Aisi Bewafaai,.

by Jaanasheen on December 01, 2008, 11:33:39 AM
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 2658 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Us Waqt Mere Mukaddar Ki Barbaadi Hogi,.
Jis Roz Teri, Kisi Gair Se Shaadi Hogi,.

Mujhpar Us Waqt Aur Bhi Sitam Honge,.
Tere Ghar Khushiyaan, Mere Ghar Maatam Honge,.

Dekhkar Bhi Mera Haal, Tu Anjaan Rahegi,.
Us Waqt Meri "Jaan, Kisi Aur Ke Naam Rahegi,.

Mera Kya Hoga tere Jaane ke Baad, Maaloom Nahi,.
Karegi Ya Na Karegi Mujhe Tu Yaad, Maaloom Nahi,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bewafaai by karan q in Shayeri for Dard -e- Bewafai
<<<BEWAFAAI>>> by Ravinder in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai to bas ek bahan tha by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bewafaai by zakinjaan in Shayari-ae-bewafai in Punjabi
Bewafaai,. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
k.shael
Guest
«Reply #1 on: December 01, 2008, 11:51:37 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB AZEEM,

KHUDA KARE KI AISI MERI VIDAAYI HO,
HAR KISI KI AANKH BHAR AAYII HO,
CHOO LENE KO, LIPAT JAANE KO HAR KOI
TARSE, JAB MERE TAN KO AAG LAGAYII
HO...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 01, 2008, 11:59:07 AM »
Reply with quote
Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB AZEEM,

KHUDA KARE KI AISI MERI VIDAAYI HO,
HAR KISI KI AANKH BHAR AAYII HO,
CHOO LENE KO, LIPAT JAANE KO HAR KOI
TARSE, JAB MERE TAN KO AAG LAGAYII
HO...

Aisi Hamaari Mohabbat Mein Sachchaai Ho,.
Dil Hamaare Saaf Rahe, Thodi Si Bhi Na Bewafaai Ho,.

Dekhoon Tujhe, Aur Dekhte Dekhte Marr Jaaoon Main,.
Kaash, Apni Mohabbat Mein Aisi Gehraai Ho,.

Teri Doli Mera Janaaza Uthe, Kya Samaan Hoga,.
Tujhe Khushiyaan Mile, Meri Jaan, Aisi Teri Vidaai Ho,.

_____________________________-Jaanasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: December 01, 2008, 12:00:10 PM »
Reply with quote
Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB AZEEM,

KHUDA KARE KI AISI MERI VIDAAYI HO,
HAR KISI KI AANKH BHAR AAYII HO,
CHOO LENE KO, LIPAT JAANE KO HAR KOI
TARSE, JAB MERE TAN KO AAG LAGAYII
HO...

Dil KO Choo Gayi ye Lines,.
pehle waali,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: December 01, 2008, 05:55:55 PM »
Reply with quote
Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB AZEEM,

KHUDA KARE KI AISI MERI VIDAAYI HO,
HAR KISI KI AANKH BHAR AAYII HO,
CHOO LENE KO, LIPAT JAANE KO HAR KOI
TARSE, JAB MERE TAN KO AAG LAGAYII
HO...


dil ko chune wali lines thi....superb...

Us Waqt Mere Mukaddar Ki Barbaadi Hogi,.
Jis Roz Teri, Kisi Gair Se Shaadi Hogi,.

Mujhpar Us Waqt Aur Bhi Sitam Honge,.
Tere Ghar Khushiyaan, Mere Ghar Maatam Honge,.

Dekhkar Bhi Mera Haal, Tu Anjaan Rahegi,.
Us Waqt Meri "Jaan, Kisi Aur Ke Naam Rahegi,.

Mera Kya Hoga tere Jaane ke Baad, Maaloom Nahi,.
Karegi Ya Na Karegi Mujhe Tu Yaad, Maaloom Nahi,.

_____________________________-Jaanasheen-

Aisi Hamaari Mohabbat Mein Sachchaai Ho,.
Dil Hamaare Saaf Rahe, Thodi Si Bhi Na Bewafaai Ho,.

Dekhoon Tujhe, Aur Dekhte Dekhte Marr Jaaoon Main,.
Kaash, Apni Mohabbat Mein Aisi Gehraai Ho,.

Teri Doli Mera Janaaza Uthe, Kya Samaan Hoga,.
Tujhe Khushiyaan Mile, Meri Jaan, Aisi Teri Vidaai Ho,.

_____________________________-Jaanasheen



bahaut acha likha hai apne bhai...keep writing
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: December 01, 2008, 06:13:15 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Lil bro... ankhein bhar aai apki kavita parr kar.. shally kamal ka jawab likha hai apne.... Good work both of you!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: December 01, 2008, 07:09:20 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai DH ji...

Bewafa hai wo yah zamana bhi maan chuka
dil ab bhi us per he ayye to bewafa kis ko kahu

wo torta raha sari hadein insaaniyat ki bhi
is dil ko koi aor insaan na bhaye to kaya karu

toot toot kar bhi juda na ho paya is rooh se wo
nas nas main wo he samaye to main kaya karu

hai bewafa kon ab yah kash-m-kash choro Pooja
koi bhi na wafa nibhaye, to main kaya karu
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: December 01, 2008, 07:13:08 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Azeem bhai
 
Nice lines shally

Nice lines Pooja..


Kudha kare hum unke ho aur woh humare ho
Warna zamane ki saare khushiyan un par qurbaan ho

Zameen se aasman ki chahat humare paas ho
Woh meri muskurahat pe roz fida ho..

__________honeyrose________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: December 01, 2008, 07:15:04 PM »
Reply with quote
Thanks and Good one Honey
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: December 01, 2008, 08:10:40 PM »
Reply with quote
Nice  one Jaanasheen Ji
Equally good contribution from others

Yeh rahi meri or se

Jo kahte the hum saada rahenge tumhare
Le kar ghoomte the ki aur ke samne hamare

Humne bhi use jalane ke liye kisi ka sahare
Uski har adaa dil par chaah gaye hamare

Bus hum se yahi hui bhool to kahte bewafaa
Aur apni woh  bhool jo thi kya hai wafaa
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: December 01, 2008, 08:12:16 PM »
Reply with quote
Thanks and Good one Rajesh ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: December 01, 2008, 08:15:43 PM »
Reply with quote
Thanx Pooja JI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: December 02, 2008, 10:47:15 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob Lil bro... ankhein bhar aai apki kavita parr kar.. shally kamal ka jawab likha hai apne.... Good work both of you!!!
Shukriya Didi jaan,.
Jo Aap Is Thread Pe aaye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 02, 2008, 10:53:07 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai DH ji...

Bewafa hai wo yah zamana bhi maan chuka
dil ab bhi us per he ayye to bewafa kis ko kahu

wo torta raha sari hadein insaaniyat ki bhi
is dil ko koi aor insaan na bhaye to kaya karu

toot toot kar bhi juda na ho paya is rooh se wo
nas nas main wo he samaye to main kaya karu

hai bewafa kon ab yah kash-m-kash choro Pooja
koi bhi na wafa nibhaye, to main kaya karu


wah Didi, Bohat Badhiya,.

Bewafaai Karna Mera Shauk Nahi Tha, Meri Beabasi Koi Jaan Na Saka,
Meri Jo Majboori Thi, Meri Aankhein Dekh Kar Koi Pehchaan Na Saka,.

Sab Tohmatein Lagaate Hain Mujhpar, Ke Maine Bewafaai Karli,.
Inke Kya Maaloom Kaise, Maine Khushiyon Ki Vidaai Karli,.

Jaan Paate Agar Mer Bewafaai Ki Wajaah, To Mujhpar Ilzaam Na Lagaate,.
Meri Taraah Gham Uthaakar Dekhte, To Beshaq Ye Bhi Aansoon Bahaate,.

__________________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 02, 2008, 10:56:11 AM »
Reply with quote
Nice  one Jaanasheen Ji
Equally good contribution from others

Yeh rahi meri or se

Jo kahte the hum saada rahenge tumhare
Le kar ghoomte the ki aur ke samne hamare

Humne bhi use jalane ke liye kisi ka sahare
Uski har adaa dil par chaah gaye hamare

Bus hum se yahi hui bhool to kahte bewafaa
Aur apni woh  bhool jo thi kya hai wafaa


Shukriya Rajesh Bhaijaan,.
And A Very Good Reply From Ur Side,.

Sachchi Mohabbat Jo Karte Hain, Wo Kisi Ko Jalaate Nahi,.
Bhale Seene Mein Laakh Dard Chupe Ho, Kisi Ko Bataate Nahi,.

Tumne Kaisi Galti Karli Mere Dost, Tumne Bhi To Sachchi Wafaa Ki Thi,.
Aur Sachcha Pyaar Karne Waale, Kabhi Apne Chahne Waale KO Rulaate Nahi,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:25:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer