Ab haroon mey keya

by Sonu on May 15, 2006, 07:44:44 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 6772 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #45 on: June 12, 2006, 07:48:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Thanks Azeem brother... bahut khoob...

Akele gaye they door ek pal ke liye,...;
Magar aapke dil ke kareeb they harr pal ke liye...;
Kaise bhulengey aapko ek pal ke liye...,
Jab kho chuke hain khudd ko harr pal ke liye..!!!

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Jo Apne Hume Kuch Samjha,..
Hum To Bane The Kante Sab Ki Nazar Mein,..

Jaane Kounsi  Khata Hui Humse Ke Is Tarah Sazaa De Rahe Ho,..
Hume  Dekar Ghamon Ka Tohfaa Bhal Kyun Muskuraa Rahe Ho,..

Hum To Aaye The Sajaane Tumhare Ashiaane Ko,..
Tum Kyun Akhir Mera Hi Ghar Jalaa Rahe Ho,..

Khatawaar Main Hoon Ke Bhala Kaam Karne Chala,..
Imtehaano Se Guzra Hoon Main Aaj Tum Bhi Hume Azmaa Rahe Ho,..

Lahoo Ke  Rang Se Jahan Likha Tha Maine Fasaana Mohabbat Ka,..
Tumne Padaa Bhi Nahi Usko To Kyun Mitaa Rahe Ho,..

Humne To Kaha Tha Tumse Ke Hume Na Tanha Chordna Tum,..
Ujaad Kar Meri Duniya Ab Tum Kyun Jaa Rahe Ho,..

_______________________________________________-Jaanasheen-

Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,...

Bhool Na Jaane Tum Hume Ek Pal Ke Liye,..
Sadiaan Bitaa Di Humne Is Ek Pal Ke Liye,..
Aaj Ho Raha Hai Mujhe Tumse Gila,..
Ke Kis Kadar Humse Tumne Wafaa Nibhakar,..
Chord Diya Tanhaa Har Pal Ke Liye,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Keo Pyar Keya by Sonu in Shayri for Dard -e- Judai
Jub Pyar keya to darna keya by Sonu in Songs & Lyrics
keya hae mehngae nae sabka bura hal by sushilbansal in Shayri-E-Dard
keya kabhi tum nay dekhi hai by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Ham nay keya kho diya aur keya pa gaey by sushilbansal in Shairi - E - Zindagi
Sonu
Guest
«Reply #46 on: June 13, 2006, 07:14:53 AM »
Reply with quote
shukriya Azeem brother... bahut khoob... javab nahi apka...

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..!!!

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Thanks Azeem brother... bahut khoob...

Akele gaye they door ek pal ke liye,...;
Magar aapke dil ke kareeb they harr pal ke liye...;
Kaise bhulengey aapko ek pal ke liye...,
Jab kho chuke hain khudd ko harr pal ke liye..!!!

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Jo Apne Hume Kuch Samjha,..
Hum To Bane The Kante Sab Ki Nazar Mein,..

Jaane Kounsi  Khata Hui Humse Ke Is Tarah Sazaa De Rahe Ho,..
Hume  Dekar Ghamon Ka Tohfaa Bhal Kyun Muskuraa Rahe Ho,..

Hum To Aaye The Sajaane Tumhare Ashiaane Ko,..
Tum Kyun Akhir Mera Hi Ghar Jalaa Rahe Ho,..

Khatawaar Main Hoon Ke Bhala Kaam Karne Chala,..
Imtehaano Se Guzra Hoon Main Aaj Tum Bhi Hume Azmaa Rahe Ho,..

Lahoo Ke  Rang Se Jahan Likha Tha Maine Fasaana Mohabbat Ka,..
Tumne Padaa Bhi Nahi Usko To Kyun Mitaa Rahe Ho,..

Humne To Kaha Tha Tumse Ke Hume Na Tanha Chordna Tum,..
Ujaad Kar Meri Duniya Ab Tum Kyun Jaa Rahe Ho,..

_______________________________________________-Jaanasheen-

Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,...

Bhool Na Jaane Tum Hume Ek Pal Ke Liye,..
Sadiaan Bitaa Di Humne Is Ek Pal Ke Liye,..
Aaj Ho Raha Hai Mujhe Tumse Gila,..
Ke Kis Kadar Humse Tumne Wafaa Nibhakar,..
Chord Diya Tanhaa Har Pal Ke Liye,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #47 on: June 13, 2006, 07:17:24 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #48 on: June 13, 2006, 08:09:32 AM »
Reply with quote
u r most welcome Azeem brother...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: June 13, 2006, 08:21:09 AM »
Reply with quote
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai,
Dil kholkar jeete raho to hum khush hai,
yeh nahi kehte ki roj milo,
bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #50 on: June 13, 2006, 08:52:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai,
Dil kholkar jeete raho to hum khush hai,
yeh nahi kehte ki roj milo,
bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.

Nice One Sonu Sis,,..

Yaad To Unhe Karte Hain Jinhe Bhool Jaaye Karte Hain,..
Aaj Bhi Basi Hai Wo Dil Mein Mere Dhadkan Bankar,,..
Faqat Ab Dhadkan Bhi Meri Tham Si Gaayi Hai,..
Uski Bewaafai Ki Wajaah Se,..

_______________________________________--Jaanasheen--
Logged
Sonu
Guest
«Reply #51 on: June 16, 2006, 07:13:13 AM »
Reply with quote
Azeem brother bahut bahut shukriya.... bahut khoob likhtey hu...

dil yeh chahay key .. dukh ban jaoon
unki ankhon main  ansoo ban uter jaoon
jab kabhi woh roye to .. unkey damaan main gumm hoo jaoon

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai,
Dil kholkar jeete raho to hum khush hai,
yeh nahi kehte ki roj milo,
bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.

Nice One Sonu Sis,,..

Yaad To Unhe Karte Hain Jinhe Bhool Jaaye Karte Hain,..
Aaj Bhi Basi Hai Wo Dil Mein Mere Dhadkan Bankar,,..
Faqat Ab Dhadkan Bhi Meri Tham Si Gaayi Hai,..
Uski Bewaafai Ki Wajaah Se,..

_______________________________________--Jaanasheen--
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #52 on: June 17, 2006, 07:31:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Sonu Sis,..

Khush Naseeb Ho Tum Ke Rone Ko Tumne Kisi Ki Baahein Mili,..
Haaye Apni Taqdeer "Jaanasheen" Ke Har Waqt Hume Aahein Mili,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #53 on: June 29, 2006, 05:04:52 AM »
Reply with quote
Azeem bahi your most welcome bahut khoob....

gum na ker tujhey bhi kesi ki baahoow ka har mil jayga
ek na ek rooz jidngi ka khitab mil jayga
taqdeer ko mat kos apni kabhi na kabhi mukader teyra khul jayga...
mauss na hu ek din tujhey teyra pyar jaroor mileyga....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..

Khush Naseeb Ho Tum Ke Rone Ko Tumne Kisi Ki Baahein Mili,..
Haaye Apni Taqdeer "Jaanasheen" Ke Har Waqt Hume Aahein Mili,..

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #54 on: June 29, 2006, 08:06:10 AM »

Bahoot Acha likha Hai Sis,..

Khushnaseeb Ho Tum Ke Tumhe Rone Ko Kisi Ki Baahein Mili,..
Hum To Wo Gham Ke Maare Hain Jahan Sirf Hume Aahein Mili,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #55 on: June 30, 2006, 03:40:15 AM »
Reply with quote
Azeem bahi bahut bahut shukriya....
acha likha hia apne bhi....

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Azeem bahi your most welcome bahut khoob....

gum na ker tujhey bhi kesi ki baahoow ka har mil jayga
ek na ek rooz jidngi ka khitab mil jayga
taqdeer ko mat kos apni kabhi na kabhi mukader teyra khul jayga...
mauss na hu ek din tujhey teyra pyar jaroor mileyga....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Sonu Sis,..

Khush Naseeb Ho Tum Ke Rone Ko Tumne Kisi Ki Baahein Mili,..
Haaye Apni Taqdeer "Jaanasheen" Ke Har Waqt Hume Aahein Mili,..

____________________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Acha likha Hai Sis,..

Khushnaseeb Ho Tum Ke Tumhe Rone Ko Kisi Ki Baahein Mili,..
Hum To Wo Gham Ke Maare Hain Jahan Sirf Hume Aahein Mili,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #56 on: June 30, 2006, 03:40:31 AM »
Reply with quote
nasha hum karte haiN
ilzaam sharaab ko diya jaata hai
magar qasoor toh unka hai
jinka chehra humein har jaam mein nazar aata hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #57 on: June 30, 2006, 06:21:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
nasha hum karte haiN
ilzaam sharaab ko diya jaata hai
magar qasoor toh unka hai
jinka chehra humein har jaam mein nazar aata hai.

Nice One Sonu Sis,..

Sharaab Dard Ki Dawaa Hai Peene Se Kharaabi Nahi,..
Dil ke Dard Se Peete Hain Waise To Hum Sharaabi Nahi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #58 on: June 30, 2006, 06:36:33 AM »
Reply with quote
thanks Azeem brother...shurkiya....
bahut khoob...

mana key dil key dard key marey huye sharab petey hai
mager her dard ki dava sharab to nahi
dil key zakham hutey hai etney gharey
mager her zakham ka elaaz sharab to nahi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
nasha hum karte hain
ilzaam sharaab ko diya jaata hai
magar qasoor toh unka hai
jinka chehra humein har jaam mein nazar aata hai.

Nice One Sonu Sis,..

Sharaab Dard Ki Dawaa Hai Peene Se Kharaabi Nahi,..
Dil ke Dard Se Peete Hain Waise To Hum Sharaabi Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #59 on: June 30, 2006, 06:52:34 AM »
Reply with quote
Quote from: "Sonu"
thanks Azeem brother...shurkiya....
bahut khoob...

mana key dil key dard key marey huye sharab petey hai
mager her dard ki dava sharab to nahi
dil key zakham hutey hai etney gharey
mager her zakham ka elaaz sharab to nahi

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
nasha hum karte hain
ilzaam sharaab ko diya jaata hai
magar qasoor toh unka hai
jinka chehra humein har jaam mein nazar aata hai.

Nice One Sonu Sis,..

Sharaab Dard Ki Dawaa Hai Peene Se Kharaabi Nahi,..
Dil ke Dard Se Peete Hain Waise To Hum Sharaabi Nahi,..

Nice One Sonu Sis,..

Hum Gham Ke Maron Ki Dawaa Sharaab Hai,..
Mohabbat Karna Zamaane Mein Yaaron Azaab Hai,..
Sharaab Ka Kya Bataoon Main Wo To La Jawaab Hai,..
Peete Hain Jab Hum Ise To Jaane Sab Kyun kehte Ise Kharaab Hai,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 05:36:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer