Ab haroon mey keya

by Sonu on May 15, 2006, 07:44:44 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 6905 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #30 on: June 03, 2006, 08:30:33 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Ji Ke App Ko Mera Phata Hua Sher Pasand Aaya,...

Bewafaa Kehna Bhi Tujhe Bewafaai Ki Touheen Hogi,..
Ke Tune Dagaa Diya Hume To Bas Ye Zamaane Ke Liye,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Keo Pyar Keya by Sonu in Shayri for Dard -e- Judai
Jub Pyar keya to darna keya by Sonu in Songs & Lyrics
keya hae mehngae nae sabka bura hal by sushilbansal in Shayri-E-Dard
keya kabhi tum nay dekhi hai by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Ham nay keya kho diya aur keya pa gaey by sushilbansal in Shairi - E - Zindagi
Sonu
Guest
«Reply #31 on: June 07, 2006, 06:04:25 AM »
Reply with quote
u r most welcome Azeem brother... sahir to shair hia her hal mey suna jata hia phir vo phatey hal he ko na hu her hal mey beyan keya jata hia...

bahut khoob...

bus ab kuch na boleyngey
ki apko to vafaye bhi buri legti hia
chup na beytey to keya karey
key apko to duvaye bhi buri legti hia

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Ji Ke App Ko Mera Phata Hua Sher Pasand Aaya,...

Bewafaa Kehna Bhi Tujhe Bewafaai Ki Touheen Hogi,..
Ke Tune Dagaa Diya Hume To Bas Ye Zamaane Ke Liye,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #32 on: June 07, 2006, 06:05:08 AM »
Reply with quote
bahut khoob Majid brother...

Quote from: "majid"
HUM RAATO KO JINKE LIYE UTH UTHKE ROTE HAIN
WOH AGIR KI BAHAON MAIN AARAM SE SOTE HAIN
HOTA CHALA AAYA HAI BEDARD ZAMAANE MAIN
SACHAAYI KI RAAHON MAIN KAANTE SABHI BOTE HAIN
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #33 on: June 07, 2006, 06:46:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
you r most welcome Azeem brother... sahir to shair hia her hal mey suna jata hia phir vo phatey hal he ko na hu her hal mey beyan keya jata hia...

bahut khoob...

bus ab kuch na boleyngey
ki apko to vafaye bhi buri legti hia
chup na beytey to keya karey
key apko to duvaye bhi buri legti hia

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Ji Ke App Ko Mera Phata Hua Sher Pasand Aaya,...

Bewafaa Kehna Bhi Tujhe Bewafaai Ki Touheen Hogi,..
Ke Tune Dagaa Diya Hume To Bas Ye Zamaane Ke Liye,..

__________________________________-Jaanasheen-

Wafaa Ki Arzoo Thi Mujhe Tumse,..
Na Mili To Wafaa Na Pasand Hone Ki Baatein Karte Ho,..
Hume To Aap Ki Har Adaa Pe Marjaane Ko Dil Chahta Tha,..
Jab Hogaye Bewafaa To Chup Rehne Ki Baatein Karte Ho,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #34 on: June 07, 2006, 06:50:57 AM »
Reply with quote
Azeem brother bahut khoob....

chaha ker bhi chahat ko hum chahaa na sakey
chaha ki chahat ko hum duniya sey chupa na sakey
kosheesh to bahut ki chahat ko bhulaney ki
per chaha ker bhi yaad uski hum bhula na sakey

«Reply #35 on: June 07, 2006, 07:11:51 AM »

Waah Sonu Bahoot Khoob,..

Chahna Kisi Ko Asaan Nahi Hota,..
Chahat Kisi Ke Liye To Dil Se Nikalti Hai,..
Humne Chaha Tha Tumhe Dil-o-Jaan Se Jaanasheen,.
Afsos ke Tumhe Chahat Ki Kadar Na Thi,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #36 on: June 07, 2006, 07:18:51 AM »
Reply with quote
Azeem ji shukriya... apney bhi bahut acha likha hai

jub chup rehti hia jubaa
ahk  hey bahut kuch bolti hai
dil mey chipey her raaz ko
khamoshi sey khulti  hai

[/quote]
Waah Sonu Bahoot Khoob,..

Chahna Kisi Ko Asaan Nahi Hota,..
Chahat Kisi Ke Liye To Dil Se Nikalti Hai,..
Humne Chaha Tha Tumhe Dil-o-Jaan Se Jaanasheen,.
Afsos ke Tumhe Chahat Ki Kadar Na Thi,..

__________________________-Jaanasheen-
[/quote]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #37 on: June 07, 2006, 07:22:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem ji shukriya... apney bhi bahut acha likha hai

jub chup rehti hia jubaa
ahk  hey bahut kuch bolti hai
dil mey chipey her raaz ko
khamoshi sey khulti  hai

Waah Sonu Bahoot Khoob,..

Chahna Kisi Ko Asaan Nahi Hota,..
Chahat Kisi Ke Liye To Dil Se Nikalti Hai,..
Humne Chaha Tha Tumhe Dil-o-Jaan Se Jaanasheen,.
Afsos ke Tumhe Chahat Ki Kadar Na Thi,..

__________________________-Jaanasheen-
[/quote][/quote]

Nice One

Raaz Dil Mein Jo Choope The Na Khulte To Acha Tha,..
Aaaj Khamoshiaan Ke Mausam Mein Hume Gul Khilaana Pard Raha hai,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #38 on: June 08, 2006, 04:09:09 AM »
Reply with quote
Azeem shukriya... apney bhi bahut acha likha hia

dost tumhey deykh ker raz dil mey chupa na sakey
gum etney miley key ahkhu sey beyan ker na sakey
dard etna mila key dhadken tham si gaye
rusvai etni mili key zubaan pey chup si cha gaye
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #39 on: June 08, 2006, 05:45:43 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Sonu, Majid & Jaanasheen....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #40 on: June 08, 2006, 05:48:56 AM »
Reply with quote
Aryan ji shukriya Usual Smile...

 nadiyon se kinare chut jaate hai
asman se tare tut jaate hai
zindagi ki rah me aksar ehsa hota hai
jinhey hum chahatey hai, wohi humsey rooth jaatey hai

Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Sonu, Majid & Jaanasheen....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #41 on: June 08, 2006, 10:07:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Azeem shukriya... apney bhi bahut acha likha hia

dost tumhey deykh ker raz dil mey chupa na sakey
gum etney miley key ahkhu sey beyan ker na sakey
dard etna mila key dhadken tham si gaye
rusvai etni mili key zubaan pey chup si cha gaye

Waah Bahoot Khoob Sonu Ji,...

Kehdete Haal-e-Dil Tum Humse To Aaj Yun Udaas Na Hote,..
Kabhi Shameel Hote Mehfil Mein Apni To Aaj Tanha Na Hote,..

Ab Kya Shikayat Kare Tumse Jab Tumne Hume Apna Na Manaa,..
Tumse Aaj Bhi Hum Karte Hain Wafaa Magar Tumne Hume Na Jaana,..

Dard Tumhare Dil Ke Hum Bhi Kuch Uthaayeinge,..
Tumhare Gham Sehkar Bhi "Sonu" Hum Muskuraayeige,..

Kabhi Miloon Main Tumhe Zindagi Ki Raahon Mein To Begaana Na Samajhna,..
Main Hoon Aaj Bhi Tumhara Hi Aashiq Tum Mujhe Deewaana Na Samajhna,..

Gham Jo Hain Dil Mein Wo Bhi Sab Apne Hain,..
Haqeeqat To Maut Hain Baqi Sab Sapne Hain,..

Dil Se Lagaya Hota Kabhi Tumne Hume To Aaj Tanha Na Hote,..
Muskuraate Agar Sath Mein Mere To Aaj Is Kadar Na Rote,...

______________________-Azeem-____________________
Logged
Sonu
Guest
«Reply #42 on: June 09, 2006, 06:12:39 AM »
Reply with quote
Azeem bahi thanks so much... apney bhi bahut acha likha hai...wonderful.. keya bat hai

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem shukriya... apney bhi bahut acha likha hia

dost tumhey deykh ker raz dil mey chupa na sakey
gum etney miley key ahkhu sey beyan ker na sakey
dard etna mila key dhadken tham si gaye
rusvai etni mili key zubaan pey chup si cha gaye

Waah Bahoot Khoob Sonu Ji,...

Kehdete Haal-e-Dil Tum Humse To Aaj Yun Udaas Na Hote,..
Kabhi Shameel Hote Mehfil Mein Apni To Aaj Tanha Na Hote,..

Ab Kya Shikayat Kare Tumse Jab Tumne Hume Apna Na Manaa,..
Tumse Aaj Bhi Hum Karte Hain Wafaa Magar Tumne Hume Na Jaana,..

Dard Tumhare Dil Ke Hum Bhi Kuch Uthaayeinge,..
Tumhare Gham Sehkar Bhi "Sonu" Hum Muskuraayeige,..

Kabhi Miloon Main Tumhe Zindagi Ki Raahon Mein To Begaana Na Samajhna,..
Main Hoon Aaj Bhi Tumhara Hi Aashiq Tum Mujhe Deewaana Na Samajhna,..

Gham Jo Hain Dil Mein Wo Bhi Sab Apne Hain,..
Haqeeqat To Maut Hain Baqi Sab Sapne Hain,..

Dil Se Lagaya Hota Kabhi Tumne Hume To Aaj Tanha Na Hote,..
Muskuraate Agar Sath Mein Mere To Aaj Is Kadar Na Rote,...

______________________-Azeem-____________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: June 11, 2006, 07:59:21 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..
Jo Apne Hume Kuch Samjha,..
Hum To Bane The Kante Sab Ki Nazar Mein,..

Jaane Kounsi  Khata Hui Humse Ke Is Tarah Sazaa De Rahe Ho,..
Hume  Dekar Ghamon Ka Tohfaa Bhal Kyun Muskuraa Rahe Ho,..

Hum To Aaye The Sajaane Tumhare Ashiaane Ko,..
Tum Kyun Akhir Mera Hi Ghar Jalaa Rahe Ho,..

Khatawaar Main Hoon Ke Bhala Kaam Karne Chala,..
Imtehaano Se Guzra Hoon Main Aaj Tum Bhi Hume Azmaa Rahe Ho,..

Lahoo Ke  Rang Se Jahan Likha Tha Maine Fasaana Mohabbat Ka,..
Tumne Padaa Bhi Nahi Usko To Kyun Mitaa Rahe Ho,..

Humne To Kaha Tha Tumse Ke Hume Na Tanha Chordna Tum,..
Ujaad Kar Meri Duniya Ab Tum Kyun Jaa Rahe Ho,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #44 on: June 12, 2006, 02:41:50 AM »
Reply with quote
Thanks Azeem brother... bahut khoob...

Akele gaye they door ek pal ke liye,...;
Magar aapke dil ke kareeb they harr pal ke liye...;
Kaise bhulengey aapko ek pal ke liye...,
Jab kho chuke hain khudd ko harr pal ke liye..!!!

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Jo Apne Hume Kuch Samjha,..
Hum To Bane The Kante Sab Ki Nazar Mein,..

Jaane Kounsi  Khata Hui Humse Ke Is Tarah Sazaa De Rahe Ho,..
Hume  Dekar Ghamon Ka Tohfaa Bhal Kyun Muskuraa Rahe Ho,..

Hum To Aaye The Sajaane Tumhare Ashiaane Ko,..
Tum Kyun Akhir Mera Hi Ghar Jalaa Rahe Ho,..

Khatawaar Main Hoon Ke Bhala Kaam Karne Chala,..
Imtehaano Se Guzra Hoon Main Aaj Tum Bhi Hume Azmaa Rahe Ho,..

Lahoo Ke  Rang Se Jahan Likha Tha Maine Fasaana Mohabbat Ka,..
Tumne Padaa Bhi Nahi Usko To Kyun Mitaa Rahe Ho,..

Humne To Kaha Tha Tumse Ke Hume Na Tanha Chordna Tum,..
Ujaad Kar Meri Duniya Ab Tum Kyun Jaa Rahe Ho,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:59:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer