Yahan Pe,.
Ek Din Yahi Tujhe Maut ke Godd Mein Chord Jaayegi,..

Maut To Haqeeqat Hai Apni Zindagi To Khwaab Hai,..
Zindagi Ne Diya Har Kisi Ko Dhoka Ye Tujhse Kya Wafa Nibhaayegi,..

_______________________-Azeem-__________________

Starting Ke Do Line Mere Nahi Hain,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:45:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer