Ab haroon mey keya

by Sonu on May 15, 2006, 07:44:44 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 6902 times)
Sonu
Guest
«Reply #75 on: July 29, 2006, 08:04:30 AM »
Reply with quote
Azeem Bahiya shukriya...


Quote from: "Jaanasheen"
Waah Didi Kamaal Ka Likh Diya Aaj To,..
Sach Bahoot Dard Hai Har Lafz Dil Ko Choo Gaya,..
Nice one..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Keo Pyar Keya by Sonu in Shayri for Dard -e- Judai
Jub Pyar keya to darna keya by Sonu in Songs & Lyrics
keya hae mehngae nae sabka bura hal by sushilbansal in Shayri-E-Dard
keya kabhi tum nay dekhi hai by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Ham nay keya kho diya aur keya pa gaey by sushilbansal in Shairi - E - Zindagi
Sonu
Guest
«Reply #76 on: July 29, 2006, 08:08:39 AM »
Reply with quote
Aansoo main na dhondna humhein.
Hum dil main bass jayege.
Tamana na ho agar milne ki.
To bhand aankhon main nazar ayeege.
Lamla lamla waqt guzar jayega.
Chand lamho main daman choot jayega.
Aaj waqt mila hai do baate karlo humse.
Kal kya pata koun appki zindagi main ajayega.
Pass akar sabhi door jate hai.
Hum akele the akele reh jayege.
Dil ka dard kisse dekhai.
Marhum lagane wala zakham de jata hai.
Waqt to humhein bhula chuka hai.
Muqaddar bhula na de.
Dosti dil se hum is liye nahin karte.
Kyun ke darte hai koi phir se na rula de.
Zindagi main humesha naye log milege.
Kahiin zeyaada to kahiin kaam milege.
Eitebar zara soch ke karna.
Mumkin nahin har jaga tumhein hum milege.
Khusboo ki tarah apke pass bikar jayege.
Sukoon ban kar dil main utar jayege.
Mehsos karne ki khoshish to kijiye.
Door hote hue bhi hum pass nazar ayege.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #77 on: August 01, 2006, 09:13:57 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Didi Keep It Up,
Logged
Sonu
Guest
«Reply #78 on: August 02, 2006, 02:52:31 AM »
Reply with quote
shukryaaa.... Azeem bahi...



Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Didi Keep It Up,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #79 on: August 03, 2006, 02:25:28 AM »
Reply with quote
Ur Welcome Didi.,

Uchaal Kar Meri Chahat Ko Tum Jaa To Rahe Ho,..
Nafratein Jab Milegi Tumhe Kisiki Tab Hume Yaad Karogi,..
Milengi Jab Thokarein Tumhe Apno Se "Jaanasheen",..
Tab Tum Bhi Roke Khuda Se Fariyaad Karogi,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #80 on: August 03, 2006, 04:26:43 AM »
Reply with quote
bahut khoob Azeem bahi... yeo hi likhtey rahow...

Quote from: "Jaanasheen"
Ur Welcome Didi.,

Uchaal Kar Meri Chahat Ko Tum Jaa To Rahe Ho,..
Nafratein Jab Milegi Tumhe Kisiki Tab Hume Yaad Karogi,..
Milengi Jab Thokarein Tumhe Apno Se "Jaanasheen",..
Tab Tum Bhi Roke Khuda Se Fariyaad Karogi,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #81 on: August 07, 2006, 09:31:46 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi App Yunhi Saath Dete Raho,..

Kar Ke Mujhse Bewafaai Ko Ab Wafaa Ki Aas Rakhte Hain,.
Khuda Kare Ke Mile Unhe Chahat Har Kisi Ki Phir Bhi Dil Udaas Rahe,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #82 on: August 10, 2006, 06:16:44 AM »
Reply with quote
Azeem bahi u r most welcome.. mey sath deyti rahungi tum yeo hi likhtey rahow....

unki ek bewafee ney humney keya sey keya bena deya
hijar ji rat ko birha ki rat bena deya
masoom sa cheyra tha unka hum deykh mer mithey they
jub yaad ahye unki to phir ahkhu mey pani ah gaya....

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi App Yunhi Saath Dete Raho,..

Kar Ke Mujhse Bewafaai Ko Ab Wafaa Ki Aas Rakhte Hain,.
Khuda Kare Ke Mile Unhe Chahat Har Kisi Ki Phir Bhi Dil Udaas Rahe,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #83 on: August 10, 2006, 11:57:52 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,,,

Bewafaa Kehne Waale Mujhe Kaash Jaan Paat Tu Meri Wafaao Ko,..
Ke Kis Kadar Maine Damaan Bachaaya Tera Zamaane Bhar ki Chotein Khakar,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #84 on: August 10, 2006, 11:09:14 PM »
Reply with quote
u r most welcome Azeem bahi.... bahut khoob yeo hi likhtey rahul....

khaber na thi mujhko key tum hi mujh sey damen apna chuda logey
jo keya they vadey sath milker tum hi ek pal mey sab bhula dugey
un palo ko mey bhlaow keysey
teyri her ek yaad ko mey chupaow keysey
meyri chahat ko tum meta na paogey
ju ahey kabhi yaad meyri to khudh ko bhul jaogey....


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,,,

Bewafaa Kehne Waale Mujhe Kaash Jaan Paat Tu Meri Wafaao Ko,..
Ke Kis Kadar Maine Damaan Bachaaya Tera Zamaane Bhar ki Chotein Khakar,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #85 on: August 12, 2006, 01:11:37 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Didi
Aur Shukriya
Logged
Sonu
Guest
«Reply #86 on: September 03, 2006, 12:59:21 AM »
Reply with quote
thanks Azeem bahi...

Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Didi
Aur Shukriya
Logged
Sonu
Guest
«Reply #87 on: September 03, 2006, 01:02:06 AM »
Reply with quote
Zuban hi sirf ek jariea nahi jo app shabdon ko samjak paynge,

kabhi aankhon mein jhankar dekhiye,

hazaro alfaz khud b khud bikhar jayenge.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #88 on: September 04, 2006, 02:38:06 PM »
Reply with quote
Nice One Sonu Sis,.,

Zamaane Bhar Mein Main Ruswaa Hoon "Jaanasheen"..
Ka Sab Poochte Hain Mujhse Wajaah Bewafaai Ki,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #89 on: September 05, 2006, 05:42:17 AM »
Reply with quote
thanks bahiya.. bahut khoob likha hai tumney bhi.. yeo hi likhtey rahow...

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,.,

Zamaane Bhar Mein Main Ruswaa Hoon "Jaanasheen"..
Ka Sab Poochte Hain Mujhse Wajaah Bewafaai Ki,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:39:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer