** Ae mere dost ye kya ho gaya **

by ALONE BAD on January 23, 2007, 11:36:00 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2613 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 27, 2007, 10:21:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "ALONE BAD"
Quote from: "Jaanasheen"
Us Bewafaa Ki zaat se Mujhko Hai Gilaa,..
Sunke Bhi Meri Maut Ka aaya Na Bewafaa,..
Marke bhi uske Waaste Apbni To hai Duaa,..
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush Rahe Sadaa,..

_____________________________-Jaanasheen-





***
gila kya karte ho us bewafa sae
rehtae hain jo sada khafa-khafa sae
Marke tumne mohabat ka farz aada kar diya
mat karo wafa ki umeed us bewafa sae

***





Bahoot Accha Likha Hai aapne.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 27, 2007, 10:28:50 AM »
Reply with quote
Humse Bewafaai Kare Wo Koi Aisi Wajah To Hogi,..
Wo Jo Har Waqt Humse Apni Chahat Ke Kasamein Khaaya Karte The,..

Aaj Kya Hua Wo Bewafaa Hogaye "Jaanasheen",..
Kal To Wo Hamare Liye Thoda Waqt To Zaaya Karte The,..

______________________________________-jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 27, 2007, 10:34:26 AM »
Reply with quote
Dum Labon Par hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Ye Hi Hoga Mujhse Mera Haal na Poocho,..
Mera haal Sunoge Tum to tadap jaaoge,..

______________________________-jaanasheen-
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #18 on: January 29, 2007, 06:33:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Dum Labon Par hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Ye Hi Hoga Mujhse Mera Haal na Poocho,..
Mera haal Sunoge Tum to tadap jaaoge,..

______________________________-jaanasheen-





waaaahhh jaanasheen ji kya likha hai... dil ko chuu gaya......
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #19 on: January 29, 2007, 06:48:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Humse Bewafaai Kare Wo Koi Aisi Wajah To Hogi,..
Wo Jo Har Waqt Humse Apni Chahat Ke Kasamein Khaaya Karte The,..

Aaj Kya Hua Wo Bewafaa Hogaye "Jaanasheen",..
Kal To Wo Hamare Liye Thoda Waqt To Zaaya Karte The,..

______________________________________-jaanasheen-





***

IK hamara dil hi nahi aur bhi kai dil tutae hain
yakeen na karna inka.....
husn waloon ke sab wade jhootae hain....

***


Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #20 on: January 29, 2007, 07:00:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Dum Labon Par hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Ye Hi Hoga Mujhse Mera Haal na Poocho,..
Mera haal Sunoge Tum to tadap jaaoge,..

______________________________-jaanasheen-




***

Intezaar na karo us bewafa ka wo nahi aayega
use kya... koi marta hai to mar jayega
Baat logae agar hale dil apna humsae
Bojh kuch dil ka kam ho jaayega.....

***


Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #21 on: January 29, 2007, 07:11:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Dum Labon Par hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Ye Hi Hoga Mujhse Mera Haal na Poocho,..
Mera haal Sunoge Tum to tadap jaaoge,..

______________________________-jaanasheen-



jaanasheen ji yahan par Jagjit ji ki gai 2 lines likhna chahoongi... jisme sari cheezen bayan ho jaati hain..... gaur farmaiyae.....





Sar jhukaoogae to pathar devta ho jaayegaa
Itna mat chaahoo use wo bewafa ho jaayegaa....

***


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 03, 2007, 09:18:40 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Dost...
Kamaal ka Likha Hai Aapne,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: February 03, 2007, 09:23:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "ALONE BAD"
Quote from: "Jaanasheen"
Dum Labon Par hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Behtar Ye Hi Hoga Mujhse Mera Haal na Poocho,..
Mera haal Sunoge Tum to tadap jaaoge,..

______________________________-jaanasheen-



jaanasheen ji yahan par Jagjit ji ki gai 2 lines likhna chahoongi... jisme sari cheezen bayan ho jaati hain..... gaur farmaiyae.....





Sar jhukaoogae to pathar devta ho jaayegaa
Itna mat chaahoo use wo bewafa ho jaayegaa....

***



Nice One Aapke Liye,..

Pathar Kabhi Devta Hota Nahi,..Agar Aisa Hota..
To Wo Hume Thokar Na Maarte Pathar Samajhkar,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 03, 2007, 09:32:55 AM »
Reply with quote
Kare Mujhse Bewafaai Wo,..
Aisi To Ko Baat Na Thi,.
Shayad Nazar Lag Gayi Hamari Mohabbat Ko Zamaane Ki,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #25 on: February 06, 2007, 06:20:28 AM »
Reply with quote


***

Ho sakta hai hoo uski bhi koi mazburi
Shayad bana li hai isliye usne mujhsae duri
Bewafa na kaho mere yaar ko
Mile wafa ke badle wafa ye kahan hai zaruri..

***

Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #26 on: February 06, 2007, 06:26:51 AM »
Reply with quote


***




Rahe sath humsafar ye sada nahi hota
itni aasani sae pyaar ka haq ada nahi hota
hoti hain sab ki mazburiyaan apni-apni
Koi jaankar to bewafa nahi hota..

***

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 06, 2007, 04:57:24 PM »
Reply with quote
Nice One Alone Ji,..
Kamaal ka Likha Hai aapne,.,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 06, 2007, 05:03:30 PM »
Reply with quote
Us Bewafaa Ki zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut ka aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske waaste Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush rahe sadaa,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
ALONE BAD
Guest
«Reply #29 on: February 07, 2007, 06:32:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Us Bewafaa Ki zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,.
Sunke Bhi Meri Maut ka aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske waaste Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush rahe sadaa,..

____________________________-Jaanasheen-




waaaaahhhh Jaanasheen ji.... bahoot khuub..... bahoot aacha likha hai aapne......
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:33:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer