Adat Si Hogayi,.

by Jaanasheen on July 21, 2008, 01:00:49 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1964 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Jab se tujhe pane ki meri chaahat ho gayi,
Dard-e-dil ke saath jine ki aadat ho gayi …

Kiya na izhaar tum ne apne mohabbat ka,
Hum ne jo kah diya to kayaamat ho gayi!!!

Karte rahe tum ham par, jafaaon par jafa,
Ham ne uff tak na ki aur bagaawat ho gayi !!!

Kiya na kabhi sikwa na sikaayat karenge,
Tere diye gham hi abb amaanat ho gayi…

katl ke baad ehsaas hoga apni sitam ka,
sitamgar, sitam sahne ki apni aadat ho gayi…

____________________________-Nm-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
nafrat hogayi hai aaj pyaar se... by amrita in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
der hogayi zalim by arifuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
**Mohobat hogayi hai** by Rahim by dead heart in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Zindagi Veeraan Hogayi,. {AS} by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
logo ki baduaye puri hogayi by jeet jainam in Shairi - E - Zindagi
Shikha12
Guest
«Reply #1 on: July 21, 2008, 01:11:14 PM »
Reply with quote
Waah.... Bahut khoob... Applause
Nice Sharing... Azeem ji..
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #2 on: July 21, 2008, 07:31:40 PM »
Reply with quote
jansheen ji....bahut khoobsurat sharing.napi tuli panktiyan.shukriya.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #3 on: July 22, 2008, 05:52:10 AM »
Reply with quote
Kiya na izhaar tum ne apne mohabbat ka,
Hum ne jo kah diya to kayaamat ho gayi!!!

Karte rahe tum ham par, jafaaon par jafa,
Ham ne uff tak na ki aur bagaawat ho gayi !!!

___________________________-Nm-


Bhai Aapke Ye Do Ash'aar Bahot Hi khoob Hai..
aapne apne Collection se Share kiya..La-Jawaab Ash'aar..!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 27, 2008, 02:31:01 PM »
Reply with quote
Shukriya Mahiya Ji,.
Prateek Ji,.
And Razaa Bhai Jaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 27, 2008, 02:35:26 PM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaaya Na Bewafaa,.

Marke Bhi Uske Waaste Apni To Hai Duaa,.
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush rahe Sadaa,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: July 27, 2008, 02:43:45 PM »
Reply with quote
good one lil bro
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #7 on: July 28, 2008, 09:56:45 AM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaaya Na Bewafaa,.

Marke Bhi Uske Waaste Apni To Hai Duaa,.
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush rahe Sadaa,.
__________________________-Jaanasheen-
Bhai Azeem..waah..aajkal aap Badhiya Se Badhiya Saaf Suffaf alfazo Me Kalaam Likhte Ho..Attah-ul-Laah khan Wala andaaz Dekhne Ko Mila Hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 28, 2008, 11:59:43 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 28, 2008, 12:05:27 PM »
Reply with quote
Ab To Dhoke Khaane Ki Aadat Si Hogayi Hai,.
Ghamon Hume Muskuraane Ki Aadat Si Hogayi Hai,.

Kyun Bichaate Ho Aap Palkein Hamaari Rahon Mein,.
Hume To kaanton Par Chalne Ki Aadat si Hogayi Hai,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: July 31, 2008, 03:30:20 PM »
Reply with quote
good one lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: August 05, 2008, 08:25:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 05, 2008, 08:35:24 AM »
Reply with quote
Teri yaadon ke sahaare jeena aadath si ho gayi hai
tujhey paake khud ko khona aadath si ho gayi hai,

Woh tanhaaiyoun ke aalam mein armaano ki lau jalaake
parwaane ki tarha jalna aadath si ho gayi hai,

Jab bhi lagi jo tujhko thokar aur mera lardkharaana
tere naqsh-e-kadam pe chalna aadath si ho gayi hai,

Wafa ka pakda ke daaman jho tuney ki thi bewafaai
phir bhi raah-e-wafaa pe chalna aadath si ho gayi hai,

Na jaanle koi jho meri udaasi ka sabab teri jaanib
anjaan raaston pe chalna aadath si ho gayi hai,

                                           {C.M.ARFATH NAWAZ}

 
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #13 on: August 05, 2008, 08:48:52 AM »
Reply with quote
Jab se tujhe pane ki meri chaahat ho gayi,
Dard-e-dil ke saath jine ki aadat ho gayi …

Kiya na izhaar tum ne apne mohabbat ka,
Hum ne jo kah diya to kayaamat ho gayi!!!

Karte rahe tum ham par, jafaaon par jafa,
Ham ne uff tak na ki aur bagaawat ho gayi !!!

Kiya na kabhi sikwa na sikaayat karenge,
Tere diye gham hi abb amaanat ho gayi…

katl ke baad ehsaas hoga apni sitam ka,
sitamgar, sitam sahne ki apni aadat ho gayi…

____________________________-Nm-


wah jaanasheen ji...bahoot khoob hai ye sharing

Ab To Dhoke Khaane Ki Aadat Si Hogayi Hai,.
Ghamon Hume Muskuraane Ki Aadat Si Hogayi Hai,.

Kyun Bichaate Ho Aap Palkein Hamaari Rahon Mein,.
Hume To kaanton Par Chalne Ki Aadat si Hogayi Hai,.

_______________________________-Jaanasheen-

kya baat hai..kamal likha hai janab

Us Bewafaa Ki Zaat Pe Mujhko Hai ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut Ka Aaaya Na Bewafaa,.

Marke Bhi Uske Waaste Apni To Hai Duaa,.
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush rahe Sadaa,.

__________________________-Jaanasheen-


kya baat hai...cha gaye jaanasheen ji....bahoot khoob,

ek aabida parveen ji ki gayi hui ghazal yaad ho aai,

ishq ka raaz agar na khul jata,
is kadar tu na mujhse sharmaata,

jindzgi ne wafa na ki varna
mai tamasha wafa ka dikhlata,

sab ye baaten hain chaah ki warna,
is kadar tu na hum pe jhunjhlata
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: August 05, 2008, 09:49:38 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
And Nice Shairing
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:09:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer